demo per practice mai sirf aik masla| iss mai emotion control ke practice nai hoti
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    demo per practice mai sirf aik masla| iss mai emotion control ke practice nai hoti
    demo per practice mai sirf aik he masla hota ha aur traders ke learning mai kami reh jate hai. ke demo per tradign karny say emotion control ke practice nai hoti. demo mai real cash he involvement na hony say na tu loss real hota aur na he profir real hota hai iss lye traders ko emotional control ke practice nai ho pate hai. jab kay real trading mai mairy khayal say real trading tu base he emotion control per karne hai .
    yeh maire khayal say aik important baat hai aur new traders aur learner ko demo say real per shift hoty time iss baat ka khayal zaroor karna chaiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aisi liay to hum demo par kaam karty hai k hum ais mai real samjh k kaam kary aor ais mai hum jab aik strategy par kaam karty hai to aus mai hum ko ye samjh k kaam karna hota hai jaisy real account hai aor ais par lot atni hi use karni hai jitni hum ne real account par use karni hai aor aus se banda emotion par control kar sakta hai.
    • #3 Collapse

      Dear ye to ap py depend krta hy k ap demo account ko kitni importance detey ho agr ap isko serious lo gy to ap apna faida kro gy aur agr ap ny ye samjha k demo aik khel tamasha hy to phir real account mein apko loss ka samna krny parry ga
      • #4 Collapse

        Dear baat ya hay k pak fouram ki taraf sa hum ko instaforex trading seekhna k laya demo deya gaya hay k tak hum demo per trade ki prectice kar k trading seek sakan kyun k pakistan main pak fouram ki waja sa he forex trading ka concept aaya hay pak fouram hamary laya demo account ki soorat main bari opertunity data hay hum ko chaya k hum demo account per puri tawaja sa prectice karan aur emotional fully involved ho kar prectice keya karan
        • #5 Collapse

          demo account ko practice ky liye use kiya jata hain is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain jab hum is mai kam karty hain to hamy is ka bonus be milta hain or hum is bonus sy real account mai trade be laga sakty hain lakin hamy trade kary howe apny emotions ko qabo mai rahkna zarore hota hain pher he hum kamyab ho gy
          • #6 Collapse

            Dear forex mai ap ko faida tab he hota hai jab ap es mai demo account pe kam karo gy aur es business ko learning k bad start karo gy leh kaza ap apni life ko enjoy karo... forex aik mehnat wala business hai jo ap ko es business mai faida hiasl karo es liye ap acha enjoy karo tu ap ko apni life ko enjoy karo...
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: demo per practice mai sirf aik masla| iss mai emotion control ke practice nai hot

              demo account hamy as a teacher guide karta hain is mai kam karny sy hamry knowledge or experience mai azafa hota hain is mai kam karny ka hamy bonus be milta hain or agar kam karty howe hu msy koi galti ho jy to hu misy durust kar sakty hain is mai tarding ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain

              اب آن لائن

              Working...
              X