Forex trading main hamain zada profit ka wait ni karna chiay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main hamain zada profit ka wait ni karna chiay
    Dear forex trading main hamain zada profit ka wait nahi karna chiay.
    Jab hamara trade aik target tak approach kar jay to us kay bad hamain forex trading main apni trade close kar daini chiay.
    Or apna bonus profit skrill account main transfer karain.or mazay karain.
    Zada ka lalach na karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex mein profit hasil karna bahut zyada mushkil hai ye dekhne mein toh bahut easy lagta hai lekin haqeeqat main bahut zyada mushkil hai is liye hame chahiye ke jo jo profit hame aata jai utna utna hum with draw karwate jain is lalach main nahi rehna chahaiye kay ziyada profit kay baad with draw karwain gay..
    THKS
    • #3 Collapse

      G brother yeh baat theek hai ke khabi khabi ziada profit k wait karna bohot he ziada risky ban jata hai aur risky na b ho tu aksar market trade entry point per wapis aa jate hai jis ke waja say profit waste ho jata hai aur sath sath trader ka time b waste ho jata hai . Behtar yeh hai k trade enter karty time he stop loss aur take profit b set kar dain .
      • #4 Collapse

        Yes of course Aap Ki Baat bilkul theek hai hame forex market Mein the prophet ka wait nahi karna chahiye Agar Hamara daily basis Ke Upar profit target approach Kar Gaya Hai.
        Toh Hame Chahiye Hota Hai ke hum long term ke liye trading Kare aur Hume forex market Mein Apne analysis share karna chahiye.
        Hame Chahiye Hota Hai Ki Hum Pakistan Forex forum ke upar Apna knowledge share Karte Rahe kis tarike se Hame Apna achha profit earning ho sakti hai aur Hamara experience bhi gain ho ga..
        • #5 Collapse

          Dear friends, agar ap kuch profit anay par trade ko close nai karain gay aur zayada profit ki lalach karain gay to ap kam profit say bhi mahrom ho jaain gay...q kah aisa ho sakta hay kah market reverse ho jaay aur ap ka profit loss main change ho jaay. so ap ko chaheay kah zayada profit ka wait na karain aur kam profit say razi ho k trade close kar dain.
          • #6 Collapse

            Dear ap ki bt tk ha ky hm sb ko prof ka zada wait ni krna chahey or ager profits mil be hota ha to ousy milny sy zada lalach be ni krni achy ager lalach krty ha to Jo bouns Mila hota ho wo he account sy khaty ho jata ha is leay lalach ni krni chahey sb ko
            • #7 Collapse

              Agr hum cross currencies may trade ni karty hy to per bilkul he ziada time tak wait ni karna chahye jab be profit mel jye osay hasel karna chhaye kuen ky osi may faida hy agar hum aisa ni karty hy to hamay loss ka samna be karna parh sakta hy aur hamay bhut ziada loss be ho sakti hy.
              • #8 Collapse

                boht achi bat ki hy ap ny k ziada profit k liye wati nai karna chahiye jab profit nazar aa jaye to ly k bhag jayen ziada profit k chakron main doob e na jayen aur account wash karwa bethain
                • #9 Collapse

                  jab bi trader trade karay.to uska apni trade main 1 target hona cahiya.kay wo market say kitnay pip profit main hasil kerna cahta ha.or jb uska target pora ho jay to uskay baad usko apni trade main mazeed wait nahi kerna cahiya.kue kay is business main jab bi trader ko loss hota ha.wo zayada greed karnay ki waja say hi hota ha.is liya trading main profit and loss ka bi target rakhna zarori hota ha.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    forex trading main hmain market k according faisla karna chahye or jub apko ata hai k market main ab hmain profit mil raha hai or market hmary agianst bhi move kar skti hai tab apko otny profit k sath market se bahar a jana chahaye or aghr aysa kuj nahi hai market clear hai tu apko apni profit wali trade ko lga rahny dena chahye ta k apko mazzed profot mil saky

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X