Risk analysis bhi zaroori hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk analysis bhi zaroori hain
    Mein sab members sae ye kehna chahta hoon kay jab bhi aap trading karnay lagain kisi bhi pair mein tou uss sae pahele risk analysis zaroor kar lain kay aap jo trade laganay ja rahay hain uss mein aap ko loss honay kay kitnay chances hain uss kay baad trading karain iss sae aap ko loss minimum ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan risk ko calculate karna bahut zaroori hai agar aap forex mein risk ko manage kar kay trading karain gay tou uss sae aap kay loss kay chances minimum ho jayain gay aur aap ko profit wali trades milain gi aur agar firex mein aap ko profit na milay tou phir aap forex mein apna time waste mar rahay hain hamesha achay kay lime lagain aur sochain
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
      Mein sab members sae ye kehna chahta hoon kay jab bhi aap trading karnay lagain kisi bhi pair mein tou uss sae pahele risk analysis zaroor kar lain kay aap jo trade laganay ja rahay hain uss mein aap ko loss honay kay kitnay chances hain uss kay baad trading karain iss sae aap ko loss minimum ho ga
      Achi trading k liye zaruri hai k ham apne account ki management bhi achi tarah se kren hamen apne account men risk to reward ko zarur important lena chahiye q k agar ham apne account men risk ki management nhi kren ge to hamara kamyab hona mushkil ho jay ga
      Ham jab apne account ko kam risk se run kr kr rhe hote hain tab hamen profit bhi hota hai aur hamara account bhi safe rehta hai
      • #4 Collapse

        G friend bilklul thek kah rahay hain, hamain har trade open karnay say pehlay loss ko bhi apnay mind rakhna chaheay aur usi k mutabik hi trade open karni chaheay...es ka faida yah hoga kah agar hamain loss bhi aay ga to kam hoga aur easily recover ho jaay aur pehlay say mentally prepare honay ki waja say ham say bardasht bhi ho jaay ga.
        • #5 Collapse

          Ye sab ap ki management par depend karta hy agr ap apne account ko mange kar saktay han tu apne account ki money management risk management sab par nazar rakh kar hi trade open karni hoti hy tab hi trading mein kaamyaab ho saktay han
          • #6 Collapse

            risek anlyes k bary m mjy kuch nai pata na ani m me learn kia hy q k m abi forex m new member hon mjy treding m koi experions r information hasil nhi apny senior sy pouch k phr ap st apna experions shyar kron g abi m ne koi tread nhi lagai .
            • #7 Collapse

              Dear ftend risk har kam mai bhot zaruri hai laken risk hmy tab he lena chaye jab hmy lgy k es k kuch chance hi profit k ye nai k hmy pata ho k market ka trend kis tarf ja raha ho or phr b hm galt tread lg ly or yahe soch k hm ny risk liya hai .aisa phr kabi nai hot.
              • #8 Collapse

                Deaar forex forum member main ap ke baat sy bilkul agree karta hoon kay jub bhe ap analysis karain tu us mein risk factor ko bhe samny rakhain aur apnay analysis mein haqeeqat ko samny rakhna chahy
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
                  Mein sab members sae ye kehna chahta hoon kay jab bhi aap trading karnay lagain kisi bhi pair mein tou uss sae pahele risk analysis zaroor kar lain kay aap jo trade laganay ja rahay hain uss mein aap ko loss honay kay kitnay chances hain uss kay baad trading karain iss sae aap ko loss minimum ho ga
                  Risk analysis ya risk management be otna zarori hai jitna k trade laina agar ap trade laine say pehlay ache tarha say risk analysis ya risk management tolls ko trade par apply karoge tu es k zareye say apki trading kafe ziyada effective ban jaege aor ap risk ko ache tarha say control kar sakte ho jes say apki losses be control mai rehege
                  Zuhaib9988 Trading journal
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk analysis bhi zaroori hain

                    hum jab market main kam karty hain to is main risk to lyna hi hota hay kun kay risk kay bgyr hum trade main kam nai kar sakty hain is main daily humain leraning kar kay active ho kar kam karna ho ga is main humain ziada knoweldge ho gi to kam karna humary liye asan ho sakta hay magr planing kar kay trade ka use best hota hay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk analysis bhi zaroori hain

                      hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use kar ky high risk ly kar high capital invest karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy forex aik international business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X