Dear members zayada tar traders late friday ko trading nahin kartay woh kehtay hain kay friday ko trades na lagai jayain aur agar lagai bhi jayain tou uss din hi close karna behtar hai iss ki wajah next dou din market ka close hona hai aur next week market ka open hona uncertain hota hai yani next week kuch bhi ho sakta hai kay kitna gap ho ga iss lye iss qisam ki complications aa sakti hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим