I am very confused....
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    dear tension ki koi baat nahi he ap work karte rahen time ke sath sath apko forex ko samaj ane lag jay gi starting me aese hi hota he ke apko kuch be samaj nahi aa raha hota market me is lie apko confuse nahi hona chahie bas ap learn jo be karen uski achi practice karen daily
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      Forex main bhot say log confused hai forex is good job logou ka confused bhot bara masla hai forex trding lerning say hi confuseng khtam ho sakti hai forex main wo loug confused hoty hai jiny forex ka experinces ni hota hai forex main experinces or knwoldge hona bhot zarori hai is say humy bhot sa profit hota hai.
      • #333 Collapse

        bhai es k liya zarori ha k ap forex main kam krny k liya proper learning lain forex main zarori ha k practice krain practice main hm demo account kr skty ha es liya hmain chiya ha k hm zada sy zada tym dain r money managmnt b seekhain trading need more practice
        • #334 Collapse

          Ghabrany ki bat nahi dekho ap jab kabhi karobar ka hissa banty hain to yad rakhna k wahan loss and profit ka tou khadsha rehta he lakin apki problem bhut sidhi sadi si he ap k pas Knowledge kam hai app kuh courses krain masla hal hojanye.
          • #335 Collapse

            ap zayda counfused na ho brother ap kisi startegy ka used karo agar ap kisi expert trader ki strategy ko used karo gaye to ap easy sa money earn kar payeo gaye aur mony mangemnet be kar sakte ho agar ap ko samaj nahi a rahi to kisi expert trader sa forex ko ek bar learn karwa lo
            • #336 Collapse

              apko sab se pehle apne demo account par 100$ se he kam karna chahiye isko samajh len pehle achi tarike se or aram aram se trading karain pehle achi tarike se trainings len phir demo account par practice k khoob bad real par earning start karain is se apko loss nahi hoga
              • #337 Collapse

                I believe that money management is the most important and effective part of forex trading it really needs good money management it can help you much to be gainer in the Forex market.
                • #338 Collapse

                  demo mai agar ap money ko manage na kar pae tu real mai be nahe ho ga so demo mai risk kam karo aur real ki tarha se he chalao then ap skeho gay
                  • #339 Collapse

                    For that, you should calculate how many of consecutive losses can wipe off your account. I think this number should be 50 as you try for 2% in each trade and risk and reward should be the same.
                    • #340 Collapse

                      assalam u alaikumj my dear friend ap agar abhi sy itna confuesed ho rhy hy to agy ja kar kia kary gy pleaace sonfused na ho har masly ka hal nikalo zaror kamyab hongy ap
                      • #341 Collapse

                        jab tak ap cash management ke blank primary thek trah sony ericsson nahen sekh ya samajh lete tab tak ap apne balance ko no hoen sony ericsson anehen bacha sakte will be keliy acha yeh hai ke ap trial accounts for every 100$ ke sath practice karen kun ke jab apke complete balance kam hoga apko will be ka thek andaza hoga.
                        • #342 Collapse

                          Brother business me confuse hona boht bad thing hai is me loss k khatra zyada ho jata hy business me loss zyada lalach confusion emotions aur kam knowledge se aata hai apko apni confusion pe qabu dalna hoga aur struggle karni hogi lalach bilkul nahi karein aur soch samaj k work karein definatly ap success full honge bhai
                          • #343 Collapse

                            Dear forex trading mein tension nhi lety hin forex trading mein agr ap k paas skills nhi hin tu ap apni skills ko improve kr skty hin uc k leye ap demo account sy working krin orr internet bhot si videos bhe hin wo daikhin orr apni trading skills improve krin.
                            • #344 Collapse

                              Money management to bhot he zaroori hoti hai mien khud bhi nahi kar pati houn but yeh hai bhot he zaroori or is mien ap ki help karta hai demo account key ap apni money management ki proper planning kar key jab ap implement kartey hain to ap ko idea hota hai key ap kahan tak phounchey hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                g haan g forex trade mein to sab confuse hoo jaty hain humein forex ko sekh ke kaam karna chaheye humein iss mein practice karni chaheye oor iss mein experience oor knowledge ka hona bohat zaroori hai tab he hum iss business mein kamiyaab ho sakty hain oor humein iss mein confuse nahe hona chaheye ....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X