Loss k dar say trade open na krna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss k dar say trade open na krna
    Aksar me nay daikha ha bahut say log loss k dar say trade he open nai krtay to meray khayal main aisay log kbi bhi trading main kamyab nai ho sktay. Loss ka dar mind say nikal k he trading main kamyabi mumkin ha.
    Kia kehtay ho ap log?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
    Aksar me nay daikha ha bahut say log loss k dar say trade he open nai krtay to meray khayal main aisay log kbi bhi trading main kamyab nai ho sktay. Loss ka dar mind say nikal k he trading main kamyabi mumkin ha.
    Kia kehtay ho ap log?
    Tradingen hamen loss k sath sath profit bi milta hai hamen trading se sirf loss nhi hota hai balke hamen a8k achi earnings bhi milti hain
    Hamen apne aap men confidence paida krna hai ta k ham apni trades ko behtar tor pe run kr saken jab tak ham apne aapen confidence paida nhi kr lete hqin uss waqt tak ham trading men kamyab nhi ho pate hain ham agar loss k fear se trade miss kr den ge to phir ham kabhi bhi acha entry point ni le saken ge
    • #3 Collapse

      G brother ap nay bilkul thek kaha hay, jo log loss k dar say trades open hi nai kartay woh kabhi bhi kamayab traders nai ban saktay...but jo log loss k dar ko pechay ko chor trading kartay hain woh ek na ek den kamyab ho jatay hain...agar un ko shoro main loss bhi hota hay to kuch arsay k bad woh acha profit earn kar letay hain.
      • #4 Collapse

        Yes of course yeah Kishan ki situation Hai psychology kal conditions hoti hai engine ke andar aap Jab trading Karte Hain To aap ko pata hona chahiye K forex market mein aap ko Apne analysis.
        Acche rakhne Hote Hain aur aap ko long term trading karna hoti hai Jab aap forex market mein Apne emotional factor gridco greed ko decrease Karte Hain To aap se Is Tarah Ki mistakes nahi hogi ke aapko strategy par intra. Entry point confirmation ho aur aap trade he open Na Kare.
        • #5 Collapse

          loss k dar sy trade open nai karna bhi ajeeb bat hay. kuch log bili ko daikh k kabootar ki aankhain band kar laity hain. aap ur k apni jaan bachayen. na k ye k ap dar k aankhain band kar lain. loss k dar sy trade e na karain.
          • #6 Collapse

            dear ju bh forex ko dar k sath karta hai wo kabee bhee is mai kamyab nahi ho sakta kun k dar ki waja say ap k andar emotion ajaty hain jiss say app ki phycolgy khrab ho jati hai jiss say ap ka mind under presure ajata hai aur app fail ho jaty hain iss leay apny uper yakeen hona chaheay aur ap k pas acha expereince bhe hona chaheay aur phir ap ko dar nahe lagy ga.
            • #7 Collapse

              Re: Loss k dar say trade open na krna

              forex mai kuch log kam karty howe fear fell karty hain or wo kam sahe sy nahi kar paty or unhy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik big or real business hain hum is mai investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt trading kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Loss k dar say trade open na krna

                Loss r profit to hota hy es market m agr ap ko loss ka etna he ziada dar hy to ap pir aysa kryn k demo par sahe sy work kryn r aik limit m work kryn ye na ho k ap k pas 100 dollar hu investment k leay r ap 10000 dollar k account par practice kr ry hu jitna ap k pas investment hy utna hy ap trading account bnaeyn r usi k motabiq trading kryn to ap sy ye dar nekal jaey ga .
                • #9 Collapse

                  Re: Loss k dar say trade open na krna

                  Dosto ye baat thek h k forex mien jab ham kaam kerty hien tu as mien aksar trader aisy hote hien k as mien trade as lyee b open na kerty hien k un ko as mien as baat ka dar hota h k un ko as mien kahanin loss na ho jaye aur mien ye kahta hon k loss sirf aur sirf un ko ho sakta h jin k pass acha tajerba na h aur jin k pass acha tajerba h wo as mien zaror kamyab ho sakte hien aur wo as mien mustabil mien kamyab ho sakte hien.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss k dar say trade open na krna

                    forex mai kuch log loss ky dar ke waja sy trade open nahi karty hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use kar ky high amount invest kar ky high risk lena chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss k dar say trade open na krna

                      agr hum forex me loss ke dar se forex me trade he nai lagte to hum as se kese earn kran ge agr hum apne dil se as loss ka khoof nekalte han to as se hum ko acha fayda hota hye ye loss sub ko hota hye but koch log as se acha sekhte han jo on ke kam ata hey forex me big teacher jo hye wo loss hye jo hum ko sekhta hye ke hum ne kia krna hye and ks waja se hum ko loss hota hye agr hum apne loss ko as me kam krne me kamyab hote han to as markt se hum acha earn kr sakte han ye easy hye hum ko and free me teacher mel jata hye loss ka

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X