Please try to save our eyes.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    it is very genial problem of eye sight like if we do trading or threading by the help of the pc or other technical stuff so it can be effected on our eye sight directly, so i would like to suggest that try to invent some other thing which can not be effected on our eye sight
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader aysa karty hain or baz aysa nahi karty hain.
       
      • #48 Collapse

        yes bro baat ye hai ke forex forum main kaam karnay kay sath sath apni eyes ko bhi save rakhen esa na ho zeda income chakar main hum apni eyes na kharab karlen is lay save trading karni chahiye.
        • #49 Collapse

          my dear firend jee ha esa hee hay . hum jab bee positnng kart ehay to laptop ya pc hamarre bahot hee kareeb hotuy hay .hame chahye ke hum oon keliye eye protrctor lekear screen par lagaye taake hame kese kism ka noqsan na pahonche .
          • #50 Collapse

            jee han hamko sirf forex par hii time nahi dena chahiye hamko daily forex me time toh dena chahiye lakin ak fix time den ke hamare dosre kaam bhe hote rahen or aesa na karen ke har wakt pc ke samne bethe rahen is se hamari eye sight bhe weak ho sakti he is lie hamko care karna ho gi
            • #51 Collapse

              brother agar hum computer se trading kartain hain tau hamain thora faasla rakhna chahiye computer screen se yaa phr market se screen savers mil jatay hain vo purchase kar k computer ki screen per laga dena chahiye jis se aap ki eyes ko koi b problem nai hogi.
              • #52 Collapse

                salam ap ne hame sahi guide kia is ka thanks kam k doran beshak hamari eyes pc per hi rehti hen or hame majburan eyes is pe rakhni hi parti hen kun k kam to lazmi kerna hi hota he hame kam k sath sath apni eyes ka bhi khayal rakhna chahie ye qudrat ka anmol tohfa he isa lie jis ki bhi eyes me thodi bhi koi problem ho wo is ka proper ilaj karen ..........thanks
                • #53 Collapse

                  g han mujhe b eyes ka problem hai is liye mujhe kafi problem hoti hai typing krte howe butt kiya kroo earning b to karni hai na
                  • #54 Collapse

                    yes brother bilkul theek baat ki hai aap nay and aap say asi he baton ki umeed hai mujhe is say pehly b many apko kafi baar reply keya hai dekha to ho ga aap nay lekin yeh hai k eye sight kamzoor ho jati hai so may to glasses use kerti hu
                    • #55 Collapse

                      yeh baat bhai ne bhat he achi ki hai kyun keh kuch loog office mein bhee work kertay hian aur phir ghar aa ker posting ka bhee kaam kertay hian tu un k liya yeh baat bhat he zaroori hia keh wo apni eyes ko bhee save rakhain.
                      • #56 Collapse

                        ji han bai apne bilkul thek kha hmey forex per is trah kam kerna chahye ke hmari eye side weeak na ho is trah hmaer forex ke sath sath apne rest ka bi dehan rakhna chahye
                        • #57 Collapse

                          sahi kaha appne continue forex main computer or tab ke istimal se hamari eyes main bahut zada aser pharta hai isliye koshish karon ke app appna kam jald se jald khatam kerlain or app pc pe screen lagain
                          • #58 Collapse

                            This is not the only problem with this forum, this is the general problem, people are using computer too much and they are spending there most of time in front of computer and laptops, nowadays they are using android and other devices that have small screens, so all of them are not good for eyesight, but I would like to tell you that this is technology and people are using it as well.
                            • #59 Collapse

                              jee bahi forex mein posting keay doran pc or laptop waqgera say eyes pe effect ho sakta hai is liye zarori hai kaay ham eyes ko save rakny kay lie break lain then work kare quen kay eays both important hai is kay begar hum kuch nahe kar sakty.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                yeh sirf forex ka issue nai hy koi bi computer operator k liy eyes ka issue hota hy lekin yeh us wqt hota tha jb hum log monitor per kaam krty thy abi to alptop aur lcs aur tabs mein aisa koi problem nai hy abi koi cheez eyes per effect nai krti hy ess liy kisi ko tension leny ki zrort nai hy ap jtni dair mrzi ap pc use krien koi frq nai prta hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X