Trading mai confidence kab aati hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai confidence kab aati hai
    Trading mai confidence taab aati hai jab apko full yaqeen ho k mai profitable trades lagane ki ahliyat rakta hun jab ik trader ki knowledge aor experience aise ho k wo khrab halat mai be ache trading lagane ki salaheyat rakta ho tu trader automatically confidence k saat pir trading karta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friend kisi bhi field mai hamesha confidence tab hi aata hai jab insan us system k barey knowledge aur experience gain kar laita hai. Aur uske liye sakht mehnat aur time ki zarorat hoti hai q k jis kaam ko bhi jitna time dain gy wo result bhi ussi hisaab se day ha.
    • #3 Collapse

      Trading business men koi time table muqrar nahi hai ke us time par confidance aye confidance build karna insan ke bas men hai ke wo kitna qabil banata hai khud ko qabil banana hi confidance hota hai jo ke insan ka tajurba insan ko qabil banata hai.
      • #4 Collapse

        Mery khyal m to trading m confidence us time hata a Jb hum self trading karty hain Jb hum khud se study karty hain us pr Anylsis karty hain aur trade open karty hain, ehsa b o skta a k Ap ko loss o jay Lekan Ap ko pata o ga k Mujy loss q hua a aur enda k liey Ap us Ke remdy kary gy aur Ap k knowledge m b izafa o ga aur waqat k sath sath ap ka confidence improve karta jay ga
        • #5 Collapse

          AP sahi keh rahe haen jab aek trader yaqeen k sath trade lagata hay to us k andar confidence paida ho kata hay aor confidence ka hona trading k liye bahut mufeed sabit hota hay... Jab ap confidence kho dete haen loss ki waja sy to us waqat ap ko chahiye k loss sy learn karen aor confidence paida karen apny andar
          • #6 Collapse

            Dosto forex trading ma aik trader k ps confidence tb ata hy jb os k ps kafi zyda knowledge ho or sath ma trading kr kr k os k ps kafi zyda experience b aa gy ho kiun k os trader ko pta hota hy k wo jb b analysis kr k trade lgy ga k os profit he ho loss ni ho ga es ki wja ye hy k os k ps kafi zyda knowledge or experience or os ko es cheez ka confidence hota hy k os ka knowledge or experience osy loss ni hony dy ga or wo bakhouf ho k trading krta hy
            • #7 Collapse

              dear traders ko asal confidence tub ata ha jub wo right decision leta ha or jub b koi wrong signal ata ha to wo os ko apnay exprience or knowledge ki bina par ignore karta ha traders jub market kay trend reverse honay ko pehlay hi analysis kar leta ha or os ko trades kar kay profit leta ha tub b wo kafi confidence feel karta ha or os ki trading b achi hoti ha
              • #8 Collapse

                Bro kisi b kaam m ap ko confidence experience k sath sath ata h..ap k pass jitna b knowledge ho agr ap ko kaam krny m abhi waqt nh lga to to ap ko hesitation feel hn ...aik expert bnda tb hi bnta jb us ka experience practices k sath hights pr punch jata hh....tb usy sb chezon ka pta hota h..or wo confidence k sath kaam krta hh...
                • #9 Collapse

                  the confidence Hoga itna hi Jano Hum Log earning kar sakte hain Arijit Nahi Jata mere paas experience Hoga Hum Log nahi Kaise bana sakte hain For
                  • #10 Collapse

                    g han trading main confidence trader ko is business kay baray main knowledge and experience kay baad hi ata ha.jab trader is business main mahnet kerta ha.or apni trade ko lagta hay.to usay apni trading per pora confidence hota ha.kay uski ki howi trade usko zaror acha profit day ker jay gy.
                    • #11 Collapse

                      Koi bhi insan apny expirance say he confidence hasil karta hay aur forex trading me expiriance ka hona bohot zarori hay jo banda forex ka knowledge rakhta hay os ko confidence hud he mil jata hay aur profit ho raha ho to zyada confidence ho jata hay par tahamal zyada zarori hay.
                      • #12 Collapse

                        Trading karty hue waqt k sath sath confidence aa jata hai. Ap jitna zyada trade karo gay apka confidence utna zyada ho ga. Aur expert ban,ny k lye co fidence bobt zaruri hai
                        • #13 Collapse

                          Assalam alaikum bhai forex main ap ko bahut sari practice ke zrorat hoti hai ap ka pas knowledge aur experience ho tu ap ko kafi practice ke zrorat hoti hai jab ap ka pas knowledge aur experience ho aur ap na demo pai practice ke ho tu ap ka confidence level high hota hai us trah ap confidence sa trade laga sakta han
                          • #14 Collapse

                            Good thread dear,
                            Trading ayk aysa business hy jis k bary main sab ko pata hy k bussines buht complicated hy buht he thoug hy lykin agr yeh business karna hy to ea k liey buht time chaiey buht ment cahiey. Es k liey hamri learning achi honi cahiey hamry pas forex ka knowledge aur experience acha hona cahey phir he humary and confidence aaiey ga aur hum achy say trade kar saken gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading business mein aik trader ko confidence tab hota hy jab wo forex trading business mein achi learning knewledge aur experience hasil karta hy aur market ko samjh sakta hy aur market ka analysis karna janta ho tab wo confidence se trading kar sakta hy aur profit earn kar sakta hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X