Forex business ko handle karne k leye businessman ki tarha sochna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex business ko handle karne k leye businessman ki tarha sochna
    Obviously jab hum forex ko business samajte hai aor hai be tu eskay baad ye be lazim hai k react be ik businessman ki tarha kare soche be ik businessman ki tarha aor handle be esko ik business ki tarha kare jes tarha ik business ko start aor handle kia jata hai osi tarha forex trading ko be start aor handle karna hoga taake ap feel karo k waqee ye ik genuine business hai aor mai ik genuine businessman
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G dear ap nyn buht achi bat ki hy main biklul es say agree karta hon actually forex ayk on line kam hy to log es ko karty be hyn aur dar be hota hy k pata ni yeh business thk hy ya fraud hy to es kiey voh log under confident hoty hyn halak aysa hona ni cahiey q k forex ayk jenion business hy aur pori dunia main yeh kam ho rah hy but yeh confidence ap main tb he aaiey ga jab ap log es main apny ap ko mazbot karo gay ap k pas experience ho ga tb ap ko really feel ho g k ap ayk acha, authentic business kar rahy ho aur phir ap main business man vali feeling be hon ge
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
      Obviously jab hum forex ko business samajte hai aor hai be tu eskay baad ye be lazim hai k react be ik businessman ki tarha kare soche be ik businessman ki tarha aor handle be esko ik business ki tarha kare jes tarha ik business ko start aor handle kia jata hai osi tarha forex trading ko be start aor handle karna hoga taake ap feel karo k waqee ye ik genuine business hai aor mai ik genuine businessman
      G bro aapki baat darust hai hamen forex ko handle krne k liye aik buisnes man ki tarh se sochna chahiye tabhi ham kamyab ho sakte hain agar ham aik gamer bn kr apne buisnes ko run krne ki koshish krte hain to phir ham loose ho jate hain isliye hamen aik achay buisnes man ki tarah ti forex men kaam krna chahiye tabhi ham kamyab ho sakte hain agar ham iss buisnes men kamyabhi chahte hain to hamen apne mind se short cut ko always clear rakhna hai
      • #4 Collapse

        aap kabhi bhi chota mind le kar na chalain forex mei ik businessman ki tarah he thinking rakhain big confidence rakhain aur plan pe focus rakhain businessman loss honay pe worry nahe hota balkay esko business ka part samajh kar next achi deal achay dreams set karta hay aur unko achieve karnay kay liye full struggle karta hay esliye he kamyab hota hay aap b forex trader hokar achi thinking rakhain success kay liye hard working kro..
        • #5 Collapse

          Dear bro koi bh buisness ho hum ko apny soch aur approach business men wali rakhny chay tub hi hum buisness main kamyab ho sakty hn, forex business main ups and down to aty hi rehty hn lkn in ko face kerny se hum apny mushkilat door ker sakty hn, her buisness ya karobar main profit aur loss to sath sath hi chalta hy
          • #6 Collapse

            dear member forex business ko handel krne k leye esa ko fresh hokr kaam krna chaheye or es mein lalach ka to sochna bi ni chaheye forex business sai trhan se dekh kr treading kr ni chaheye ye eaik life time business he ,
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
              Obviously jab hum forex ko business samajte hai aor hai be tu eskay baad ye be lazim hai k react be ik businessman ki tarha kare soche be ik businessman ki tarha aor handle be esko ik business ki tarha kare jes tarha ik business ko start aor handle kia jata hai osi tarha forex trading ko be start aor handle karna hoga taake ap feel karo k waqee ye ik genuine business hai aor mai ik genuine businessman
              Assalamu Alaikuum G bhaiG bhai aapne bilkul theek Kaha Forex trading Ek bahut critical business Hai Isko Chota Mota business samajhna bahut badi bewakoof hai aur uski learning Hassan karna bahut jyada Jaroori hai agar aapko iski proper knowledge nahi hogi to office mein kamyabi Hasil nahi kar sakte

              اب آن لائن

              Working...
              X