What to do after a loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Aslam o alikum main forex main new hon or main nay abi is he month say forex par job start ki hai or main nay is k elawa bohat sari online jobs ki hai mgr sab say ache mujhay forex he lagi gai. yar meray khayal say tow ap ko loss k baad apni galti talash karni chaheya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      good qustion ... agar humay loss hota hay and hum upset ho jatay hay .....so best wway yai hay k hum apni mistakes say lesson hasil karay takay hum future may wo mistakes nna karay and loses say bach skay
      • #93 Collapse

        pakistan forex min tredding min pehle demmo account par achi tara se trenning or precctes karni chaiye pir real account open karin take ap treding softwer par mushkil oer bahr na huo
        tab hi ap kamyab ho sakte hin pakistan forex is tha best johb
         
        • #94 Collapse

          dear mere khyal mai loss ke baad himat nahi harni chaheyai aur apne emotion ko control maii rakna chaheyai ,aur dobara try karna chaheyai .apne mistakes se learn karna chaheyai
          • #95 Collapse

            assaalam! gee janaab agar aapko khuda na khawaashtaa loss ho bhi jaata hai pehli baar mein tou pehle tou hope na chorein aur himaat karein aur aapni galtiyon ka analysis karein aur phir dobara trade karein......
            • #96 Collapse

              well jab hum lose kary then humein chayeh k hum forex business ki leanring kary zyda se zyda kyun k forex business main agar ap ney lose se sikhty hia yani k ap ney jo mistke kiya hota hain uss ko teek karty hain then ap kamyab ho paye gye is mai ..
              • #97 Collapse

                ji han bhi ahm koi bhi busnis krte hn us me tu loss yan profit tu hota hi rehta he qk busns ka hi nam loss yan profit he trading bhi ek esa bussnis he is hame kafi loss bhi ho sakhta he and kafi profit bhi earn ho sakhta he
                • #98 Collapse

                  After loss you should keep calm and should do your work and be hopeful.One mistake can increase your experience and you will not repeat it again.So be patience and continue your work with new passion..
                  • #99 Collapse

                    bhai jan mein pehly b kai bar kaha hai k koi b kam ho her kam mein loss lazmi hota hai humain dil chota nae karna chahyie hum phr kam karna chahyie na k hum kam ko chor k bath jain aur ap ko hamesha k liy loss ho jy aur phr mun utha k dekhty reh jain to behtar yahi hai k hum phr lagan se kam karna chahyie aur in.sha.allah kamyabi milygi
                    • #100 Collapse

                      jab mujy loss ho jata hai . to main koshish karta hon relax ki or jis din loss ho jaye to mere senior and able forex teacher nay mujh se kaha hai. kay ap ko jis din loss ho jaye os din trade mat karen next day . forex market main phir acha sa point dekh kar sell ya buy karen. it's really good advise to me.
                      • #101 Collapse

                        jab mujha loss hota hai tu main ya dekhta hoon mujh sy kaha par galdti hue hai taka next time us galti sy bacha jaye or mind ko relax karta hoon taka dobar sahi trade ho loss na ho is main
                        • #102 Collapse

                          agar aapko forex trading me loss ho jata hai to aapko jyada ghabara kar aur bhi jyada loss nahi kara na chaye aur aapko aaram se us loss ke kese recover karana haiaur aapko aur bhi jyada profi kese abana hai sir fus par dyan dena chajey taki aapko mind me koi tensoin na rahega aur aap ko profi tmilega
                          • #103 Collapse

                            dear friend main ager apni baat karo tu muujhe abhi tak loss ko face karna parta hai aur mujhe 6 month se zayda ho ge hain aur start main 4 month main loss karwya full account loss karwa deta hai ab thora bht learn kya hai ke kis tarha se ap ne apne amount ko save rakhna hai tu yahi kahon ga ke ap loss ke bad hi learn karte hain
                            • #104 Collapse

                              hume himat nae harne chahiye balke apni ghaltion se seekhna chahiye hume chahiye ke hum hope na loss kare balke aik achi trah come back kare trade me aik naye strategy ke saath is trah hmara experience bhi barhe ga aur successful bhi honge.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                forex trading me hum ko jab los ho jata hay tu hum phir forex trade ko kuch day k lye reset kar dete hay i mean k hum rest karte hay aur partices karte hay demo aur apne knowledge ko earn karete hay sath me sinor member ke raye lete hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X