jab buhat say new trader is business main atay hai.to wo demo account main kam ker kay is business ko buhat asan samajty hai.or uskay bad is business ko kerna start ker daty hai.maray 1 dost kay sat bi yahi howa.usnay is business main with out knowledge 5000$ invest kiya.mager wo sab loss ho gaya.is liya is business main earning kay liya is business main learning zayada zarori ha..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим