Dear aap ko aik bat batana chahun ga kay jab aap forex market main..
Strategies change kartay raitay hain.. To aap kabhi bhi successful nahi ho saktay..
Bass aap ko ye manna paray ga kay har strategy profit wali hai..
Laikin har strategy main support or resistance ko made nazar rakhna chiay.
Kiun kay aap ko pata hona chiay kay jab aap trading karain gay aap strategies ko blam na karain.
Aap apni mind physcolgy ko blame karain jo aap ko entry point na honay say pelay trade lainay per majboor karta hai..
Or aap greed ki waja say big lot laga daitay hain. Jis ki waja say aap ko koi bhi strategy pasand nahi ati.
Or at the end aap apna account blown off kar daitay hain..

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим