Experience vs luck

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Experience vs luck
    Assalam alaikum bhai forex ak aisa business hai jis ko krna ka lya ham ko bahut sara experience ke zrorat hoti hai jab hamara pas experience aur knowledge a jata hai tu ham forex pai acha profit earn kr sakta han laikin luck ak aise chez hai jis sa experience ka bagair bhe hamain profit mil jata hai tu mera khyal main agr dono chezan hon tu phr profit he profit
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex men trading k doran luck pe zyada bharosa nhe karna chahye kyun k luck hamesha sath nhe deti.agar apka knowledge acha hy trading ka to ap behtar trading kar sakty hen.eslye koshash karen apny knowledge ko improve karen.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: nadeem401 پيغام ديکھيے
      Assalam alaikum bhai forex ak aisa business hai jis ko krna ka lya ham ko bahut sara experience ke zrorat hoti hai jab hamara pas experience aur knowledge a jata hai tu ham forex pai acha profit earn kr sakta han laikin luck ak aise chez hai jis sa experience ka bagair bhe hamain profit mil jata hai tu mera khyal main agr dono chezan hon tu phr profit he profit
      walaikum assalam Ji Bhai Forex trading a Casa business hai khat mein aapko experience Kishore padti hai agar aapko experience nahi hoga to aap Hamesha loss Mein Rahenge agar aap apne trade kollathey Hawale kar denge to aap bahut badi galti Karenge Kyunki luck Hamesha aapke Saath Nahi Deti lekin Agar aapko experience Hoga aapko Hamesha Sath Dega
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: nadeem401 پيغام ديکھيے
        Assalam alaikum bhai forex ak aisa business hai jis ko krna ka lya ham ko bahut sara experience ke zrorat hoti hai jab hamara pas experience aur knowledge a jata hai tu ham forex pai acha profit earn kr sakta han laikin luck ak aise chez hai jis sa experience ka bagair bhe hamain profit mil jata hai tu mera khyal main agr dono chezan hon tu phr profit he profit
        Walaikum assalam Ji Bhai Forex trading a Casa business hai khat mein aapko experience Kishore padti hai agar aapko experience nahi hoga to aap Hamesha loss Mein Rahenge agar aap apne trade kollathey wale kar denge to aap bahut badi galti Karenge Kyunki luck Hamesha aapke Saath Nahi Deti lekin Agar aapko experience Hoga aapko Hamesha Sath Dega
        • #5 Collapse

          Walakam islam Dear baat ya hay k kohi be bussniss aasa nahi hay jo bagher exprence k aap successfully run kar saktay hain instaforex trading aak aasa bussniss hay jo practicaly markit ka analysis kar k keya jata hay aur exprence k bagher instaforex trading main success hasil karna bhot mushkal hay trading main exprence k sath sath luck shamil ho jahay tu pher aap ki success paki hay
          • #6 Collapse

            Experience ko zida say zid kro Esmain over confidence na hun experience aur luck ka Acha taluq hai kyunk agar experience ho ga to hi achay anlyses per achi trade ho aur luck har bar sath nahi deti Esliy luck per depand na krain balkay experience k k sath strategy and good plan ko follow krain takay koi masala na ho.
            • #7 Collapse

              Dear forex trading eik aisa busines hai jis mein ap luck par sirf trading nahi kar sakty q k luck kisi wakt bhi badal sakta hai lekin ap knowledge gain kar k luck aur forex ki trading dono ko badal sakty ho mera matlab hai ap ziada profit earn kar sakty ho. Jb apky pas knowledge ho ga tu experience ay ga jis ka apko market faida dy gi
              • #8 Collapse

                Dost apny boht pyari bat ki hy hamari zindagi me luck ka boht amal dakhal hy forex ik business hy is me experience or knowledge hona b boht zarori hy q k knowledge or experience k bghair hum koi profit ni kma skty lkn jab ap k pas experience b ho or luck b apka sath dy rhi ho to phr ap k pas profit hi profit ho ga
                • #9 Collapse

                  Bhai experience and luck ko ap compair bhi bhi kr skty kun k experience time k sath sath zyada hota hy or luck to shuru sy bndy k sath chalti hy or luck wala bnda mostly kamyab hi ryhta hy
                  • #10 Collapse

                    Bhai ap ney bilkul perfect baat ki hey keh luck aor experience ager donon mil jain to hum acha profit earn ker sakty hain leken main samjhta hon humain luck per inhisar kerny ki bajaey forex trading ka knowledge hasil kerna chaey keon keh ager trading main hum apni skill improve ker lain to phir bhi hum acha profit kama sakty hain .
                    • #11 Collapse

                      bohat acha sawal ha ager hum ko forex ma achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna experience be depend karna start karda warna hum ko apna luck pa lot of loss ho sakta ha es leya hum ko chaheya ka hum apna trade ko apna experience ta tora pa open karna start karda warna hum ko loss ho sakta ha...........
                      • #12 Collapse

                        Dear forex trading business main humain sirf luck par depand nai karna hota balke humain is k sath sath experiance ki bhi zarorat hoti hay kiu k luck hamesha kam karay ye zarori nai hota par humara experiance hamesha humara sath deta hay aur ham success full rehte hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          experince ziada aham cheez hay aur luck par humay depend nahi karna chahiye kun keh luck hamesha sath nahi daini agar humara trading main experince ho ga to hum market main bohat achi earning kar sakty hay aur es business main humay sabar kay sath he kam karna chahiye tab he hum emsain future bna sakty hay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X