Ziyada investment one account vs small investment many accounts
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziyada investment one account vs small investment many accounts
    Aksar ye question raise hota hai k ziyada investment kar k one account he kafe hai ya nahi investment ko taqseem kar k many small accounts open karnay chaheye ab maira es mai khyal ye hai k sare investment one account mai nahe karne chaheye kuch dosray accounts be kolnay chaheye taake agar ik wash ho tu dosra alternative mai mojood ho apke paas
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear trading men jo log expert hote hain wo apne account ko wash hone bhi ni dete hain jahan tak mera khayl hai to hamen aik hi account men investment krni chahiye q k aik hi account men hamara margin bhi kafi hoga aur iss tarah se ham aik hi dafa agar koi barri trade open krna chahen ge to ham open kr ssaken ge isliye hamen chahiye k ham aik hi account pe tawaja den aur iss se barh kr ham apne experience ko growth krne pe focus krna chahiye jab hamara experience acha hoga tab hi hamen achi earnings mill sakti hain
    • #3 Collapse

      Dear merey kheyal men aek hee account hee kafi ha baqi agar wash honey ka dar ho to investment kam rakh len air aek aor bhi masla ha zeyada accounts bann bhi ho jatey han yeh nah ho tab bhi zeyada accounts ko focus karna mushkil hota ha
      • #4 Collapse

        agar ham trading k lye zyada accounts use karty hen to hamari attention devide ho jati hy.jis se trading pe nagtive effect parta hy.koshash karen accounts kam rakhen aur tawaja se trading karen.zyada amount se ham bari trading kar sakty hen.
        • #5 Collapse

          Dosto bohat sa aisa reader hai Jo apnay acc ko save rakhty hain or wo trade bhi poray anlyses k sath kerty hain wesay many accounts ka koi fida nahi kyunk market zigzag hai es ki movement bohat hoti hai Esliy shamal account na banain jab one account 100%save hai agar ap manage krain to ais posibal hai big account say earning bhi achi hoti hai one account is best.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaibjan پيغام ديکھيے
            Aksar ye question raise hota hai k ziyada investment kar k one account he kafe hai ya nahi investment ko taqseem kar k many small accounts open karnay chaheye ab maira es mai khyal ye hai k sare investment one account mai nahe karne chaheye kuch dosray accounts be kolnay chaheye taake agar ik wash ho tu dosra alternative mai mojood ho apke paas
            Assalamualaikum Ji Bhai aapne Ek accha question start Kiya Hai Mere Yaar Main Agar Hum Choti Choti investment ke sath Jyada account open Karenge to usse Jyada beta hai ke hum ek Bade investment se ek hi account ko maintain Kar Ke Rakhe wo Hamare liye easy Hoga Na ke hum Chote Chote investment se Jyada account Banaye
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaibjan پيغام ديکھيے
              Aksar ye question raise hota hai k ziyada investment kar k one account he kafe hai ya nahi investment ko taqseem kar k many small accounts open karnay chaheye ab maira es mai khyal ye hai k sare investment one account mai nahe karne chaheye kuch dosray accounts be kolnay chaheye taake agar ik wash ho tu dosra alternative mai mojood ho apke paas
              Assam alaikum bhai I am in training Mein kam karne ke liye zaroori nahi hai kya Hum Ek Hain Kaun main West Kare hame nahi chahiye kya make Bada Kaun Bana Le Usman West Kare Hame Apne extra Pounds choti banana chahiye aur usme investment nahi karna chahiye Hum Aise Hote account me banana chahiye Is Tarah Hame Jyada fayda ho sakta hai Kyunki Agar Hamara Ek account Band Ho Jata Hai Tu Hamare Kyunki Agar Hamara Ek account Band Ho Jata Hai Tu Hamare dost extra account Tum Aaye Dosti extra account open ho sakte hain
              • #8 Collapse

                bhai app ak hi aacoutn rako magher us may zyada investment na karo zayada say zaayda 100$ ka ho aacount ho or us say porfite karkay app phalay save karo us kay bad us may say profite nikal lo or baji 50% chor do jabhi app ak aachay trader ban saktay ho
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  sab say pehli baat humay investment karni he tab chahiye jab humary pass experince bhi ho aur hum trading ko seekhna chahiye kyun keh seekh kar aur demo account par trading skill ko enhance kar kay real account par kam karna humary liey ziada behtar hota hay aur tab hum market main bohat acha profit bna sakty hay aur es trha safe earning mumkin hoti hay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X