Apny capital sy brha k trading karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apny capital sy brha k trading karna
    Main ap sy aek bat share karna chahta hon jo k forex trading mein bahut zyada risky hay kuch traders apnay capital manage kiye baghair trades open kar dety hain aor kuch he deir mein account wash kra dety hain over trading kabhe nai karniii chahiye over trading sy loss hi hota hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading ka sab se pehla kamyaabi ka aasol money and account management hai. Jo is theory ko samjh Gaya bohat kam chances hoty hain k wo loss kare to apne capital se bari trade lagai jaye ya nai ye bhi is money and account management ka hissa hai.
    • #3 Collapse

      I think k jab apka capital heavy na hoo to apko buht Mubarak kum leverage ki trades karna chhye hain jaisay apka capital100$ hay to apko .02 ki trades lagana chhye
      • #4 Collapse

        yes ap ki bat thek hai hume apne capital main trading krni chaiye zada lalach achi bat nai hoti is main hume experince ur knowledge hasil krna chaiye apne ferinds se ye important hai hamre liye hume is main menat krni chaiye ye hamre liye sab se acha business hai
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali051 پيغام ديکھيے
          Main ap sy aek bat share karna chahta hon jo k forex trading mein bahut zyada risky hay kuch traders apnay capital manage kiye baghair trades open kar dety hain aor kuch he deir mein account wash kra dety hain over trading kabhe nai karniii chahiye over trading sy loss hi hota hay
          kuch log asay hotay hain jo kay over trading kartay hain over 2 tarah se aik tou capital low hota barray volumes mei trade kartay aur second ye kay bohat zyada trades pe trades kartay hain ye unki barri mistake hoti hay loss karnay ki ess se avoid karna chaiye unko hamesha mony management ka use karain otherwise over trading ka result unko loss ki shakal mei milay ga...
          • #6 Collapse

            G han ap.ki bat bilkul theek hy k hum jab bhi trade open karte hain tou humain cahaiy k hum apne capital k mutabik monymanegment lazman karain aur phir trade open karain agar hum apne caputal se bari trade lgate hain tou hum loss kar dete hay apna aur humara account wash bhi ho sakta hay is liay jab bhi trade karain moneymanigment lazman karain
             
            • #7 Collapse

              G han ap.ki bat bilkul theek hy k hum jab bhi trade open karte hain tou humain cahaiy k hum apne capital k mutabik monymanegment lazman karain aur phir trade open karain agar hum apne caputal se bari trade lgate hain tou hum loss kar dete hay apna aur humara account wash bhi ho sakta hay is liay jab bhi trade karain moneymanigment lazman karain kiu k trading aik boht riski business hay
               
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali051 پيغام ديکھيے
                Main ap sy aek bat share karna chahta hon jo k forex trading mein bahut zyada risky hay kuch traders apnay capital manage kiye baghair trades open kar dety hain aor kuch he deir mein account wash kra dety hain over trading kabhe nai karniii chahiye over trading sy loss hi hota hay
                Assalamualaikum Ji Bhai Mere Khayal mein agar aap training Business mein Kamyab Hona Chahte Hain To Hame Apne analyses Se Badhkar nahi karna chahiye Hindi TNA achha Hum analyse karte hain kuch nahi sirf aur sirf trade Karle bus usse Jyada but he must watch
                • #9 Collapse

                  g han trading main buhat say log apnay capital ko mange nahi ker patay.or apnay account mian apnay capital say bari trade ker latay hai.jis ki waja say jab market un kay against jati ha jo buhat jald unka account wash hota ha. trader ko apnay account main is tarha ki mistake kabhi nahi karni cahiya is liya trading main trade hamesha apnay capital ko samnay rakh ker karni chaiya.is say 1 to apna account save rahay ga to ap is business main long term chal sakay gy..
                  • #10 Collapse

                    Ap ki bat sy agree karta hon account ki management bahut lazmii hay agar ap apny capital ko manage nai karty to trading mein ap ka account wash bhe ho sakta hay kisi bary loss sy bachnay k liye management zarorii hay aor over trading to bilkol hi ni karni chahiye achay analsys k sath aik achi si trade open kar leni behtar hay over trading sy
                    • #11 Collapse

                      agar hum apny capital ko manage kar kay trade karen gay to he humari trade achi aur behtreen ho sakti hay es business main humay money management kar kay trade karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen hoti hay esmain money management karty huway trade karnay main he faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay
                      • #12 Collapse

                        G han jo trader apny capital ko mang nahi krty or over trad lagaty hain to wo loss hi krty hain .loss se bachny k liye money managemnet lazmi ha ..apny account ko dakh kr lot size set krna sl or to lagan hoti ha .tb hi account safe rahy ga kuch traders sl ka use nahi krty jis se loss ho jata ha to phir forex ko blame krty hain.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali051 پيغام ديکھيے
                          Main ap sy aek bat share karna chahta hon jo k forex trading mein bahut zyada risky hay kuch traders apnay capital manage kiye baghair trades open kar dety hain aor kuch he deir mein account wash kra dety hain over trading kabhe nai karniii chahiye over trading sy loss hi hota hay
                          Ji Bhai aapne Sahi Kya Kaha ke apne capital Se Bada train mein kuch nahi hota trades open karne ke liye Hame isme Jyada Se Jyada mehanat karni padti hai aur trading mein to loss hota hai aur snehame profit Me Hota Hai account Benny management ka hissa hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X