Kya forex ak riski business hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya forex ak riski business hai?
    Assalam alaikum bhai forex ak aisa business hai jis main kafi risk hota hai mera khyal main ham forex ko riski business bol sakta han us main ak second main ap ka profit lose main chala jata hai aur agr choti c galti kr lan tu ap ko lose ho jata hai i think forex is a riski business
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear member forex ak risk beznus h q k es m jtna ata otna e Chala jata h risk ly k e trending ki jati hr beznus m risk tu lena e parta h.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: nadeem401 پيغام ديکھيے
      Assalam alaikum bhai forex ak aisa business hai jis main kafi risk hota hai mera khyal main ham forex ko riski business bol sakta han us main ak second main ap ka profit lose main chala jata hai aur agr choti c galti kr lan tu ap ko lose ho jata hai i think forex is a riski business
      Forex trading 1 bahut hi jyada risky business hai isme profit and loss bahut Teji se hota hai isliye Hame Hamesha Soch Samajh Kar trading Karni chahiye aur kabhi bhi trading karte huye mistake nahi karni chahiye is se Hame bahut jyada loss ho sakta hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        dunia ka koi bhi business risk free nai hai. Har business Mai loss ka darr rehta hai lakin ap ye keh sakty hain k forex ziada risky hai agar bina strategy aur seekhy kiya jaye to
        • #5 Collapse

          han mere khyal me rissky bizniss he aor doosri bat ye k andaza bhi koi cheez ka name he insaan andaza bhi laga sakta he aor andaza wo laga sakta he jo ziyada se ziyada janta ho aor jo bina seekhe hue hen us k liye ziyada risski he
           
          • #6 Collapse

            G dear ap ki bat bilkul thk hy k forex ayk aysa business hy jis main sab say zyda risk hota hy but ap es business main apny ap ko confident feel kar sakty ho agr ap k pas forex k related knowledge aur experience ho to ap es risk ko km kar sakty ho.
            • #7 Collapse

              yes forex bahut he barra risky business hay,koi bhi aisa business ho jis may bahut ziada earning ho wo bhaut ziada risky hota hay hamain agar forex joining say pehlay is k rools is ka propper knowledg mil jaye to main nai samjhta k hamain is k risk say koi khatra ho so hamain is k risk say bachnay k liye is main moneymanagement ka bahut ziada khayal rakhna chaye jis say hamara risk kam hoga aur reward ziaada hoga.
              • #8 Collapse

                dekho g forex riski bissniss he q ke markeet ka kuch pata nhe hota ke kab aor kese uper neexche hote rihte hen lekin yar markeet ko ham nazar andaz nhe kar sakte q ke ham andaza laga sakte hen aor andaza bhi ek kam da cheez kihlaya jata he
                 
                • #9 Collapse

                  g han bhai forex aik total risky buisness hai wo es liye hai q k yah aik online business hai es main ap jo bhi karty hain online karty hain es liye hmain kuj bhi nahi pta hta k humary sath kiya ho rah hai or ho skata hai es liye apni trading main best profit k liye apko apni trading main risk ko kam rakhty howe trading karni chahye jis se hmain loss na ho or hum acha profot earn kar skaen
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    off course forex is the world wide online business ager hum ko forex sa earning hasil karni ha to per hum ko small amount ma risk lana hoga q ka ager hum es business ma risk nhi lata ha to per hum ko earning nhi hoge es leya hum ko chaheya ka hum es ma risk to la laken small amount ma la q ka per hum ko loss bohat kaam hoga...........

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X