Strong buy ka matlab
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Strong buy ka matlab
    Strong buy ka matlab ye hai k ik pair ya currency log buy kar rahe hote hai investor os mai mazeed investment kar rahe hote hai jeski waja say wo pair ya currency strong buy mai hoti hai so jab be es tarha ki koi situation ho tu os currency ya pair mai sell wale trades nahe lagane chaheye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g dear bohat say apps or web sites jab technical analysis deti hay to wo saaray indicators ki average deti hay kay kitnay indicators ka sell signal hay kitno ka buy ager buy kay signal boht ziyaada ho to strong buy ka kehtay hay woh
    • #3 Collapse

      Dear ap ki bat bilkul darust ha k jb kisi currency ko zyada log buy karny r us mn invest karny lagy to mtlb buy ka trend ban gya ha r us waqt hmn buy karna chahyei r sell ni karna chahyei.hamesha trend ko dekh kar hi chalna chahyei.
      • #4 Collapse

        ao h r u friends strong buy ek best investment he aur iska mtlb k jb koi bnda us mn invest kr rha he to wo mzeed invest kre ga r ap us k stop ka wt kro us wqt sell mt kro r jb cruncy rt km ho to ap buy kro it is strong buy
        • #5 Collapse

          G han i agree sir ap ny sahi kaha hy k jub bhi kabhi kisi pair per kafi log buy kar rahy hon aur sell kam ho to us pair ko strong buy mein mana jata hy aur jub koi bhi pair strong buy mein ho to sell mein trad ni karni chahiye bohut ziyada riski hota hy
          Removed by moderator.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaibjan پيغام ديکھيے
            Strong buy ka matlab ye hai k ik pair ya currency log buy kar rahe hote hai investor os mai mazeed investment kar rahe hote hai jeski waja say wo pair ya currency strong buy mai hoti hai so jab be es tarha ki koi situation ho tu os currency ya pair mai sell wale trades nahe lagane chaheye
            Assalamualaikum G bhai aapne bilkul theek Kaha Jab Ek currency go Jyada log buy kar lete hain to Uske friend ban jata hai aur Woh Ek strong currency Ban Jati Hai
            • #7 Collapse

              G bilkul ap ki bat right hain k ap jab trade open karte hain tou us se pehly ap market ko watch tou karte hi hain tou ap jab dekhte hain k jis bhi currancy ya pair ki movement strong hain aur us main buyer bhi zada hain tou ap ko hamesha us pair trade karni cahiay aur us ko buy karna cahiay sell nai take ap acha profit gain kar sake kiu k us time wo currancy strong hoti hay aur ap ko acha profit bhi day jati hay
              • #8 Collapse

                Dear ap ki bat sy agree karta hon trade ko open karny sy pehly us py analysis kar len agar wo buy mein ja rahiii hay to buy hi karen na k sell... Is traha agar ap market ki study kar k tradu g karen gy to profit lena asan ho jaye ga aor loss sy bacha ja sakta hay
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  agar hum trend main reh kar trade karen gay to es trha he humay market main profit earn karnay ka chance hota hay humay chahiye keh es business main jald bazi na karen aur trend main reh kar analysis kar kay achi trade milay to he trade karen tab he safe trading hoti hay kyun keh blind trade karnay say lazmi nahi keh profit earn karen

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X