Confused with hedging stretigy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confused with hedging stretigy
    Main ny bhi hedging ki koshish ki hai lekin confusion yeah hi jati hai ky loss wali trade ko close Kia jaey ya profit wali ko ky jesy hi ham hedging stretigy sy trade open kerty hain tou aik main loss aur aik main profit hona shuru ho jata hai agar loss wali ko foran close ker lain tou profit wali ko continue rakhain tou kia better nehi hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    brother aap ne theek kaha hay thik kay hedging mein aksar traders confuse ho jata hai k konsi trade ko close kare agar loss wali close kar deta hai to kuch der baad profit mein ho jati hai agar profit wali ko close kar deta hai tu ro jaldi close ho jati low profit kay sath..
    THKS
    • #3 Collapse

      Forex mein kuch kaam aise hain jin kay lye bahut zayada experiance ki zaroorat hoti hai aur woh koi expert trader hi kar sakta hai aur hedging bhi aik mushkil kaam hai iss mein aap ko profit kam aur loss zayada ho sakta hai iss lye aap heding ki bajaye normal aik trade per kaam karain
      • #4 Collapse

        yeh to us time halat par hi pata chale ga aap ko faida ho ya na aap koshash yeh kare k loss ko khatam karnay k tarikay change kare puri koshash kare kisi na kisi tarah loss khatam ho jay profit khud hi hota rahay ga
        • #5 Collapse

          Main to us ki favour main bilkul nahe hai hedging strategy aik trader ko confuse ker dite hai app double mind ho jaty hain our pher jab app trade karty hain to us main app ko kafi loss hota hai to humesha one sided trading karein apny technical analysis man ager sell ki entry hain to lain our stop loss our take profit apni trade ko dain our pher bus wait krean market up down to kerti hai to us say app ko preshan nahe hona chahy
          • #6 Collapse

            India aap ko pata hona chahiye k forex market mein hedging strategy nahi hai aapko Pata hona chahiye ke and hygiene sehrish isliye Karte Hain qk Hamara account Param stop loss nahi Lagate Jiski wajah se Hame apni trades ko add karna padta hai aap ko pata hona chahiye Agar Hum Ek Ho Katni by flt trade Le Gaye buy and sell ki trade trade open Kare to Hame Hamara account long term ke liye tasawar Milta Hai
            • #7 Collapse

              Dear Forex trading members hedging strategy Tum successful Hoti Hai Jab Market 1 range mein ho yeah market trend reversal De Chuke aur aap Bullet trade laga ke paas Chuke Ho two of hedging strategies love story cover kar sakte ho it's a market Wapas apne trend pe Jab Aati hai tu aap loss wali tradeco close kar do aur trend wali trade ko chalne do aap ka loss recover ho jata hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Brother hedging jb start ki jaey to kuch loss permanent to jata hay ager aik side profit day gi to dosri loss is situation main jb hamari loss wali trade wapis Ana start to jaey to humain chaey profit wali ko close ker dain aor phir phli trade ka profit main any ka wait kerain.

                اب آن لائن

                Working...
                X