Kya Kisi ko apne galtyoon se bhe faida hooo sakta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya Kisi ko apne galtyoon se bhe faida hooo sakta hai
    ASLAMUALEKUM friends insaan galtyoon se seekhta hai iss ka matlab ke galtyan faida bhe de sakte hain agar ap uthana chahen to galtyaan mistakes ap ke ustaad ban sakty hain lekn agar un se nahe seekhn ga to kl wo ap ko kise bare mushkil main daal dain ge. Mistake mistake nahe tab tak ke hum un see kuch experiance gain karty rahen lekn jub ignore karen ga to mushkil ko khud dawat de rahe hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul hamen apni galtion se bhi faida ho sakta hai q k hamen jab kisai wrong dexdecis ki waja se loss hota hai to usse hamen apne apne mind men rakhna chahiye k mujhay iss waja se loss hua hai jab ham apne nagative points ko note kren ge aur in pe bar bar practice kren ge to hamen kafi faida hoga aur ham iss tarah se bahot hi acha experience bna paen ge jiss se hamen kafi faida hoga
    • #3 Collapse

      Yes dear agar aik banda ais market mai kam karta hai aor aus ko apni ghalti ki waja se loss hota hai mean agar wo market mai enter hota hai magar aus ki strategy k hisab se aus time aus ko market mai enter ni hona chaye tha to wo aus ki apni ghalti hai ya wo lalch mai aa k lot bari laga deta hai ye jitni bhi ghaltian hai ye bandy ko agar samjh aa jaye to baad mai banda loss ni karta.
      • #4 Collapse

        G bilkul galteoo se Ap boht khuch seekhty hain hr galti ap k liey ik sabq a ab Ap pr munsir a k Ap is ko seriously lety hain us ni boht se log Apni mistakes ko mistakes ni smjty aur khud ko behter smjny lgty hain aur over confident o jaty hain wo kbi b improve ni kr skty choti se choti galti ko b serious ly ta k next time km se km dobra wo galti reapt na o aur aagy barty jay
        • #5 Collapse

          Ji han insan apni galtion sa he seekhta hai jab insan koi galti krta hai tab he pta chalta hai ka krna kya tha forex ak aisa online business hai jis main ham kafi dafa galti kr jata han laikin ak acha trader wo hota hai jo apni galtion sa seekhta hai us lya ham ko chaya ka agr koi galti ho jaye tu prashan na hon blka us sa kuch seekhen
          • #6 Collapse

            apni ghaltiyon se seekhna chaiye apni ghalti sey he tou trader barra faida leta hay jab aap ko loss hota hay wo ap ki ghalat trade entry ki wajah se hota ha aap ney kahin mistake ki hoti hay jab aap uss mistake ko pakkar lo gay seekho gay kay next repeat na ki jay ye baat ess baat ki alamat hoti hay kay next aap behteri ki taraf jao gay loss pe worry nahe hona chaiye balkay mistake ko find karkay remove karna chaiye apni trading se
            • #7 Collapse

              G Bhai ham ko na keh apni balkeh dosro ki galtio SA bhi seekhna chahya ..agr ham galtio SA seekhty Han to bahot achi bat hai ..aik dafa Jo galti ho jay to AP unsa sabaq seekhan ta keh next time woh na ho sakan ...apki galtian apka ustad bhi ban sakti Han aur apni mistake remove Kar ka aik din bahot achy trader ban sakty han KU keh ham ko choti choti galtian hi Kam kharab karti Han...
              • #8 Collapse

                asslam o alikam ferinds bro ye sab se acha treeqa hai agr hum apni mistake ko falloe kr k kam krein tu hum is main bohat faida uda sakte hein hume is main menat k sath experince ur kwonledge hasil krna chaiye
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے
                  ASLAMUALEKUM friends insaan galtyoon se seekhta hai iss ka matlab ke galtyan faida bhe de sakte hain agar ap uthana chahen to galtyaan mistakes ap ke ustaad ban sakty hain lekn agar un se nahe seekhn ga to kl wo ap ko kise bare mushkil main daal dain ge. Mistake mistake nahe tab tak ke hum un see kuch experiance gain karty rahen lekn jub ignore karen ga to mushkil ko khud dawat de rahe hain.
                  Forex trading Mein Hum sabse Jyada apni mistakes se Gila kar sakte hain isliye trailers Se Kabhi B grade galti se mistake Ho Jaye Toh unko decide nahi hona chahiye aur achi trading karne ki try karna chahiye
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    G han g hummy apni galti sy bohat faida ho skta Hy q k hummy jab at bar galti sy loss kre laty Hy to hummy bar bar wo yad Aya GI galti wo loss to hum next time ASA karny sy darry Gaya or hum zada profit Lanny k liya bohat soch smajh k lots lagay gay
                    • #11 Collapse

                      ji bilkul theek kaha apny har insaan hamesha apni galtiyon se hi seekhta hai qk insaaan aik galti ka aik putla hai iss se wo kamiyabi ki taraf jata hai orr inhi galtyon ki nisbat wo orr zyada expereince hasil krleta hai orr agar hum in galtion ko gor nahi kren gy to hmare liye mushil ban jaye gi
                      • #12 Collapse

                        G han ap ki bat bilkul theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k hum apni galtion se boht kuch sikhte hay agar hum sikhna cahiay tou lekin jo lig aik bar galti kar k bar bar galtion ko dohrata hay wo kabhi bhi kisi kam main kamuab nai hi sakta ayr hanesha loss main rehra hay aur jo log apni galtion se sikhte hy wo hi kamiab hote hay
                        • #13 Collapse

                          g han hmain apni galtian bhi faida deti hain or aghr socha jay tu hmari glatian he hmain perfce bnati hain laken es k liye yah manna bhi zarori hota hai k hum se galti hoi hai forex trading main har trador loss hony k bad apni glati kbhi nahi manat qo yah tu forex ko blame krta hai yah k maret ko es liye hmain chahye k hum apni gatuin se khud sikhen or aik galti ko dobara na hony den
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Ha dost ek bar jub ghalti ho jay tu dobra wahi ghalti na kia kary apko experience Mel jata hai wahi ghalti say

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X