Forex trading mein loss ka chances ziada Han Kia????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein loss ka chances ziada Han Kia????
    Assalamualaikum all dear forex member AJ me AP SA aik bat share karna chahta Hun keh forex aik bahot risky Kam hai to AP esko full learn Kar ka aur experience ka sath Kam Karan to loss ka chances Kam hoty Han but agr AP without experience and knowledge work karty Han to loss ka chances ziada ho jaty Han es Lia AP full learn Karan ta keh loss ka chances bahot Kam ho jayn Jo apka Lia bahot acha hai....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear bro forex main profit banana koi asan kam ni bulkey bahut hi hard hy,akser daikha gia hy ke red figure hi chalty rehty hn ,blue figure to kabhi kabhar hi aty hn ,lkn is ki reason ye hy ke mostly traders ke pass utna experienc ni hota aur na hi unvke pass learning hoty hy is liy un ke red figure he rehty hn
    Signature removed by moderator
    • #3 Collapse

      ager to trading krni aati hai to iss mai koi loss ka chance zyada nai hai.or ager nai aati to zahir baat hai loss hi hona hai.q k ager koi b kaam bgair sochay smjay kiya jai to iss se loss hi hota hai.ager account ko manage krna aata ho to phr koi loss ka chance nai hota bs account manange krna aana chayre.
      • #4 Collapse

        g nahi bhai jan mein ap sy khna chaht houn kay forex treding mein los kay chances aur munafaa ka mawaqay donoo brabar hotay hein hmein chahye kay forex mein ehtyaat sy aik aik kar kay qadam bdhayein - forex treding mein kamaybi hasil karnay kay liye hmein merket ko smjh kar hee treding karni hti hy tbhi hm kamyab ho sktay hein - forex aik bht badaa busines hy ic liye ice smhna bhi utnaa he mushkil
        • #5 Collapse

          Ye risky business hai is main koe shak ni is main loss kay chances zyada hotay hain hamain har step phonk phonk kar rakhna hota hai is liye jo insan sincere hota hai voe is main kamyab hota hai is liye mehnat karain aur mistake ki koe gunjaesh na chorain kiu kay is main loss hony main dair nae lgti ye business hai..
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum forex ma hard work karta ha to per hum ko loss hoga laken bohat kaam hoga es leya loss to har business ma hota ha laken ager hum hard work karna start karda to per hum ko profit ka chance bohat zeyada hota ha es leya hum ko shuru sa he loss ka consept nhi lana hoga..........
            • #7 Collapse

              apki baat belkul thek he forex main jitna zyada loses ke chance hain utne he zyada profit ke bhe or ye sub trader par he depend karta hain ke wo kis tarah ki trading kar raha hain agar uske pass experince he to wo profit earning karta rahe ga agar wo unexperince he to use lose ke chance zeyada hojye ge or wo ghate me jata rahe ga jub tak wo kuch seekhne ke lye mehnat nhi kare ga ...
              Dosto Agar Apko Meri Post Pasand Aaye To Thanks Par Click Kare Shukhrya
              • #8 Collapse

                ye zarori nahe hai dost app ka question acha hai us main ye trader k oper sb depend kerta hai k forex main wo iak to jitna time day ga our pher usi hisaab say us ko knowledge our experience gain ho ga our yahi wja hai k us main her trader ka knowledge our experience dosarey traders say mukhtalif hoa hia our pher us wja say earning bhe different hoti hai
                • #9 Collapse

                  Dear brother g ha hum ko malom ha ka forex fourm per trading kar na sy hum ko loss ho na katra to ho ta ha kion ka hum ko is loss ko kamm kar na kali hum ko apni trading ko kamm kar na ho ga to hum ko loss nhi ho ga.
                  • #10 Collapse

                    dosto forex trading ma loss ka chances sirf un logo rhety hy jin k ps forex trading k bry ma koe knowledge ni hota or jin ko ni pta hota k kb sell or kb buy ki trade lagni hy or jinho ny forex trading ma practice ni ki hoti or na he un ko forex trading k bry ma koe experiance hota hy aisy trader ko forex trading ma loss hony k hmesha chance rheta hy trading ma sirf un trader ko he loss k chances kam hoty hy jin ko trading k bry ma kfi pta hota hy or jinho ny trading ki achi trha sy practice ki hoti or jin ko trading k bry ma acha experience hota hy un ko loss hony k chances kam hoty hy
                    • #11 Collapse

                      Forex trading business mein loss ko kam is traha hi kar saktay han achi learning knewledge aur experience hasil kar k knewledge aur experience acha ho ga tu loss ka chance bhi kam ho ga aur knewledge se aur experience hasil kar k achi earning kar saktay han is liye forex trading business mein achi learning knewledge aur experience hasil kar k loss ko kam kar saktay han aur profit earn kar saktay han
                      • #12 Collapse

                        dear mare khyal main to Forex main loss aur profit k chances fifty fifty hotay hain but ager hum Forex ko achi trah se learn ker k aur demo account se is ki practice ker k start krain to hum loss k chances ko kem ker sektay hain aur profit k chances ko increase ker sektay hain.
                        • #13 Collapse

                          Forex aik aisa business he keh is business mein apko loss bhi hota hey and profit bhi hota hey aur mein samjhta hun keh is mein kabhi bhi loss k chances ziada nahin hotey hein agar apke pas aik acha knowledge and experience ho to aap is business mein achi trha se succesful ho saktey hein aur kabhi bhi loss nahin kartey hein.
                          https://t.me/pump_upp
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            g ap nay bhot acha sawal kia hai y jawab y hai k ap log jub bhi tride karty hai 1 to ap log bhot jaldi me karty or uper say risk layty hai is lia ap logo ko loss ho jata hai ap log hamesha acha kam kary or real kam kary q k is say ko bhot faida ho ga
                            :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X