🚩Profitable hone se pahle losses hona normal hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    🚩Profitable hone se pahle losses hona normal hai
    ASLAMUALEKUM fellow members bohat se loogon ka yeh shikwa rahta hai ke hamesha hamen loss he hota hai kabhe profit nahe hota fellow members forex itna expended business hai ke agar yeh itna asan hota har koe kar sakta to shayd yeh market exist he na karty iss ke khobsoorte he iss ka complex hona hai iss lea iss py pareshan nahe hona chahye ap ko bhe experiance trader dakh lain wo loss main patiance ka muzahra kar ke he kise muqaam py pohanch pata hai jub ke normal trader loss py pareshan ho ke forex leave kar daty hain hamen forex leave nahe karne hame loss main patiance ka muzahra karna hai aj hum patiance ka muzahra karen ga to kal profitable hoon ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear hamen tradingen loss aur profit dono milte hain ham ye nhi keh sakte hain k hamen sirf profit hi mille ga jab ham new hote hain to hamen ziada tar loss hi hota hai q k hamen trading ka experience to hota nhi hai isliye hamen loss ho jata haiaur jab hamen experience ho jata hai tab ham achi performance kr sakte hain
    • #3 Collapse

      I think aik acha trader is business mein bohot hi kam loss karta hey aur yeh business he is mein apko loss and profit dono hi hotey hein aur yeh sab chalta rehta hey agar aap aik acha knowldge aur experiecne hasil karne mein kamiab ho jatey hein to phir apko loss boht hi kam aur profit bohot hi ziada hota hey.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        g han bhai ap ny boht achi bat ki hai forex trading aik ayse wold wild bsuiness hai k es main hmari thori boht leraning se hmain achi trading kar skty hain es liye hmain lsos se ghnbana nahi cahhye or jitna ho sky otna he hmain es ko sikhna chahye ta k hmain loss na ho or hum achi tarding kar k acha profdit earn kar sakty hain es liye loss se gahbrana nahi cahhye es se sikhna chahye
        • #5 Collapse

          W/salaam..m ap sy agree krta hn hr business m start m loss hi hota h q k ap ko itna zyada experience nh hota h iss ly business k start m loss zyada or profit kam hota h but time k sath sath ap ka experience increase hota jata h or waqt k sath sath ap k profit m izafa b jota rhta h... so agr aplot ko loss ho to darny ki zaroorat nh bulky ap ko zyada sy zyada kam krna chaye...
          • #6 Collapse

            profit or loss to business main chalty hi rahty hain or ak kamiyab business ki khobsoorti isi main hai k jb hum koi b kam karty hain to us main humy nafa or nuksan dono hoty hain lakin is ka mutlb ye to nahi k hum is kam ko choor dain balky humy to is main bar bar koshish karni chaye k jb tak hum kamiyab nahi ho jaty humy himat nahi harni chaye balky himat kar k win karny ki koshish karni chaye q k mahnat kabhi raiga nahi jati.
            • #7 Collapse

              Asslam o alaikom g bilkol kuch panay ke liye kuch khona to parta hai zaida se ziada profi panay ke liye lossess ka samna to karna parta hai or lossesa se bi hamay bohat kuch sikhnay ka moqa milta hai lossess ko dekhtay howay profit kaisay hasil karna hai ap ko ye sav sekhnay ka moqa milta hai ap ko pata chalta hai ke jaha jaha hum ne galti ki waha hamay apni mistaks ko reapet nai karna hai or jaha lossess hotay hai waha profit bi to hota hai na
              • #8 Collapse

                Janab darost ha agar loss ho to sabar aor isteqlal se kam lena chahiay aor Mustaqil mizajee se practice jaree rakhni chahiay mehnat aor himmat se recovery kar ke loss ko profit men tabdeel karna chahiay
                • #9 Collapse

                  Loss ya nakami to sb se pehle zehn me rakhni chahiye warna kamyabi kb milti he.kamyabi hoti hi tb he jb koi haar jata he.2sra sirf profit to sood r lalach he.haraam he.phr sirf kamyabi hoto knowledge nhn milta himmat nhn milti isliye ghabraen nhn keep working.
                  • #10 Collapse

                    main to ya kaho ga kay apnay jitna bi knowledge and experience hasil kiya ho start main apko is business main thora buhat loss ho jata ha.jo new trader hotay hai un ko chaiya kay jab wo real account main apni trading kerna start karain .to kam trade volume say apni trading ko start karain.or real account main kabhi bi zayada profit hasil karnay ki jald bazi na karain.or real account main trade ki madad say apnay experience or confidence ko bahal karnay kay bad is business mian achi trade karain.is say apko real account main acha profit hasil karnay main buhat madad milay gy
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے
                      ASLAMUALEKUM fellow members bohat se loogon ka yeh shikwa rahta hai ke hamesha hamen loss he hota hai kabhe profit nahe hota fellow members forex itna expended business hai ke agar yeh itna asan hota har koe kar sakta to shayd yeh market exist he na karty iss ke khobsoorte he iss ka complex hona hai iss lea iss py pareshan nahe hona chahye ap ko bhe experiance trader dakh lain wo loss main patiance ka muzahra kar ke he kise muqaam py pohanch pata hai jub ke normal trader loss py pareshan ho ke forex leave kar daty hain hamen forex leave nahe karne hame loss main patiance ka muzahra karna hai aj hum patiance ka muzahra karen ga to kal profitable hoon ga
                      G bhai ye baat aap ki Nicole thik hai Forex trading Mein profit hone se pahle laws Hona Amchi baat hai traders co 990 pareshan nahi hona chahiye bulke achi threading karne ke trike aani chahiye
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        bhi aap bilkul sae bol rae hain starting ma kisi b business mein lose hosakta hai aap ko parashan hona ki zarurat nhi app ko hard work aur patience ka sath kaam krna chaiye aur sath hi sath aap ko apni learning pa b focus karna chaiye. loss ko find out kra aakhir aap ko lose q hoa hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          G han forex jesy mushkil buisness main starting main har new trader se loss hota ha .ye ak aam se bat ha new trader se bht si mistakes hoti ha jo loss ki wajha banti ha .asay main pareshan na hon balky apni galti ko notess krain .or phir us ka solution nikali k ap se kis wajha se galti hun us bary main phir achi tarah learning krain .next loss na ho .

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X