History repeat it self?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    History repeat it self?
    Aoa dear friends liya ap es bt pe yaqeen rakhty haen k history apny ap ko dohrati ha.mery khayal se es trha ha.es ki misal me ap ko support aur resistance lines se dn ga.hm wo q lagaty haen es lye na k market phly en en points pe ruki thi ab bhi un points pe ruky ge.agr ap 5 saal phly ka chart dakhaen tu aisa kai bar huwa hoga k history ne apny ap ko zrur doharaya hoga es lye kehty haen k jb bhi ap support aur resistance lines pe trade kro tu un ko daikh lo k wo ktni strong haen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Brother apne sahe kaha hai. Tareekh apne aap ko dobraati hai. Jis tarha say kehty hain kay har urooj ko aik zawal hai aur har zawal k baad urooj hota ha. Aap ye bat forex par bhe laga sakty hain. Kun k forex main ma bhe tareek apny apko dohraati ha aur jo currency ya commodity up jaati ha to wo down bhe kabhi na kabhi aati he hai.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: shentoo پيغام ديکھيے
      Aoa dear friends liya ap es bt pe yaqeen rakhty haen k history apny ap ko dohrati ha.mery khayal se es trha ha.es ki misal me ap ko support aur resistance lines se dn ga.hm wo q lagaty haen es lye na k market phly en en points pe ruki thi ab bhi un points pe ruky ge.agr ap 5 saal phly ka chart dakhaen tu aisa kai bar huwa hoga k history ne apny ap ko zrur doharaya hoga es lye kehty haen k jb bhi ap support aur resistance lines pe trade kro tu un ko daikh lo k wo ktni strong haen.
      Salam
      G aap bilkul tgeak keh rahy hain history apny aap ko lazmi dohrati hy abhi taqreeban 2mahiny pehly bhi cruide oil ka yeh hi rate tha jo aaj hy aisy e kafi dafa hua hoga market mai ups and down aaty rehty hain par rates kabhi kabhi phir apni jaga aa e jaty hain
      • #4 Collapse

        Yeah jo support aur resistance banti hai yeah isi waja sy hota hai ky market price ka aik level ban jata hai ky jab bhi woh level cross ho raha hoga tou market wahan per kuch dair ky liay ruk jaey gi phir jab same level break hota hai tou target next level ban jata hai isliay market apni support ya resistance per bar bar rukti hai phir move kerti hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          yes my dear sir apne bikul theek kaha hai me apki baat pe agree krta hon forex trading me histry par apko dekhna chahye k merket movid bi histry per krti hai or haan jis support or resistnce banta hai wo histry hoti hai or us se anaysis kiya jata hai pher merket ka i dea lgya jata hai
          ALWAYS BE HAPPY

          اب آن لائن

          Working...
          X