sara din forex karna sahi hy kia
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sara din forex karna sahi hy kia
    Dosto, aj mein ap logo ko btana chahta houn ky forex karnay sy ya merket ko dekh kar apka ilm zaror bdhta hy lakin sara din forex karna aik tarah sy thek nhi hota yeh ap ki sehat parr bhi pora asar andaaz ho skta hy - apko chahye kay kuch lamhaat apna koi mashghlaa ya phir koi khel khalein jese kay cricket ya apko kahoun ga ky sbha savery walk parr jayein aur sirf london sesion aur newyork sesion par hee merket mein akay apni tredes talash karein ap london sesion sy aik ghnta pehlay ajayein aur aik dafa merket ki soratehaal aur news ko dekh lein takeh ap ki treding mein asaani hou
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear agar aap sara din hi trading krte rhe ggen to aap bored ho jaen ge aur aap se koi bhi decision wrong ho sakta hai isliye aap sara din k bajay apna aik time table bna len aur ussi men trade kia krem to ye aap k liye behtar hoga q k aap jab time table k motabiq work kren ge to aap se kaam behtar hoga aur ap achay analysis kr saken ge isliye apko aik time trading k liye choose krna zaruri hai
    • #3 Collapse

      G app ke baat say mai be 100 percent agree karta hon traders kay liye yeh zaroori hai ke woh work / life balance ka khayal rakhin . jo traders sara din market mai kam karin gaay in ko health realted kafi saray issues ho sakty hain aur iss kay sath sath ziada dair market mai kam karnay say in ke trading ke quality b mutasir hoti hai.
      • #4 Collapse

        nahi bhai Sara din trading nahi krni chaye is sy halt bhi khrab ho jati hai or Sara din to wasy bhi computer pr nahi batha ja skta or day time to market bhi bohat slow hoti hai jis ki waja sy samj nahi ati k konse trade lgani chaye agir ashy time man aap 2-3 hour bhi trading kr laty hain to aap asha profit bna skty hain
        • #5 Collapse

          G bro ma apki bat sy blkul agree ho har time trading krna traders ky liay blkul thek ni har kam 1 limit ma hi acha lagta ha or sara din 1 hi kam krny sy to ap wesy hi bore ho jaty ha or kam krny ma maza ni ata or ap wrong trade b kr skty han apka mind fresh hona zrori ha or apko b active hona chaheay taky ap sahi trha kam pr focus kr sakien.
          • #6 Collapse

            Dear all traders ya tu thek kha raha hai trading ko zaiada say zaida 15 ganty he trading kerni chiya markit ko smjna k liya zaida time dana chiya in ma say kuch time intertainment k liya nikalao tahk zain fresh raha zain thek ho ga tu ap profit kama sakta hai
            • #7 Collapse

              ji nahi sara din forex karna bilkul ghalat hai thek hai aap is ko time den is par kaam karen lekin aik limit tak karen ye n ahi kay aap sara sara din is mein time guzaren forex aik earning ka business hai lekin is kay sath sath aap dusri activites mein bhi participate karen ta kay aap ka mind fresh or relax rahy or forex mein sara din guzarna aap ki health kay liay bhi thek nahi hai or mind kay liay bhi is liay is kay sath sath dusry kamo ko bhi time den
              • #8 Collapse

                Dear Forex trading members Assalamu Alaikum bhaijaan Sara Din Forex trading karna bilkul bhi fevar mein Hota dear members Agar aapko market ki analysis Ke Baad samajh aa Jati Hai tab aap ko confirm entry leni chahiye otherwise aapko market ko avoid karna chahiye market is very risky trading account every time risk pe Hota Hai savai kuch baat ki Jab aap trading Nahi Katte isliye Mera aapko Ye Mashwara hai trading Mein avoid greed emotional control management trading planning in Chand step ko mind karo
                • #9 Collapse

                  wese to forex business 24 hr open hi hota hey but apki bat bhi theek he keh hamen sara din is par nahin bethna chahiye is se hamen zehni kamzori hoti hey aur hum apne patience par bhi control nahin kar patey hein aur phr hum greedy ban jatey hein jiski wjha se hamen is business mein loss hi hota hey isliye hamen aik acha plan bana kar aik acha decipline bana kar aik muqarar time tk hi market ko dekhna chahiye.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    G han ap ki bat bilkul theek hay aur main ap ki vat se agree karti hun k humae trading ko boht zada apne sar par sawar nai karna cahiay balke is ko aik munasib time dena cahiay aur is k sath sath humare liay zarori hay k hum apni sehat ka bhi khyal rakhe aur london aur new york k market opening time par trade kare aur trade lgane se pehly market ko watch kare news check kare ayr ohir market main entry kare
                    • #11 Collapse

                      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko market ke movement ko look karna hoga warna ager hum full day be forex pa kaam karta raha laken market ke movement humara opposite jarahe ho to per us ka koye faidia nhi ha es leya hum ko forex pa us waqat trade open karni hoge jab market hamara fiver ma ho............
                      • #12 Collapse

                        dear friends, forex trading karnay k leay relax mind ka hona bahut zaruri hota hay, but agar koi trader sara den forex market ko daikhta rahay ga to us ka mind confuse and bore ho jay jis ki waja say us ki trading par bura asar par sakta hay...esleay hamain sara den forex main nai uljhay rehna chaheay bal kah apnay mind ko relax rakhnay k leay dosri activities bhi karni chaheay,
                        • #13 Collapse

                          Dear ap nay theek kaha k Sara din trade kerny sa inSan boor ho jata hai pher mistake bhi hoti wesay bhi market morning time slow hoti hai market ko 11am say watch krain yhan say plan banain pher trade krain wesay bi euro session or us session very important hotay hain
                          • #14 Collapse

                            Bohat se log yahi kehte hian ke ap market ko zyda se zyda time dain to ap ka knowledge bare ga ap ko bohat fida ho ga is se but main samjta hon ke is se humain 2 tara se nuqsan bi ho sakta hai phela to hamari sehat khrab ho sakti ha screen ke samne bethe rehene se eyes pe bohat bura effect ho sakta hai or 2nd ke humain emotional feelings boha zyda ati hain jo ke bohat zyda nuqsan de ho sakti hain hamare liye Forex main or hum apne account main loss kar skte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bilkul sahi hai traders isse apna regular business smjhain agar to app isse regular kren gy to zarur faida hoga

                              jahan baat sara din ki hai koi issue nai app iss business ko apny maximum hours mai bhi krskte hain
                              6 to 8 hours are enough in this business

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X