Forex mein kabhi har na manyn....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein kabhi har na manyn....
    Assalamualaikum all dear forex member me ny dakha hai keh log without knowledge and demo account pa paractice Kia baghir start Kar daity Han ya unko KisI wajha sa loss ho jata hai to woh har man jaty Han aur forex ko leave Kar daity Han to asa NI karna chahya apko kabhi har NI manani chahya ..AP Kia kehty Han sub dost ????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o alaikum dear forex members.
    Dear apki bat thk ha keh forex trading main ap kabhi haar mat manen q k forex trading main risk bhi kafi hota ha aur kuch khud bandy ki apni ghlti se bhi loss ho jata ha to banda mayoos ho jata ha magar is bat se mayoos ni hona balkeh efforts ko jari rakhen aur apna paisa isi jaga se talash kren jahan ap k doby hain.
    • #3 Collapse

      G Ap ke bat se itfaq karta hoo kafi log Jo begair prepair k trading karty hain aur loss hony ke waja se forex ko chore dety hain is k elwa wo log b hain Jo mehnat karty hain lekan kisi b reason se un ko loss o jata a to Na umeed o jaty hain .himt ni harni chiey agr Ap ko loss o gya a to Koi bat ni next time profit b o skta a mukhstar ye k khuch b o jesy b hlat hoo Ap ko dishurt ni hona chiey
      • #4 Collapse

        ji bilkul forex mein kabhi haar nahi manni chahiay q kay jis ne is business mein haar man li wo is se hath dho bethy ga is se haar manny ki bjay aap kay andar jo khamiyan hain aap un ko door kar kay is mein achi working start karen agar aap ko is mein loss hota hai ya aap is se earning nahi kar paa rahy to haar mat manen or mehnat karty rahen aap ko aik na aik din kamyabi zarur milay gi jo aap deserve karty hain
        • #5 Collapse

          jee haan aap ny theek kaha hai ky har nahin manni chahyee jab aap kisi kaam ko karny ki thaan laity hia to phir aap us ko achive kar laty hia aap ager kisi kaam ko karny ki himat haar jayeen to phir aap ko nakami to hooti he hai or ais liye ager aap kisi bhi kaam ko krny ki thaan lain aor mehnat karin to aap us ko achive kar sakty hia
          • #6 Collapse

            jee haan aap ko forex main kabi bhi haar nahin manani chahyee ais ko seekhna chahyee aor irada bana leena chahyee ky main ais ko achive kar ky rahoon ga ye aik mushkil kaam zaroor hai per namumkin nahin hai ager aap wisely ais ko handle karien aor cool minded with learning rahien to koi shuk nahien ky aap ais main boht kuch hasil kar sakty hai
            • #7 Collapse

              jee bhai forex ak asa business hai jis man ksi bhi time aap ko loss bhi ho skta hai or aap ka balance duble bhi ho skta hai is luy bhai agir experience nahi to loss he hoga loss k Dar sy aap ko har nahi mani chaye agir loss hota hai to o's Sy bhi aap ko kosh knowledge mily ga o's trah aap is business ko sekh skty hain or bad man profit milna bhi start ho jay ga
              • #8 Collapse

                forex trtading ek aisa buisness hai jis main apko hard work karan parta hai aisa bilkl ni hai k is main ap ek eh din main ameer ban jao so is main agar apne kamyab trader banan hai tio apkoc hahie k ap ko agar loss ho to us ki wajah se har na manain balkie apne mistakes ko talash kar k u pai kam karain ta k un se apko dbra loss na ho aur experience gain ho apko
                • #9 Collapse

                  Isme Koi Shak Nai Ke Hota Aisa Hee Hy Ke New User Bohat Jald Bazi Krte Hain Aur Lalach Karte Hain Wo Chaite Hain Ke Wo joining ke bad With In hour Hee Earning Karein. Aisa Nai Hota Time Lgta Hy And Time Dena Parta Hy Insta Ko Insta Apse Apki Knowledge, Experience, Attention, Hardworking, Confidence, Acceptability Capability, Patience, Hope, Skills, Market Analyzing Ye Sab Mangta Hy Jab Jake Apko Wo Profit Dyta Hy. Forex Koi Tukka Ya Game Nai Ke Achanak Ap Ayein Aur Profit No Step By Step With Method Working Hy.
                  # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                  • #10 Collapse

                    G Hn Dosto forex ma aik trader ko kbi b har ni mani chy bilkay os ko apny loss sy koe sbak seekhna chy tak os ka future bright ho skhy or wo future ma kbi aisi galti na kry os ko Forex ma mazeed mhenat krni chy tak wo jald bra trader ban skhy or apny huya loss ko b Bhool jy es ly Dosto forex ma kbi har ni mani chy Bilkay mhenat kr k os loss ko success ma change krna chy
                    • #11 Collapse

                      forex business mein loss and profit apko dono hi face karney hotey hein isliye hamen chahiye keh agar hamen loss ho bhi jata hey to hamen haar nahin manni chahiye aur is business mein dil laga kar work karna chahiye isko seekhna chahiye tab hi hum is business mein kamiyab hotey hein
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein kabhi har na manyn....

                        g han dost ap ne thek kaha forex me hame har nahi manyn chahiye aur khas tor par loss hone ke baad to kabhi haar na mane apny mehnat ko jary rakhe apne experience aur skills ko behter karte rahe lalach na kare to forex me ap zaroor kamiyab ho ge bas mehnat karna na chore
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein kabhi har na manyn....

                          Ji haan sir aapne bilkul sahi kaha hai ki hum sab doston ko chahiye kya miss main Haar Na Mane Kyunki agar humne Har manli Doha miss Mina Kam Nahin Gayi isliye main tere se kaam Lena Hoga Inshallah Tala Hum accha phone sasil kar sakte hain aur accha profit yasar kar sakte hain Kyunki sab kuch kaam karne se hota hai isliye main Jyada mehnat Karke Jyada profit Kamana chahi
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein kabhi har na manyn....

                            Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek hai kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga k MS Ramachari hota hai ki hum Forex Mein Kabhi Haar Na Maane Agar Hum Izhar Mange to isme Hum Kabhi Bhi Kam Nahin Honge Agar kamyabi chahiye to usme Hamein Achcha kaam karna hoga aur is main kabhi bhi Hamen Haar Nahi Marna Hoga mehnat Karke kamyabi Hasil karna hoga

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X