Ager App new traders ko sirf aik advice daay sakty hon tu woh kia hoge ??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ager App new traders ko sirf aik advice daay sakty hon tu woh kia hoge ??
    Waise tu trading kay doran new traders ko kafi sari baaton ka khayal rakhna hota hai aur experienced traders in ko kafi sari batoon ka mashwara b daite rehte hain.

    Lakin mai yeh janna chata hon ke new traders ke liye app ke nazar mai sab say important mashwara kiya hoga?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Sirf Aik Baar Batna Say Us K Samj Nai Ayi Ga. Bout Zaida Samjna Ho Ga Aur Trade Bi Khud He Kha Ker Lagni Ho Gi Wo Us Maralha Say Nai Guzra Jis Say Ap Guzar Vhuka Ho
    • #3 Collapse

      forex tading main mera sub ko aik yah mashwra ho ga k akbhi bhi api trading main lote size zeda nahi rakhen q k jub bari lot ks ath loss hota hai tu account wash ho jata hai jis k bad apko bot mahiny lag jaty hain dobara account ko refresh karny main or es main ap tab tak pareshani main bhi rhatay hain tu main sub se acha masjwra yahi smjhta hun jis par sub koa mala karna chahye
      • #4 Collapse

        aik new trader ko lalach sy bachna chaheye ar lot size km rakhna chaheye zada profit ky chakr me loss zada hota hy ar account bhi wash ho sakta hy
        • #5 Collapse

          bhai new trader ko kbi bhi zuada profit ka lalach nahi krna chaye or na he zuada profit k lalach man zuada trade lgani chaye trading jb bhi krty hain achi money management k mutabiq trade lgani chaye or hir trade man take profit or stop loss zroor use krin
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
            Waise tu trading kay doran new traders ko kafi sari baaton ka khayal rakhna hota hai aur experienced traders in ko kafi sari batoon ka mashwara b daite rehte hain.

            Lakin mai yeh janna chata hon ke new traders ke liye app ke nazar mai sab say important mashwara kiya hoga?
            there's a question aapka bahut achha hai aur Main new trailers Ko Agar sirf ek advice Dunga Tujhe Dunga ke woh Forex trading co Talha login Kare aur uske baad earning Kare Chu Che
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              new traders ko chahiey kay wo forex ki sub se pehlay learning karay or demo practice kay begair trading na karay or apni entry market me analysis kay begair nehi honi chhaiey ap ko chahiey forex market ka jitna ho saky knowledge gain karay or apna exprience increase karay jis se ap ki mistake ap kay exprience ki waja se kam ho jaey gi or ap ka loss b kam ho ga or zada greedy nehi banna trading me or money management kay hisab se trading karna
              • #8 Collapse

                Bhai buhat Acha thread creat kiya hy Aur mere advice for new forex trader ye hy k demo account py practice kary ziada sy ziada Aur wahan k free balance ko aisay deal kary jiasay us ka apna balanve hy Ayr ye learn kary k kub trade lagae Aur Kia howa tha es sy usay bad mein buhat faida ho ga
                • #9 Collapse

                  Dear bohat say dosto Es k bray main likha hai lakin aisa baatain btnay pata nahi chalta jabtak experiment na ho kyunk us waqat tak samjh nahi ati jab tak 1 say 2 account wash na hun wesay to bohat see baatain hain lakin can hain Jo harges na krain
                  1> mistake 1 hi galti ki bar bar na dohrain
                  2< over trading na krain 100$ per crency per. 02 and gold crud oil per. 01only
                  3< greed jok big options hain bilkul na krain
                  New trader en ko foliw krain to kabhi nakam nhi hun gy.
                  • #10 Collapse

                    Mein agar kisi new trader ko advice dunga to woh yeh dunga keh woh jitna ho sakey demo account par ziada se ziada practice karey aur aik acha plan banana seekhey aur yourtube par forex ke bohot hi achey achey tutorials hein unko dekhey aur wahan se achit rha se learning karne ke bad hi is business mein enter ho.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      dear friends, meri nazar main sab say important chez knowledge ko hasel karna aur trading kartay hway lalach nai karna hay....so main new traders ko yahi kahon ga kah woh sab say pehlay learning kar k acha knowledge hasel karain aur phr trading kartay hway lalach na krain, es say woh zarur kamyab ho jain gay.
                      • #12 Collapse

                        newly join member ko chahye k agar forex mein kam karna chahty hen aur yaha se kuch hasil karna chahty hen to khob mehnat karen.pahly kam ko achy tareky se sekhen.aur phir trading karni chahye.kamyabi k lye yaha pe mehnat bhot zarori hy.agar mehnat nhe karo gy to apka sirf time zaya ho ga.
                        • #13 Collapse

                          ji to janab new traders ko wese to boht kuch samjhana hota hai laikin mere khayal main un ko demo ke bare main btana chahye ke woh pahle demo pe khub sari practice karain foran se real account main trading na karain pahle demo pe khub sari practice karain then jb experience ho jai to real account main trade start karain aur lalach kiye baghair
                          • #14 Collapse

                            New traders ko wesy to boht c chezo ka khayal rakhna parta ha or onka demo account pr work karny ka bhi 1 acha experience hota ha onka strategy or skills achi ho skti ha magr ma onko yehi advice do ga apky pas jesi marzi strategy or skills han kabhi bhi lalach wgera ky chakar ma nhi parna q ky lalach buri bala ha soch samaj kar trade krna or shru ma koshish kro ky choti trade kro jb experience a jay to bari trade lagain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              meri tu new member ko ye he advice ha k wo forum par dill laga kar kaam karye jitna wo yahan par kaam karye gay is say in ko utna he illam yahn say milye ga or kaam karnay may kafi asaani ho gi is say ap ko working standard kafi aucha ho jaye ga is may say ye theek nahi ha is may say

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X