Pairs for new trader
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pairs for new trader
    As a new trader, you should start with one pair. Why? Two or more pairs are hard to follow. Remember that you should check situation on few time frames to take a trade.
    With two or more pairs you will struggle to follow price actions. Select one pair. It is
    enough.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading ke liye Sahi Pears choose karna both Zaroori Hota Hai Aur Agar ek baar aap Ek Pyar Ko choose Karle Toh Phir usi pe rahe Kyunki aap Iss Pyaar Ko Jitna time Denge uthna hai usse samjhenge aur Waqt Ke Sath Sath profit kamane shuru ho jayenge
    • #3 Collapse

      Agar aap new hein ya old hein apko jis pair par bhi trade karni ho sab se phley zarori he keh apke pas achey analysis hon aur acha knowledge ho aap achi trha se market ko analyze karen aur different pairs ke chart frames ko search karen jo pair apko acha lagey jiska trend acha ho aap us mein trade laga saktey hain is se apka los kam aur profit ziada hoga.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        jee haan main aap ki baat sy ittefak karti hoon jo bhi new traders hai un ko trade pairs main karni chahyee taky apna captil aor experience barha sakien aor aik time main aik he market ko samjhna zaroori hai ager hum ziyada pairs py trade karen gy to phir us soorat main humin kisi ki bhi samjh nahin aye gee
        • #5 Collapse

          Mere khyal new trader kilie sab see best pair apka EUR USD Hy is movement bhot tez hoti Hy aor is men AP ka market ark side ki bajey aek zone men rehta Hy jis see agar hamen loss ho bhi to recover karna bhot easy uy ye dono pair bhot strong hyn islie new trader EUR USD per pehle experience hasil karen
          • #6 Collapse

            jee ager ap new hien or ap k pass experience bee ni hai to ap ko es mien aa ker sirf aik pear select kerna ho ga or us ki movement ko watch kerna ho ga or analysis bee kera ho ga pher ja ker ap es mien khud ko es qabil bana ly gy k ap achy trader ban sako
            • #7 Collapse

              g han apki bats ahi hai or main apki bat se garee hun forex trading main jub trading k liye pair ko select kiya jaya tu kbhi bhi aiks ath aik se zeyda pair ko select nahi karna chahye q k es se yah faida hota hai k ap aik pair main achi trah se focus de paty hain aghr zeda pair open kiye jaen tu ap un par acha focus nahi rakh paty hain yah amal risky hai tu aysa nahi karna cahhye
              • #8 Collapse

                Janab buhat achi baat ke hy new Kia old traders bhe eik ya do pairs mein kam karty hain Aur wo bhe majojor currencies mein jis sy ye asani hoti hy k follow karna ziada mushkil nai hota hy Aur USD/EUR Aur USD/GBP en mein kaam karna easy hy Aur profit bhe Acha milta hy
                • #9 Collapse

                  yes aik pair kaafi hay kaam karnay kay liye 2 ko follow karna shuru kay traders kay liye mushkil hogi aik pair pe kaam karain uski updates rakhain situation ko follow karain bar bar analysis aik pe karna asaan hay aap ussi kay fan bano gay aur acha profit gain karo gay zyada pairs pe struggle bhi zyada hogi aur confuse b
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Aik se ziada trade ko follow kerna newbies key leay thora sa mushkil ho jata hay leken hard work zeraey is kami ko door keya ja sakta hay waiay bhi ager kisi trade key profit main jany key chance ziada hon to usmain lot size bera laga lena chaey.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X