Demo account sy trading kab hai jari rakhni chahiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demo account sy trading kab hai jari rakhni chahiay
    Demo account tou sirf learning purpose ky liay hota hai tou kia hamain learn kerny ky bahd bhi demo account use kerty rehna chahiay ya bus learn ker lia tou sirf real account sy hi trade kerni chahiay demo phir wastage of time hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai ap ke bat kisi had tak theek hy jab banda learning kar leta hy to phir demo ke zaroorar nai rehti lakin mery khayal ma demo account phir b rakhna chaye kiun k baz demo hamen demo k oper koi strategy test karni hoti hy ya phir koi aor hamry zehn ma idea aya hota hy to us ko demo pa check kia ja sakta hy
    • #3 Collapse

      Demo account per trading hamesha apko faida hi de gi is main nuqsan wali koi bhi bat nai hai is ley apny free time main jb bhi waqat mily is ko usevkar faida hasil karen koun ke yahan losses befikar ho kar trading hoti hai jo sirf aur sirf traders ko achi trading karny ke ley training de jati hai
      • #4 Collapse

        g Bhai acha sawal kia. demo pr kab tk trading karni chayie. wasay tw demo pr ap jitni practise karein utna hi acha pr. lakin hamesha demo pr nhi raha ja sakta.. jb hamay forex market ka acha knowledge ho jae tw humay real account pr start kr dena chayie. demo account just practise k liye ha. wahan ap different pairs pr trade karein. different stratiges bana kr trade karein phr jo ap ko sab say best lagay real account pr wasay hi trade karein.
        • #5 Collapse

          Demo account sirf seekhny k liey nhi hota k aap ny aik bar trading seekh li to phir isay chorr diya balky isay to kisi bhi time use kiya ja sakta hy especially agr ap koi new strategy banaty hain to isay check krny k liey apko demo account ka sahara lena parrta hy jis sy apko pata chalta hy k strategy sahi hy ya ghalat
          • #6 Collapse

            ap demo account pe long time ke liye trading karian or jab tak ap ka demo ka chota account chote se murad ke jis main apne thora balance select kiya huwa ho us ko ap double se tripple kar lain apni strategy se to phr ap ko mere khayal se real account pe shift hona chaie or is ke liye bohat zaruri hai ke ap ki winning accuracy bohat achi ho Trading main.
            • #7 Collapse

              bhai aap ka swaal acha hai strat main hum sy demo ki trade he nahin handle hoti hai first mont to hum sirf kuch basics he seekh paty hia ky kasy trade lagaee jayee aor mary khyal main to demo ki practice boht ziyda hoo tab hee aap real account main trade kar sakty hai ais liye ais ki practice jari rakhni chahyee
              • #8 Collapse

                demo account aik bohot hi zabardast platform hey aur mein samjta hun keh demo account ke baghair aik acha trader banne ke soch bhi nai skta q keh demo account par mein apne liye achi se achi strategies banata hu usko test karta hu aur phir usko mein real account par karta hu to mjhy bohot hi faida hota hey isliye demo account ko aap always use kartey rahen
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Demo account ko band ni kerna cheya Es sa experience gain kerna cheya Es main har pair ko watch karain ta k pata chalay k pair 1 dosra k sath jesay move kertay hai oe pair ka 1 dosra k sat kia taluq hai DAMO account Es a practice account ager account wash ho Jay to DAMO ko na chorain ta kay practices jari raha
                  • #10 Collapse

                    jab tak achi trading learning na ho jay demo pe kaam karna chaiye demo account main practice kar kay khud ko most experienced trade bana saktay hain. es liay demo account main practice karna new trader kay liay bohat zaroori hay jo trader demo account main practice kay bagair real account main trading start kartay hain wo earning nahi loss kartay hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Demo account sy trading kab hai jari rakhni chahiay

                      demo hamy as a teacher guide karta hain hamy rozana demo account mai practice karne chahy is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain forex aik asa business hain jo ky kabe be katem nahi ho sakta yai pakistan mai legal ban cuka hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Demo account sy trading kab hai jari rakhni chahiay

                        Asslam o alikum jee haan bhaai jaan aap ne bilkul theek hi kahan hai main sirf itna kehna chahun ga demo account pe sirf practic hota hai as main koii profit earnig nhi kar sakty aur hamen chahiye ke jab hamara bonuss any say pehly ham demo account practic kar len pher real accuont main agar trade karen gay tou ham kamyaab ho jay gay
                        • #13 Collapse

                          Re: Demo account sy trading kab hai jari rakhni chahiay

                          demo account learning k liy use kia jata hy jb experience hasil ho jata hy to demo account ki zarurt nai rahti lekin mery kheyal sy real trading mian kamyabi k liy k liy demo account ko bhi sath rkhna zaruri hy is sy hum hr din kuch na kuch experience hasil krty hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Demo account sy trading kab hai jari rakhni chahiay

                            G ham trading karte Hain aur us ko learn ham demo se karte Hain jab hmain knowledge ho Jaye yakeenan tab bhi hmain demo continue rakhna chahiye kyon ke learning kabhi khatam nahi hoti aur experience jitna ho utna acha hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Demo account sy trading kab hai jari rakhni chahiay

                              hardworking ki bahut jyada importance hoti hai kaam mein business management karne ke liye aap Agar hardworking Nahin karte hain to aapko bhi yahan par running karne ke liye kuch bhi information hi Milte capital ko generate karne ke liye aapke paas experience knowledge aur uske sath sath investment ka bhi hona lazmi hai jo ki aapko market Ki Maut Ke Sath is ka reply karna hoga ki aapko yahan se Kuchh Bhi sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X