Need fresh mind to make profit.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    achi trade k liye zaroori hai k sab sy jo first thing hai wo mind freashment hai agr mind fresh hoga to kam bheatr tareeqy sy hoga arr forex bussines men mind fresh hona zaroori hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      je haan forex mein agar achi kashi money earn karna chataay hain tu kosis karay es mein fresh mind rahay aur es mein jaldbazi aur greedy na karay ap k liye better ho ga thankful for question
         
      • #633 Collapse

        right profit earn karnay kay liye fresh mind and also active mind hona chahiye taky ap jo bhe karain fresh mind say taky profit kay zaida chances hon
        • #634 Collapse

          success is expensive and we need a great sacrifice to achieve it , success needed fresh mind and I hope we can develop our own trading skills and strategy so that we can achieve success from Forex together
           
          • #635 Collapse

            fresh mind sirf forex trading ka hisa hi nahi balkay hamai her waqt apna fresh mind rakhnay ki koshihs kartay rehna chahye or hamai is kai lye apna ek plan banan chahye ek scedule kai hamai kis waqt aram karna hai or kis waqt kam
            • #636 Collapse

              bilkul bhai forex mein trading kay liye fresh mind hokar trading karna zarori hai agar hum fresh mind nahi hounge to ye bhi aik bohut bara reason banegy hamarey loss ki so plz fresh your mind before trading
              • #637 Collapse

                need fresh mind to make profit dear aur forex ko ap khud learn kar saktay hay is key liye ap ko mehnat kerni parey gi aap ko forex demo practice karni paray gi and ap six month tak demo trading kartey rahao because demo trading sey aap ka knowledge mein izafa ho jay ga and phir ap kamai ker sako gey .
                • #638 Collapse

                  you are absolutely right dear ap nay sahih baat khai forex main trade karnay kay liyay fresh mind ki bhot ziada zaroorat hoti hain ap with stress na tou ap trading kar saktay hoon nahin koi or work so please keep calm your mind and continue trade easily:)
                  • #639 Collapse

                    my dear jha tak is business ma kam karny ka sawal ha to is ma ap ko fresg mind hona chahye or is ma humy agar koi paryshani ho to humy is halat ma kam ni karna chahye or is ma jb humari paryshani khat ho jy to per is ma kam kary or is ma humy prophet ho ga warana loss ho ga.
                    • #640 Collapse

                      yes bhai absolutely and of course free mind is important to make good and huge profit q ka fresh mind sa hum achi tarha earn ker sakte hen or apnay experience ko bhi barha sakte hen
                      • #641 Collapse

                        janab ap ne bilkul sahi kaha fresh mind k sath hum achy trade kar sakte hai kyun k zaida forex use karne se hum bore ho jati hai and lalach main ate hai jo humain nahi karne chahiye
                        • #642 Collapse

                          Forex trading aik karobar he jis min se hum kafi kuch earn kar skate hin aur phir hum es karobar ko fresh mind aur fresh khiyalat k sath hi karin jeise jeise humin es karobar min ziayda time ho jaei ga to hum es karobar min se kafi kuch hasil kar sakte hin humari trading hi fresh mind aur humare barwaqat faisla karne ki salahyat se humin kamyabi aur profit de skati he.
                          • #643 Collapse

                            ha yar is business ko karny k liye hamain chaye k hamara mind cool and fresh ho ta k hum kissi kisam ke tension main a kar koi bhe trade na karain kyu k is se hamain loss he hota hai...
                            • #644 Collapse

                              Ge han ap ko bilkul fresh mind laker markeet ma utarna cheya. nahee to ap ko lost ho sakta ha.. agar ap mently prepare nahee hain to pehla apni tenshion 2or krain, balka jis din ap tenshion ma hn to trade na he krain ap ka lia behter ha.. Because Emotion took away every things...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                G han hume Forex par trading karne ke liye apni mind ko freash rakhna hota ha kun ke Forex aik risky business ha aur agar hum Forex ko proper learning ke baad fresh mind ke sath start karen kun ke tenshion main hum successful trading nahi kar sakte.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X