Need fresh mind to make profit.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    dear brother assalam o alaikum ji hn yeh bat bilkul correct hai apko0 forex mein fresh mind ho kar work karna hota hai or phir bilkul active reh kar us bonus trading karna parhti hai phir jo profit earn hota hai wo apka apna hota hai profit is liye ap jitna bonus earn karo0ge utna hi acha profit earn kar sako0 ge
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      I am agree with you that you need fresh mind all the period when trading because it takes a wholesome intellect to egest a well analyses of the activity at all measure and so exclusive those with fresh and channel intent can make the proper analyses of the market at all time.
      • #168 Collapse

        beshak is men qatan shak ki koi gunjaish hi nahin he ke yeh business is ke baghair chal hi nahin sakta ke jab ap hab bhi ap yeh business start karen ya is par kaam karna chahen to ahamesha pehle apne mind ko clear sharp aur saaf aur cool karen aur phir kaam karen isi men apki kamyabi he warna siwae loss ke kuch hath na aj tak aya he kisi ke aur na aye ga kabhi
        • #169 Collapse

          ap ny bht achi bat khi hai k fprex pe hum jitna fresh mind se kam karey utna h acha humara kam ho ga or utna h acha hum earn b karey gy mger tension free huna its realy important.
             
          • #170 Collapse

            ye bat sach hai k ager hame achi earning karni hai to hame bas forex pe focus karni hogi aur boht se bate apne mind se nikal leni hogi phir hi ham sekh pai ge aur earn kar pai ge.
            • #171 Collapse

              dear yes app ne bilkul thek bat kahi hai forex k buisness men ye hamary liye ek bohat he zaroori bat hai k ham fresh mind k sath kam kren aur relax rahen to phir humen ek achi kamyabi hasel ho sake gi dear
              • #172 Collapse

                forex trading jesay risky business hain k loss ziada honay k chance hoty hain is mai depression k sath kam karna or loss karna hain agar ziada loss se bhaj na hain tu fresh mind rkhna hain planing k sath
                 
                • #173 Collapse

                  jii haan agar humain forex paar profit hasil karna haay toh huamin apnay mind ko or apny emotion ko zaror control maay rakna chaiaay
                  • #174 Collapse

                    G han mere bhai aap ne bilkul theek kaha hai mai aap ki baat se agree karta hun trading karte waqat mind ka fresh hona bohat zarori hai is se hum ache faisle kar sakte hai aur apni trade ko loss se bacha sakte hai is liye aap jub bhi trading kare to mind ko fresh kar k kare stress mein trading bilkul na kare is se aap ko loss ho sakta hai.
                    • #175 Collapse

                      Forex trading mein app jaab bhi trading karein too app koo fresh mind see trading karni chaiyee aur agar app new trader hain too phr pehlee app koo fundamental aur technical analysis koo achi tarhan study karna chaiyee aur fresh mijnd se trading karni chaiyee
                      • #176 Collapse

                        je haan trading karnay k liye ye best question hai ap ku pehle refresh hona paray ga tab he ap es mein successful hon sakay gae aur easily money get karsaktay hain thankful for question
                         
                        • #177 Collapse

                          ji han i also agree forex trading k waqat apka mind fresh hona zarori hai agr apka mind fresh ho ga to ap profit kar skte ho ku k apko market samaj arhi ho gi or trading bhi samaj arhi ho gi is liye fresh mind hona zarori hai.
                          • #178 Collapse

                            Fresh mind is very important to make profit from forex market. because forex sector is logical byplay. A bargainer moldiness pauperism to analysis the industry properly to alter white acquire. So, be relaxed and fresh before start trading in forex market.
                            • #179 Collapse

                              Trading me jab tak hamara mind fresh nahi hoga or hum physically pursakoon nahi hon gay tab tak hum trading me successful trade nahi kar sakty or na hi handsome decisions le sakty hain. Forex me lazy mind ho kar trading ki jay gi tu trading bhi lazy hi hogi is liay humen fresh mind ho kar market kay samny bethna chahiay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Her aik business ka liya fresh mind hona bohat zaroori haa jub ap fresh hon gaa tho apna business ka liyaa bahtar soch sakain aur forex kiya liya fresh hona bohat zarori haa warna ap loss bardasht nahi kar saktaaa.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X