Trailing stop lgna bhtr ha ya stop loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trailing stop lgna bhtr ha ya stop loss
    Dosto mera hsab sa trailing stop bhtr ha stop loss ke bjye kyun ka stop loss app ko sirf loss he da ja jab ka trailing stop app ka trading ko kush na kush profit main he close kra ga ur ya profit kye guana bhe ho skta ha ur kush pips ka bhe lakin app ke zyida tr trade profit main he close hon ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Stop loss aur Trailing Stop loss main tjora sa difference hai. Stop loss zaida tar un trades k liey use hota hai jin ka doraaniya kam hota hai aur trades jaldi close kar de jaati hain ya phir ap ye keh sakty hain k jin kay targets kam hoty hain. Aur trailing stop loss un trades k liey use hota hai jo lamby arsy tak hoti hai ya phir jin ka target zaida hota hai. Trailing stop loss say losses ma kami hoti hai aur ye cheez faida mand hai.
    • #3 Collapse

      Agar apko trade open hoty hi profit main chalna shuru ho jati hai tou phir trailing stop best hota hai lekin jab bhi ap trade open kerain tou zaruri hai ky ap stop loss bhi zarur lagaen aur agar apki trade kafi profit main chali jati hai tou trailing stop laga dain ky stop loss ko zarurat hi na rehy aur apko trade main agar tp hit na bhi ho tab bhi auto per profit main close ho jaey
      • #4 Collapse

        Forex trading main trailing stop tou lagta hi tab hai jab apki trade profit main chal rehi ho tou dono stop loss aur trailing stop zaruri hain ky jab ap trade open kerain tou stop loss zarur lagaen aur jab market kafi profit main chal rehi ho tou trailing stop lagana bhi best hota hai ky agar market reverse bhibho tou profit main hi trade close ho jaey
        • #5 Collapse

          dear me samjta hon key stop loss be zarori hay magar es se zeyda zarori ye hay key ham trailing stop laga dia karen, loss per be ham asani se mange kar sakty hey magar profit ko manage karny me ham se mistake nahi hona chaye, profit agar 1 dafa loss hona start kar dey to es ko recover karna mushkil ho jata hay.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Trailing stop aur stop loss dono alag alag options hain aur dono ka istemaal zroori aur useful hy keun k trailing stop aik hi time mein take profit aur stop loss dono ka kaam krta hy jb k stop loss sirf loss sey rokta hy is liey merey hisaab sy dono ka istemaal zroori aur faidymand hy

            اب آن لائن

            Working...
            X