Patience is very important. - PAKISTAN Forex Forum

 | 
رجسٹریشن
No announcement yet.

تمام موضوعات

Patience is very important.

18-05-2019, 04:05 PM

Jack37578

Jack37578

جونیئر ممبر

Re: Patience is very important.

g ha is ma patience hona zaroore ha is ma aap nay agr jald baze ki to aap ko is ma loss ho sakta ha is liay aap ko is ma saber sa kaam karna cahay trading ma saber zaroore ha ma aap ko apna experinec btate ho kay is ma mary sath ka howa many jo trget set ka tah is sa pahlay he trad ko cloes kar dea our is kay koch time bad he market itne zada up ge kay mary traget sa be kahe zada our many is ma jald baze kar kay apne profit hasil nhe ki
  • <a href="https://www.instaforex.org/en/?x=investsocial">InstaForex</a>

    18-02-2019, 07:46 PM

    Re: Patience is very important.

    hamain sabr say kam lena ho ga tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market mai kam karny k liye learning karni ho gi ta k hamain is forex main loss kam ho saky ga aur hamain is forex main earning karni ho gi
  • 26-02-2018, 07:32 PM

    naseer-ch

    naseer-ch

    جونیئر ممبر

    jee han Forex trading main patience bohat zroori hay aur Forex trading se wohi trader kuch earn ker sekta hay jo k patience b rekhta ho otherwise log is business ko ya to chore jatay hain ye phir is se loss ziada lay latay hain aur wo patience k bgair kuch profit earn ni ker sektay.
  • 26-02-2018, 12:01 PM

    pak48

    pak48

    جونیئر ممبر

    Yes practice is very important practice kay beghair apko trading krny ma mushkil ho sakti hy or ap loss kar sakty hy to trading krny se pehly humy zaror practice krni chaiye jis se humra experience or knowledge barta hy
  • 26-02-2018, 11:50 AM

    Waseem302

    Waseem302

    جونیئر ممبر

    Dear friends trading karty waqt apny patience ko qabu mn rakhna bht zaroori ha new members ko confidence kam hota ha islye wi jldi preshan ho jaty hn r loss uthaty hn.
  • 26-02-2018, 11:50 AM

    Zaibjan

    جونیئر ممبر

    Patience buhot he zarore cheez hai tradin mai agar aap mai patience skill ho tau earnings ki chances buhot zyada hote hai q k aap wait karte ho right trade ko right time par pick karo so patience k elawa trading buhot nuqsaan deh ho sakte hai q k jald bazee mai lage gaiee trade kabi kamyab nahe hote .
  • 26-02-2018, 11:42 AM

    b2b

    b2b

    جونیئر ممبر

    patience new traders kay liye bohoth he ziada imporat hota hai mai iss baat say 100 percent agree karta hon . aksar new traders patience say achi trading opportunity ka intizar nai karty hain aur bar bar over trading kar kay apna loss karty rehty hain .
  • 23-12-2017, 06:15 PM

    Masoom1

    Masoom1

    جونیئر ممبر

    g bilkul dear ap ne theek kaha forex main sabar ki boht he ehmiyat hai without sabar or tahmaul se koie bhe trader forex main kamiyabi hasil nahe kr paye ga or hamesha mind fresh ho kr he trading kiya kren then ap forex per ek successful trader ban sakte ho
  • 23-12-2017, 04:17 PM

    b2b

    b2b

    جونیئر ممبر

    Forex trading kay doran kafi saray new aur experienced traders say yeh mistake lazmi hoti hai ke ke woh trading kay doran har time market mai in rehna chahtay hain aur iss waja say over trading kar kay loss kar laite hain . trading kay doran patience bohot lazmi hai .
  • 23-12-2017, 03:43 PM

    Muhammad Shiraz Gadar

    Muhammad Shiraz Gadar

    جونیئر ممبر

    Ji bhai forex mai jald bazi and greed ka natija srf or srf loss hai hame chahye k hum sbr k sath kaam kare aur lalach naa kare taa k hum profit generate kr sake naa k srf loss kare.
  • X