A loss is not all, there is many thing to learn from loss.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    It is very important to make the ratio of profits over losses. It is then possible then the trader enhance the knowledge skill and avoid the mistakes.a lesson which we learn from our mistakes was very nice.hum Forex business ko hwai ya by chance income source nahen keh sakte hain kun ke jo expert hain un ki 80% trades profit main hi close hote hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear loss hamesha rehny wala nai hy or i agree with you k loss lake of knowledge ki wja sy hota hy ham ko loss ho jany per os loss sy seekhna chahey k ham ny aakhar aisi konsi ghalti ki hy jis ki wja sy loss hoa. or nex os ghalti ko repeat nai krna chahey blky os sy seekhna chahey.
      • #18 Collapse

        g ha sahi kaha ap nea bohat sea log ka pas zyada knowledge nahi hoti jis ki waja sea wo kafi mistake kar jatea ha or unhea loss ka samna karna parta ha is lia unhea zyada sea zyada learn karna chahiyea
        • #19 Collapse

          gee han hame loss se darrrna nahi chahie kun ke loss se ham bohat kuch seekh sakte hain or hame loss se apni mistakes ka pta chalta hai jis se ham kafi kuch learn kar sakte hain
          • #20 Collapse

            ji han ye eak easa kam hai jis mn koi bhi achi trhan treadind kr skta hai or achy x sekh sktawo jab b galti kry ga usy apni he galtion say seekhny ka moqa mily ga hai...... insan loss karta hai to wo apni galtion ke wja say karta hai
            • #21 Collapse

              g mere dost loss ka matlab hargiz ye nahi ke ham forex market ko chor dain .. insan ko hope rakhna chaiye or sath hi sath learning kartay rehna chahiye,apni mistakes se seekhna chahiye.
              • #22 Collapse

                Agar apko loss say bachna hai to apko ziada say ziada is field mein ghus kr seekhna parega warna ap is mein kabhi bhi successful nahi bansaktay aur apko apni knowledge aur trade dono achi karni hogi
                • #23 Collapse

                  yes dear forex me sucess hasil krna ko asan kaam nahi hay ap ko is kay lyey aik bhar poar effort karna hote hay or acha kasa experience hasil krna hota hay is lyey patience kay sath apni effort jari rakhay or losses honey ke sorat me himat na hare koe kay losses bhi ap ko success ke traf le janay ka zariya hota hay agr hum un say sekhnay ke koshish kare
                  • #24 Collapse

                    Yes loss is not just like game over. Traders must have to learn from their loss in trading. Once the trader learn his mistakes than he start making progress in the trading business and become unstoppable. His profits touch the roofs and he start loving forex business
                    • #25 Collapse

                      han ji aisa tu her roz hi hota hai ke bht sare traders ko loss hota hai aur wo ye kaam chor dete hain aur main samjhta hoon ke ye un ka loss hota hai ke wo forex trading ke business ko chor kar chale jate hain ager wo is baat ko samjhe ke loss ka hona tu business ka hissa hai tu main samjhta hoon ke wo success ho sakte hain
                      • #26 Collapse

                        apki ki ya bat kafi had tak sahi hey aur yahan par many asiy reasons ha kyo kah jab abha hamay aysa ka akhana akha abra amha apa ko yah abta hota ha tak mh hamy aysa lkarna chta bhi hain keh jis se hum forex main loss se hi achi trha se learning kar saktey hain..................
                         
                        • #27 Collapse

                          yes brother i agree with you a loss is not all and specially loss ki waja say hamy demotivate nae hona chahye hamy loss ki waja search karnai chahye and mistake ko learn kar kay next time behtar trade ki koshish karni chahye loss is the best way to learn and experience our learning of Forex trading
                          • #28 Collapse

                            hume bhot kuch he sikha deta hai jiss say hum kam ko karty hain aur hume aakhar aisi konsi ghalti ki hy jis ki wja sy loss hoa. or nex os ghalti ko repeat nai krna chahey blky os sy seekhna kabhi b loss say ghabrana nahi chahye bus kam ko karna hota hai k......................
                             
                            • #29 Collapse

                              bhai forex trading aik bauhat aacha business hai aur kisi bhi business main do cheezien hain ya tu profit hoga ya phir loss hoga yeah dono kisi bhi business ka part hotay hain is liye agar app ko iss business main agar loss ho tu iss say ghabranay ki koi zaroorat nahi hai kyunki loss say app ko bauhat kuch seekhnay ko bhi milta hai jo kay iss business kay liye bauhat ziada zaroori hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                yar jub bhi humein loss ho to humein himmat nai harnee chaye humein hope bilkul bhi nai loss krnee chaye humein apne app br beleive hona chaye k hum jo kaam krhe hain saee hee krhy hain issay hmein hmare kaam mein bht help mltee hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X