news trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    mere dost ap ki baat thek hai k currencies market ki movement news par hoti ha but just news pe he depend nahi hoti hai forex market technical, western technical aur fundamentals pe chalti hai jo news high impect hoti hai us se market ka trend change hota hai news anay se pehly ham agr market ko goor se dkke tu ham ko pehly he pata chal jae ga k market new ki waja se up jae gi ya down jae gi yeh sab western technical pe hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      jaha tak mara khiyal ha tradinng news py nahe depend karti ha .news ma sirf tajzeya pesh kar rahy hoty hain aur woh tajzeya galt b ho sakta ha aur sahe b is liye hamay news py zeyada depend nahe karna chae ha
      • #108 Collapse

        dear brother......wesay to news ki bukhat saari websites hai .......jo k ap google pay search ker k khasil ker skty hai ......wesy to ************.com site hai jo k news ki hai.
        • #109 Collapse

          har bussiness 1 na 1 tips ese tarah hota he jo bussiness men ke leye faida mand hota he ise trah forex me be new ak ese tips he jisko follow krne se apko sab se bare kamyabi melte he
          • #110 Collapse

            agar hum ye kahain K currecny ki Movment mulk K halaat par depend Karti hai Tou ye zyada behtar ho gaa,Trader Ko Chahaiye k Wo jis bhi currency main Trade Kartaa ho us Mulk k hallaat par gehri nigah Rakhay coz thori si onch nech Say Game hat Say nikal jata hai
            • #111 Collapse

              well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, jesa kay hum sub he jantay hain kay Forex trading aik international online business hai aur iss mein different countries ki currencies ki involvement hoti hai jiss ki updated humein news kay through he milti hain kay konsay country ki financial aur economical position kya hai jiss ki base pey market mein price ki movement hoti hai, www.************.com aur www.investing.com say bhi hum news ki updates ley saktay hain...
              • #112 Collapse

                MEre Pyare forum kay sathi bhai apnay jo ye jo sawal pucha hai ye boaht achaw hai kyn kay is say kafi information milti hai or mere kahyal main " Forex trading market main movement news par depend krti hai kyn kay news hi hamain market ki movement ka Signal deti hai Kay MArket ne ab kiya krna hai or ye news countires ki economy say ati hai
                • #113 Collapse

                  Kyoun nahi dear ye mien apko kuch website ne name send krta houn jahan per news ati he. lekin us ke liye apko kisi se seekhna paray ga ke news ko kese perha jata he. sub se achi website he news ki investing.com ur dailyfx.com ap in site per search kro.
                  • #114 Collapse

                    forex marked mein currence ke movment news par depand karti haih gi han app bilkul theek kah rehay hain my dear jahan se news dehkain to kia wo share karna pasand karai gai trading kai bari main
                    • #115 Collapse

                      bro forex trading news per buhat tezi say move karti hai jo kai khtarnak ho sakti hai lakin phir bhi agar ap janana chah rahay hain tu buhat si websites hai internet per you can search it on google aur main aik site bata daita hon shayad sub ko pata hai uska ************.
                      • #116 Collapse

                        bhia jan forex trading business men do qism ki trading hoti hy aik ko technical or dosy ko nws trading kehty hen news trading bonus account pr allow nahihy news trading ky liy boht zayada experience ki zarort hoti hy bagher experience ky forex men success mumkin anhi hy
                        • #117 Collapse

                          bikul bhai jaan forex markit main news bt ahmyyat ki hamil hain hum ye kahain K currecny ki Movment mulk K halaat par depend Karti hai Tou ye zyada behtar ho gaa,Trader Ko Chahaiye k Wo jis bhi currency main Trade Kartaa ho us Mulk k hallaat par gehri nigah bht zaroori hy
                          • #118 Collapse

                            Google pay search karain gay toa wahan apko aik nahi in fact bht sari sites aesi mil Jaen GI jahan par ap trading news ko search kar saktay hain AGR ap daily unko visit karain toa apki information kafi bath sakti hai
                            • #119 Collapse

                              G my dear brothers ap ne aik gud question kiya hy m abi forex m yeha tak he jan paya ho k trading new ko sun kr he ki jati hy new se hum ko market ki movment ka pata chalta hy is liye mery kheyal m trading news se b ki ja skti hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                yes off course news ka forex trading bohut gara asar perta aik achi khaberus mulik ki currency ko boht uper la ja sakty ha aur aik bure khaber isi tara us country ki currency ko neechay la ja sakty ha...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X