learning or earning?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    dono hi sath sath hon gay to i smain hum ko zayda faida ho ga jnab,,,ager esa nhi ho ga jnab,,to hum ko is main loss bhi ho sakta hay jnab..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      leanring tu pehlay hai na dear forxe mai aearning baad mai hai aur aur agar aop ne earing ki alahc ki aur sekh kuch be na tu los sho ga aur earning nahe ho ga
      • #153 Collapse

        bhai jan forex ak esa business hia jis me hamjitni zayda learnign akry gay hamy utna hi acha is se beenfit milta hai our ham utni achi earnign b akr skaty hai
         
        • #154 Collapse

          mehmood bahi mery khyal main aik kamyab trader k leyeh learning aur earning dono zarori hain agar aap trade krny sy pehly us k bary main mukamal maloomat rakhain gy aur phir trading krain gy to aap ko earning ho gi aur aap aik kamyab trader kehlao gy
          • #155 Collapse
            usafi سے یہ جواب حذف کر دیا گیا ہے Unknown

            forex mein learning karna bahot zarori hy aur forex ko love is liye karty hay kiyon kay yeh aik real and best business hay aur hum forex ki help say earning kar saktay ah mein isi liye tu apny friends ko invite bhi karta hon takay woh bhi forex say achi earning kar sakay aur sab log takreban forex ko pasand kartay hay aur trading karna jantay hay .
             
          • #156 Collapse

            han pehle learning phir earning agar ap learning kar len gen to ap ko is ka bohat ziada faida ho ga learning bohat hi best way hai jo log achi tarhn learning kar lete hain hir unhain earning karne main mushkil nhain hoti
            • #157 Collapse

              dear brother........yeh baat thek hai k forex trading may successful honay k lye trader ko ya earning k lye trader ko learning ki zayada zrorat hai aur zayada hardworking kry.
              • #158 Collapse

                Dear is business me hmen sb se zyada zarori learning ha kyun k ye aik asaa business ha jis me hm agr learning k sath kam karty hain tu h mis business me earning kar paty hain kyun k learing is business me earning k liye bht zarori haa
                • #159 Collapse

                  learning bhe bohat zaruri cheez hai kiu kay forex ek difficult business hai jis mein loss hota hai aur is mein insan itna jadi kamana start nahi kar sakta hai is liye is mein learning bhe bohat zaruri hai takay hum is mein earn kar sakain
                  • #160 Collapse

                    jee haan bilkul bhai forex m earning aur learning donon hain aur waisay to sab se pehli baat yehi hai k aap jab yeh kaam shuru kartay ho to aap ko learning aur studies karnay ki sakht zaroorat hai
                    • #161 Collapse

                      earning is not possible without learning kiunk forex trading itni aasan nahi hae k is mein ap ko learning ya baqaida knowledge skill aur experience k ap ko success hasil ho jay.
                      • #162 Collapse

                        sir learning or earning ma bhut hi zayada farq ha ku k learning ka matlab ha k parhna likhna lkn earning ka matlab ha paise kamana ku k learning sy ap earning kar sakty ho is liye learning pehle hoti ha or earning bad ma hoti ha.so learning is more imported than earning.
                        • #163 Collapse

                          forex ka business ma learning bht zrori ha q is ke bgair trading ma ap kamyab nhi ho skty. forex ma jab tk hm learning nhi krty hen us wkt tak hmy ye nhi pta chalta k is ma lose or profit kase pta chal skta ha.
                          • #164 Collapse

                            Pehly lreaning phr earning without lreaning Ni Ni Janb pehly lrran kerna Ho gi phr teaming go gi wrana lost must hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #165 Collapse

                              Aik cheez paki hy k agar forex busines ko ap cash krna chahtay hain our sahe tarha sy faida utana hy to isay phelay must hy learn karein agar ap k pas education our experience ho ga,to ap isay life time use kar sagain gay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X