RSI ka use for newbies

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI ka use for newbies
    dear new traders kay liye may yeh thread banana chahta hu taakay wo bhi kuch earning ker sakkay dear RSI (Relative Strength Index) aik indicator hay or iss ko use kerna bohat easy hay iss say aap easily next movement guess ker saktay ahy lekin iss ko use kertay howay patience ha muzaahira kerna hoga kun kay yeh thora slow process hayClick image for larger version

Name:	RSI-indicator.png
Views:	1
Size:	19.9 کلوبائٹ
ID:	12462136
    jesay kay aap is pic may dekh saktay hay kay overbought or oversold kay regions ko highlight kiay hgaya hay

    overbought:
    dear jesay kay iss pic may dekh saktay hay kay overbought highlighted ahy basically jab bhi market RSI may 70 kii line cross kerkay 73 per jaati hay to overbrought consider kiya jaaa hay or iss kay kuch de=air baad bearish trend shuru ho jaata hay to aap sell laga ker wait ker saktay hay

    oversold:
    oversold bhi highlighted hay jab marketRSI ka 30 level break kerkay 27 per aati hay to over sold kehlaati hayor iss kay kuch dair baad mostly bullish trend shuru ho jaata hay to long term kay liye buy kerna best hay aisi situation may yeh aap h4 may use kerian to best hay nahin to h1 may bhi use kiyaa ja sakta hay RSI ko
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han forex main bht say indicator hain aur had aik ka apna aik kaam hai RSI indicator main do cheezain hoti hain oversold and overbought agar market musalsal down ja rahi ho to oversold hota hai agar up ja rahi ho to overbought hota hai...
    • #3 Collapse

      G friend bilkul thk kaha hay ap nay. forex trading main rsi ek useful tool hay jisay use kar ham market ki direction ka pata laga saktay hain...jab hamain market ki direction ka pata chal jata hay to us k bad hamaray leay profit earn karna asan ho jata hay.
      • #4 Collapse

        Mujhy aap ki post dekh k bohat mufeed maloomat mili hain ager tumam senior members aisi hi posts kerain to hum new commers k liye bohat faida mand hoga. Ap ne RSI ko chart ki madad se bohat achi terha bataya hai ab hum ko pata chal gaya hai k over buy over sell kiss point per hota hai aur hum ko kab buy ya sell lagana hoga.
        • #5 Collapse

          RSI aik bohat bahtreen indicator hay humey eska use karna chaiye best trading kay liye humay acha trend mean jo strong trend hota hay ya revesal banna hota hay hum candles kay saath RSI kay levels par bhi usko check karkay andaaza laga saktay hain kay next market ka kya behavior hoga hum ye faida uthaa saktay hain....
          • #6 Collapse

            Rsi trading mei sab sey zyada use honay wala indicator hay new traders kay liye ye bohat zyada useful hota hay kyun kay wo market kay overbought aur oversold ka acha andaza eskay through ley saktay hain aur jasay he mazeed confirm hoga pattren milay ga wo trade mei enter ho saktay hain RSI kay divergence b bohat best hotay hain...
            • #7 Collapse

              RSI aik bohat acha indicator hay agar hum esko use karty huway trading karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay ye humay market kay bary main boaht achy points daita hay jisko use karty huway hum market main bohat achi trade kar sakty hay aur profit bhi bna sakty hay esmain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi aur hum sab is main acha earn kar sakty hain aur new bie ko chhaye k hamain is main planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main achi trade karny main bi koi mushkil n aho saky gi

                اب آن لائن

                Working...
                X