all rounder!
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    all rounder!
    Forex traders ko kisi aik pair me trading ka expert hona chahiy, magr kisi aor pair me bhi knowledgeful hona zaruri he k agar aik pair pe trading ka maza na ay ya markete sath na dy rahi ho to trade pair change kr ly.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han jnb aap nain bilkul sahi kaha hai waqia forex main humain tamam curruncy ki knowledge zaroor honi chaye mgr aap ki aik pair ka favorite hona bht zarori hai mgr log sirf USD PR tawajuh detay hain aur baaqi curruncy k baray main kuch ni hantay nan hi unko movement k baray main aur nan hi value k baray main...
    • #3 Collapse

      G Bhai it's very simple and very important in forex trading k ap k pass knowledge aur experience ho chiya aur kbi b apny ap ko Kisi aik pair py bound na krain q k trading main kbi b Kisi waqat market trend change ho sgta hy ais waja sy apny mind ko open takhain
      • #4 Collapse

        Brother traders ko mukhtalaf kisam ka pairs mai trading krni chaya kiun ka agr ak pair mai market ruk jati hai os time huma samaj nahi ati ka trade kia lagain buy lagain ya sell tu pr ap ka pass motabadal rasta hon chaya mean ap ka dosra pair pr experience hona cahaya jis pr ap trade laga saka for example jasa mai gold pr trade lagata hon laken kabi kabi gold ki movement ruk jati hai muja samaj nahi kia kro phr mai Euro USD ka pair pr trade kr lata hon dosra pair ka bi experience hona chaya fida ho ga
        • #5 Collapse

          g bhai ap ne bilkul thek kaha hai forex me ham ko aik se zyada pairs k bary me knowledge or illam hona zarori hai aksar asa hota hai k aik pair par ham ko koi khas profit nhi ho raha hota or market bhi down ja rhi hoti hai to ase surat me ham dosry pairs par focus kar k apna time waste hony se bacha sakty hain
          • #6 Collapse

            dear friends, agar koi ksi ek pair pa k baray main knowledge rakhta hay aur sirf usi pa trading karta rehta hay to ksi den usay profit hota aur ksi den usay signal nai milta aur woh trade open hi nai kar pata...but agar koi tader ek say zayada pairs k baray main knowledge rakhta hay to woh daily ksi na ksi pair pa trade open kar profit earn kar sakta hay.
            • #7 Collapse

              kamyab trading karnay kay liey humay es business main ziada say ziada time daina chahiye kyun keh ziada time dai kar seekh sakty hay aur humay esmain har pair par trade karna seekhna chahiye kyun keh har time aik pair par trade karnay kay chance nahi hoty so humay chahiye jis pair par trade ka chance milay wahan par trade kar lain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                hamain is forex main hard work kar k hi trade karni ho gi aur hum sab is main kam kar k boht hi acha earn kar saktyy hain is forex main trend ko use kr k hi trade krnii ho gi aur market main trde krny main bi asani aur hamain market main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k earning karein gayy it is best job

                اب آن لائن

                Working...
                X