Forex ko ek shorcut samjh kar join karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko ek shorcut samjh kar join karna
    ASLAMUALEKUM friends and the respected members of pak forex forum kuch new loog forex ko jub join karty hain to kuch na kuch soch ke dream rakh ke join karty hain kuch loog forex ko as a real business samjh ka r he join karty hin aur unhe pata hota hai hardwork se bagair iss business main profitable hona sirf kham khayali ho ga iss lea un ke success un ke hardwork py mabni hoty hai jub ke kuch traders forex ko sirf as a short cut smjhty hain ke yeh jowa hai bus profit ya loss aur wo bhe bagair kise hardwork ke aesa nahe hai forex na to jowa hai na shortcut real mehnat aur koshish chahye tab ap kuch hasil kr paeen ga iss business main nahe to kabhe nahe sirf loss he loss hota rahe ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai jo log to forex koo waqyi aik business samajhty huy join krty hen wo mehnat bhi krty hen aor kaamyab hoty nzar bhii aty hen.aor jo log ad a time pas ya as a shortcut of earning koin krty hen aisy log short time hi guzarty hen is forum me.is liy ap jb bhi kisi dost etc ko forex join krwaen usko hardwork ka completely clear kren ta k bad me apki mehnat se laya hua banda forex se out na ho.
    • #3 Collapse

      Right gee forex tukkay aor jald bazi ka business iss men trading se zeada asal kam iss ki practice ha aor learning & teaching ha darasal Forex forum men shamuliyat iss sooch aor yaqeen ke sath karren keh aap ka asal kam Earning nahen Learning ha aap ki dillchaspi iss kam men kamana nahen balkeh sekhnah ha yon shaed aap forum ko aik achha trader de saken aor pata nahen kitney arsay bad ja kar aap dosron keliay qabley taqleed trader ban saken aap ke manzil paisa nahen muharat ha
      • #4 Collapse

        Well dear friend app ny billkull theek kaha main app sy agree kerta hon bhai jaan forex trading ko zeyada yer log ameer binanay ka shortcut samjhty hain lakin app ko aik baat bta don k app humisha professional trading kery app humisha knowledge k sath trading kery werna app ko bahoot loss hoga.
        • #5 Collapse

          gee haan dear boht sy logon ka khayal hota hai ky forex aik mony banany ka assan tareeka hai jis main aap baghair mehnat kiya ratoon raat ameer hoo sakty hain jabky aisa kuch nahin hai forex aitna assan naihn hai ais main bohat ziyada mehnat and tajurby ki zaroorat hoti hai maket aap ka time mangti hai tab aap market ko samjty hai aisy tuky py profit nahin milta
          • #6 Collapse

            Salam bhai ap ny kafi achi baten k bht achi posts k hn shortcut smjhna bht bari ghalti ha khaas kr jb loss ho jaey to jald bazi mn loss or ho jata ha forex kia koi b chez ho woh time mangti ha, or yad rkhna slow and steady wins the race yeh shuru sy he hm prhty aa ry hn is pr amal kren
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے
              ASLAMUALEKUM friends and the respected members of pak forex forum kuch new loog forex ko jub join karty hain to kuch na kuch soch ke dream rakh ke join karty hain kuch loog forex ko as a real business samjh ka r he join karty hin aur unhe pata hota hai hardwork se bagair iss business main profitable hona sirf kham khayali ho ga iss lea un ke success un ke hardwork py mabni hoty hai jub ke kuch traders forex ko sirf as a short cut smjhty hain ke yeh jowa hai bus profit ya loss aur wo bhe bagair kise hardwork ke aesa nahe hai forex na to jowa hai na shortcut real mehnat aur koshish chahye tab ap kuch hasil kr paeen ga iss business main nahe to kabhe nahe sirf loss he loss hota rahe ga
              Jo traders Forex trading nahi Samajh Kar trade Karte Hain ke Ishq Mein Chod Kar Tu Laga Kar Hum profit Bana Lenge wo bahut galat sochte hai kyun ke Forex trading Mein Aise profit nahi hota
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Dosto aisy bht sy Dost hy jo forex ko ek shortcut smjh k join krty hy k hm shortcut method sy Acha profit hsal kr ly gy lkin ye un ki galt fhemi hoti hy forex aik worldwide online business hy agr ap es ma mhenat ni kry gy to ap es ma profit hsal ni kr pya gy es ly ye bt bilkul galt hy k forex ma koe shortcut method hy
                • #9 Collapse

                  Dear frend forex ko short tym samjh kaar ya es ko game samjh kar easy lena bhot bhaari bewaqofi ai mery khayal mai ye bhot leanthy or bhot mushkil kam hai jis ko samjhny k liye bhot zaydaa tym or bhot zayda mehnat ki zarurt hai agar hm esy aik dam sy samjhy gy k hm aik dam sy sab kuch seekh jaye gy to ye bhot muskil bilky namumkin kamhai .
                  • #10 Collapse

                    G haan ziyada tar log forex ko short cut samjh k join krtay hain k forex trading krain gay to jald ameer ho jaen gay hala k yeh aisa business nai ha aik nihait mushkil business ha jis main samjh m baghir kamyabi hasil krna mumkin nai. So jo log forex ko light lay rahay hain un say guzarish ha k proper traeeqay say seekh k forex ko krain ta k un k leay achi earning ka setup ban skay.
                    • #11 Collapse

                      Bohat se new log jab forex pe aatay hain kuch na kuch dreams hotay hain ya unkay goals hotay hain kay unho ney success haasil karnay kay liye aik achi mehnat karni hay so bohat best hay ye soch lakin kabhi bhi forex mei akar lalach na karen kay ap shortcut kay chakar mei na jaen shortcuts sirf nuksan detay hain kyon kay trading proper skills aur knowledge kay saath karnay ka kaam hay lehaza short pe time zaya kerna fazool hay
                      • #12 Collapse

                        Mainy bohat se aisy traders dekhain hain jo forex ko shortcut ya money making machine samjh kar join karty hain or loss kar dety hain iski reason ye hoti hai k wo bgair learning k trading start karty hain unky pas kisi kisam ka knowledge aur experience nae hota is liye loss karty hain to agar apki koe asi soch hai to usko change kar dain aur mehnat se kam karain...
                        • #13 Collapse

                          forex trading main agar hum short cut use karty hwuay trading karen gay to humari trading theak nahi hoti ulta humay es waja say market main loss ho sakta hay humay chahiye keh market main sbar kay sath kam karen kyun keh sabar kay sath kam karnay main he faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay market main
                          • #14 Collapse

                            Forex Trading ko shortcut samaj kar kabi bi join na karian ku ke ye bohat risky hai agr ap short cut use karain gai Forex main to, sab se phele ap Forex ke about kisi ache se advisor se knowledge lain ke ye short cut hai ya ni to wo ap ko better guide karian gai jis se ap learning karian gai or ap jab trade karian gia to ap bari bari short cut ko use karne se control karian gai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے
                              ASLAMUALEKUM friends and the respected members of pak forex forum kuch new loog forex ko jub join karty hain to kuch na kuch soch ke dream rakh ke join karty hain kuch loog forex ko as a real business samjh ka r he join karty hin aur unhe pata hota hai hardwork se bagair iss business main profitable hona sirf kham khayali ho ga iss lea un ke success un ke hardwork py mabni hoty hai jub ke kuch traders forex ko sirf as a short cut smjhty hain ke yeh jowa hai bus profit ya loss aur wo bhe bagair kise hardwork ke aesa nahe hai forex na to jowa hai na shortcut real mehnat aur koshish chahye tab ap kuch hasil kr paeen ga iss business main nahe to kabhe nahe sirf loss he loss hota rahe ga
                              forex trading aik bohat he risky business hai or kafi difficult bhi hai is main traders ko success hasil krny k liye profper planing krna hoti hai us k bna kabhi bhi traders successful nahi ho skty is liye hamian tradreing krny sy pehle proper plan bnain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X