hard work,knowledge,experience vs luck

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex trading me aapko hamesha hard work karana padega to hi aapko forex trading me bahut sara profit mil sakta hai aur forex trading me aapko kabhi luck par bharosa nahi karana chaiye taki apako kabhi loss ka samana karana hi na padega aur aako hamehsa profit hi milega aapko knowledge lene padega aur profit karana hi padata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      subhe kuch important hota hai lakin sub sey ziyada jo cheez mere khayal sey zaruree hain wo hai expirence and knowledge kiun ke jitna ziyada aapke knowlege aur expirence strong hoga utn ahe aapke succses ke chancess ziyaa hojate hain aur aap ko loss kam kam he hota hain han hard work zaruree hain lakin pehla number mere khayal se expirence ka he hain
      • #18 Collapse

        I think yahan pe mostly traders ko 2 cheezein hi kaam aati hain. Ek tou unka hard work aur doosra unka previous experience. So koshish krte rehni chahiye aur hamein apni previous mistakes se seekh k unko repeat nhi krna chahiye
        • #19 Collapse

          mere khayal se to luck kabhi kabhi favour karta hy magar knowledge experience aur hard working apko hmesha favour kregi isliay hm sab ko chahiye ke hum luck pe depend na karen aur mehnat se earn karen
          • #20 Collapse

            dear friends mere khaya ke mutabik forex trading me ye charo cheexe matter karti ha hard work experience knowledge and luck q ke ye sub aik dosre ke lye laxim o malxum ha tab hi kamyab trader ban sakte ha ap
            • #21 Collapse

              g hard work exprience knowlege se he kamyabi melti ha magr luck be zarori hoti ha agr en exprienc or knowledge k bawajod be loss ho jaye tu use ham badluck kehtein loss or profit tu hota rehta ha
              • #22 Collapse

                the favor goes to hardwork knowledge and experience.. because luck is not a factor that exists in forex business what does matter is practical and ground the more you do hard workd with full of knowledge and experience the more you will get success in your trades .. so try to be practical and hard working trader..
                • #23 Collapse

                  luck bhi important huti hai forex me lakin ziada important hard work,knowledge, experience huta hai aur experince hard work,knowledge, tab hi ata hai jub hum ziada say ziada practice kartay hain aur phir hum success hasil kar saktay hain nuqsan say bach k.
                  • #24 Collapse

                    dear friend mery khayal mai forex trading mai knowoledge and expereince imortant role play karti hain lekin es kai sath sath agar hamary paas luck na ho ta phir ham forex trading mai success nahi ho sakty lekin hamy luck per bhi sirf depend nahi karna chahyie
                    • #25 Collapse

                      Bhai agr apkay pas hardworking quality hai aur knowledge experience hai to apko luck ki koi zaroorat nahi hai q k issay apko trade krna bohat mushkil hota hai tio q k is mein ziada assan hota hai
                      • #26 Collapse

                        ji han bhai ham trdaing me ager kam krte hen tu us m hamen ager koi knowledg hoti he tu ham is me kafi profit bhi earn kr sakhte ehn qk trding koi aam busnis nhi he is hamen risk lena prta he tab hi tu ham is me succes ho sakhte hen
                        • #27 Collapse

                          forex trading me aapko hamesha hard work karana padega to hi aapko forex trading me bahut sara profit mil sakta hai aur forex trading me aapko kabhi luck par bharosa nahi karana chaiye taki apako kabhi loss ka samana karana hi na padega aur aako hamehsa profit hi milega aapko knowledge lene padega aur profit karana hi padata hai,,,,,,,,
                          • #28 Collapse

                            pyaree dosto, G han jab ap ki luck achi nahe hoti ha to hard working experience or knowledge ap ko ak acha trder bnate ha kuch logo ki luck bohat achi hoti ha or kuch log asy bhi hoty hn jo k bohat hi achi luck k sath paida hoty hn or business ma luck bhi bohat zaida matter karte ha lkn is sa zaida ap k liya dosare qulities k hona zaroore hota h kio k luck ap ko kabhi kabhi kamyab bnate ha lkn knoledge hamesha hi..,.
                            • #29 Collapse

                              Jab koi person hard work karta hai apni efforts ko use karta hai to us ka luck bhi us ka sath deta hai agar koi hath py hath rakhy sirf apny luck py depend kar k beatha rahy to usy success hasil nahin ho sakti , Forex business mein earnig k liye hard work , knowledge aur experience ye sab buhat zarori hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Forex trading main kaam karny say he experience milta hai.iss liey daily kaam karna chahiey or practice karni chahiey.hum practice kay baad he achi earning kar sakty hain or easily iss field main survive kar sakty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X