hard work,knowledge,experience vs luck
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    G forex trading business mein agr ap ko forex trading ki learning knewledge experience aur forex trading mein mehnat aur hardwork karain aur trading karain aur luck sath dain tu ap forex trading business mein bhht ziada profit earn kar saktay han lakin hum luck par depend nhi kar saktay mehnat aur hardwork knewledge experience par depend karna cahaiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      Yes bro ap ki bat the ha hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye is ma zada se zada experience hasil krna chaiye ye hamre liye acha business ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakte hein
      • #243 Collapse

        hamain knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho saky aur rules ko follow kar k hi hum market main run karein gay aur trend ko use kar k hi hum run karein gay it is best
        • #244 Collapse

          Forex trading business mein luck bhi chal jata hy aur luck se bhi forex trading business mein profit earn ho jata hy lakin ye profit ziada bar nhi hota is k bad loss hi hota hy is liye luck par depend nhi karna cahaiye aur mehnat aur hardwork aur knewledge aur experience par depend karna cahaiye tab ap kaamyaab trader ban saktay han aur profit earn kar saktay han
          • #245 Collapse

            Dear jb ap hard work karty ho,ap k pas knowledge r experience hota ha to luck b ap ki favour mn a jati ha.kyun ALLAH pak insan ko sochny samjhny k lye dimagh dia ha jis sy wo apny lye behtar chice kar sakta ha .islye hardwork,knowledge experience luck pr bhari ha.
            • #246 Collapse

              Mere khayal mai to experience or knowledge bohat zarori Hain trading karte waqt..forex trading juwa thori Hai Jo luck par chor diya jaye sab kuch..agar ap ke pas knowledge or experience Hai to mai samjta Hun ke luck ap khud be bana sakte ho hard working Kar ke.
              • #247 Collapse

                Forex trading main acha knowledge aur experience hi kam ate hain luck kam nhi ati kiun ke by luck ap 2,4 trades se profit ho skta lakin musalsal kamyabi ke liye learning aur experience ka hona bahot zarori hai
                • #248 Collapse

                  Bhai ye jo aap nay sawal kiya hy mery khayal ma knowledge luck and experience in sab ky baghair aap trading nahin ker saktey or na he aap achey trader ban sakaty Hy na to khali luck ki base py trade ker sekty hy aor na he sirf knowledge ki base py knowledge ky saath saath app ko experience bhi chaye hota hy ais liye ye sari cheezeen aap ki success ky liye ihem hy
                  • #249 Collapse

                    G forex trading business mein mehnat aur hard work zaroori hy agr ap forex trading business mein mehnat aur hard work kartay han tu mehnat aur hard work se ap forex trading business ka knowledge aur experience hasil kar saktay han aur knowledge aur experience hasil ho Jaye tu ap achi trading kar k acha profit earn kar saktay han aur luck bhi kaam kar jata hy lakin luck par depend nhi karna cahaiye mehnat aur hard work karni cahaiye is se kaamyaab trader ban saktay han
                    • #250 Collapse

                      Mere khayal main luck ka tu ziada role nahi hai hamari trading main lekin experience sab se ziada ehem hai is karobar main. Ap ka tajurba jitna ziada ho ga aap utnay hi achay trader banain gay aur aap ko waqt ke saath maloom ho jaey ga ke kab trade lagani hai aur kab close karni hai.
                      • #251 Collapse

                        g bhia apne baat to theak kahi hn becoz ye 1 equation hn jese ke pehle jo hn hardworking oske bad knowledg oske bad expereince oske bas luck ki koi khass need ni hoti hn apko profit ho gae ga :)
                        • #252 Collapse

                          dear friends hard work , knoweldge aur luck zindgi ky kici bhi maidan mn important factors ke hasiat rakhty hn. us ke waja yeh hay kay knowledge hasil kiye baghair bandy ko kici cheez ka pta ni chalta aur hard work ky baghair banda hasil kuch ni kar skta aur agar luck sath na dy to sab cheezen bekaar hn
                          • #253 Collapse

                            Re: hard work,knowledge,experience vs luck

                            hard work kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny k kabil ho sakty hain aur luck tou kabi kabi sath deti hoti hai so hamain is k bary main information hasil kar k i hum real main kamyab ho sakty hain it is best job
                            • #254 Collapse

                              Re: hard work,knowledge,experience vs luck

                              Forex market main luck kabi kbi to chal jati hay. lakin roz roz nahi chalti aur jo cheez roz roz cahlti hay us ko luch nahi us ko knowledge kehtay hain. ager trader knowledge full ho ga to wo kabi bhi trading kay idea kay khilaf nahi jaye ga aur wo kabi bhi forex main rehtay howay strategy ko nahi choray ga usi kay mutabiq hi trade keray ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                Re: hard work,knowledge,experience vs luck

                                g dear ap na acha sawal kia ha forex traidng aik risky or complicated business ha so mara khayal mein is mein luch boht thora hi hota ha but zyada jo chezze hoti ha wo ap ka forex trading ka bara mein knowldge skill or experince ha jis ki base pa forex ka kamkrta hain.knowldge or experince to boht zyada important hain forex mein in ka bagair ap kuch nhi kr sakta hin forex mein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X