Looser himmat na harain..
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Looser himmat na harain..
    Dear forex trading main meribye observation rahi hy k agar 2 char trades apko loss de dety hain to ap itna discourage ho jaty hain k ap bri lots lgana Start ho jaty hain aur as a result all of your capital get rids of your trading account, so basically forex ka principle hy k al cool minded raho.. thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    looser insan agr bahimmat hoto wo apna khoya hua paisa b recover kar lyta hae jab k agr lalchi zehn ka hoto ulta loss karta jata hae mery khial men looser ko mazeed mehnat karni chihy aur disheart ni hona chaeay q k jo bnda himmat haar jata hae wo kabhi b kamyab ni hota.
    • #3 Collapse

      Forex maen loss ka hona same like dosarey business ki tarha hy but loss k honay ya dar ki wja say forex ko choornay wala sab say bara looser hota hy humesha forex maen wohi kamyaab trader banta hy jo k himat nahe hartay haen humean us maen hard work end time tak kerna ho ga pher he hum us main jab forex ko time daen gay to return maen main humean profit reward k toor pay milay ga
      • #4 Collapse

        ji ji bilkul jin logon ko trading mein loss hota hai wo dil chota mat karen himat krty rahen agar wo himmat har jain gay to trading se wo bore ho jain gay q kay un ko baar baar lose hota hai to wo ye kahen gay kay humen baar baar lose ho jata hai hum trading nahi karen gay un ko aesa nahi sochna chahiay wo himmat na haren or koshish karty rahen q kay har nakami kay baad kamyabi zarur hoti hai is liay try try again
        • #5 Collapse

          Dear brother agar ap ak acha user bana chata ha to ap ko ziad hardworking karni chai agar apsa zida hardworking nahi ho ti toap ko himmat nai harni chai agar ap na himmat har ga to ap koapni life banna ma both si moshikil ay gi is llliy jo kom karo us ko pora kar or himmat nai haro
          • #6 Collapse

            yes bro ap ne thek kaha agr ek 2 trades loss de jati hai to us per disheart nai hona chahiye relax mind rkhain aksar dost tention main or stress mind sy trade krty hai to kch trades loss de jati hai to wo big lots lgana strt kr dety hai or waha sy unhain nuqsan hota hai or apna account wash krwa bethty hai or phr ilzam lga dety hai forex per k forex fake hai forex ka rule hai fresh mind sy trade kre cool rkhain hamesha
            • #7 Collapse

              Assalam o alikum dear friend me ap ki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hy. losser hazrat ko just itna khon ga k koshish karty rahna chahye ek na ek din zaror kamyabi mly gi
              • #8 Collapse

                is forex main loss say bachny k liye learning karni hogi tab hi hum run karein gay aur hamain markt main is k bary main hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain is forex main knowldge hasil kar k hi hum market main earning karni ho gi it is best job for all the people
                • #9 Collapse

                  bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa earning karni ha to per hum ko loss to zarori hoge ager hum ko loss nhi hota to per hum apni mistake ko correct kara ga es leya hum ko chaheya ka hum loss pa hemat na haraa to per hum ko bohat achi earning hoge or hamara experience be bohat zeyada hoge..................
                  • #10 Collapse

                    Re: Looser himmat na harain..

                    G bilkul forex trading business ma kbhi loss hota hai or kbhi gain q k ye bht hi riski or complicated business hai es k sath sath profitable bhi hai esi liye agr kbhi kbhi kuch loss ho jaye to disheart nahe hona chahiye hai balky apni mistakes ko note krna chahiye hai or unhy improve krna chahiye hai ta k dubara repeat na hon or loss km ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Looser himmat na harain..

                      Jiji dear aap bilkul sahi keh rahe hain Forex trading business Mein Kabhi loss hota hai aur Kabhi Jane Kyon ke yaha bahut hai Race ki aur complicated business hai iske sath sath profitable bhi hai isiliye Agar kabhi kabhi kuch loss Ho Jaaye to this hot Nahin Hona chahie wall ke apni mistake Connaught karna chahie aur Unhe improve karna chahie Taake dubara repeat Na Ho Aur loss karna Kaam ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Looser himmat na harain..

                        Ji hazar aapne bilkul sahi kaha hai agar Hamein loss Palash ho raha hai tu Hame Himmat nahi Harni chahiye Kal ke Apne a weakness ko control karna chahie Jiski wajah se Hamein loss ho raha hai Is Tarah Hum Apne loss ko profit Me tabdeel kar sakte hain aur profit earn kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Looser himmat na harain..

                          Jeena sir agar koi Pakistan Forex form a loser Hai Tu used achha banne ke liye bahut jyada mehnat karna hoga Lekin used Jyada Pareshan hone ki koi Fikar nahi hai Kyunki Pakistan Forex mein Jo Bhi kaam karta hai use knowledge ho jata hai ki Pakistan Forex Mein Kaise kam karna hai thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Looser himmat na harain..

                            ye hota hye har trader ke sat jo as markt me new hota hye jab be hum ko apne trade me loss ho raha hota hye to hum tension me aa jate han js ke waja se hum big big or trade lagte han js se humra loss or be zayada ho jata hye as lye agr hum ne apna loss kam rekhna hye to jo lage hove trades han on ko hum sl and tp laga kr open chor dain and apna meta 4 band kar dain js se hum ko aksar acha fayda ho jata hye agr hum apne loss ko os he time me kam karne ke try karte han to or loss hota hye as se kabii kabi to as me account be wish ho jata hye humra
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Looser himmat na harain..

                              forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain or hamare sare mahnet zaya ho jate hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy apne learning ko best bana kar is mai kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X