forex me loss hone ki waja?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #826 Collapse

    forex market main loss ki boht se wojohaat ho sakti hain jis main experiene ka na hona aur market k up aur down trend ko na understand karna etc ise liye humain chayie k hum forex techniques ko learn karain aur news se agaha rahin aur pahir trade karain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #827 Collapse

      g bilkul agar apko forex trading ka pata nahi hai, aur ap ny ye kaam kisi say nahi seekha tu apko loss hon lazmi bat hai,is kam ko pehle kissi say seekho ,aur phir ziyada say ziyada demo accu=ount bana kay os pay practice karo,
      • #828 Collapse

        forex main lose hona ki boht sari wajohaat hain jin ki waja sa hamin forex main lose ho sakta ha saab sa bari waja jo main samjta hun k forex main ap ko lose karwati ha wo ha greed q k jabb hum greeedy ho k trading karty hain to hamin lose ho jata ha
        • #829 Collapse

          Forex may loss ke bot sari wja ho skti hyn main reason greed aor emotionally trade krna hy jo log es karobar ke psychology ko smjh kr es may slow work krty hyn wo es sy karoro rupay earn krty hyn aor apni life best bna laity hyn.
          • #830 Collapse

            Is business me loss hmen tb hi hota jb hm is business me greed se kam karty hain kyun k lalach k sath kam karny se hmen is business me kafi loss hota ha isi liye hmen chahe k hm is business me kabhi bhi lalach k sath kam nah kareen
            • #831 Collapse

              SL contact if there is still one chance for revenge without the need to use marti ... but if the loss jg yes please , or can RR 1: 1 if loss use +1 dr lot lot earlier ... if profit then back to level The first use 0.01 lots
                 
              • #832 Collapse

                Mere khyal se Forex trading main loss hone ki yahi wja ha ke ap ke pas knowledge km hai ap ne learning kam ki ha jis ki wja se ap loss main ja rhe hian, demo pe practice kr ke ap ko apni learning ka pta chal jana chaye tha.
                 
                • #833 Collapse

                  forex mein un logon ko hi loss hota hey jo apne emotions ko achi trha se control nahin kartey hain aur is business mein enter ho jatey hain jiski wjha se unhen yahan par loss hi uthana parta hey aur woh fail hotey hain.
                  • #834 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: hafsa mansoor پيغام ديکھيے
                    dear friend me new hon forex trading me esliye mujhe zada information nhe he es k bare me or mujhe loss par loss horha he es ki waja kya he jo mujhe etna loss horha he?:(
                    forex ma hum sub sa pala to is ma hum point ko bana ta hha or is ma trade kar ta ha or is ma hum in ko trade kar ta hha or is ma eran kar ta ha or is ma hum ko ager is ma loss ho ta hha to hum is ma phir sa point ko bana ta ha or in ko trade kar ta ha or is ma hum hud sa be pasa ko laga kar is ma trade kar ta hha or is ma eran kar ta hah
                    • #835 Collapse

                      dear forex msin loss honay ki bahot sari waja hain ager ham proper knowledge nahi rakhtay hain tu loss hota hai
                      • #836 Collapse

                        growth and development people have to pass through the stages. People could run right before having to go through a phase sitting, crawling, and walking. Likewise, trading, before it can do its own analysis does not hurt to follow analysis of a master who is profitable
                        • #837 Collapse

                          Bhai jan mere knowledge k mutabik trading mai loss honay ki sb say bri wja knowledge ka na hoan or greedy trading hai.Q k jb b trader bina knowledge k forex market mai trading krta hai usay smj nhi ati trading kesay krni hai or kin strategies ki base pr krni chahiye.or agr trader greedy ho kr zyada profit k liye trading krta hai to wo zyada profit ki greed mai just profit ko dekhta hai Money management or loss ko ignore krtya huway trading krta hai jiski wja say usay loss ho jata hai.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #838 Collapse

                            Forex trading mein ham tab zayada loss kar baith tay hai jab ham bohat zayada greed karty hai market Kay about knowledge nhi rakhte hai or trading kartay forex trading mein successful hone Kay liye zruri hai Kay ham self control rakhte hue trading karein or forex trader me trade lgaty wakat active zrur rahein or zayada se zayada market Kay sath touch rahein
                               
                            • #839 Collapse

                              ma bhi new hoo ka forex trading ka bary ma zada to nahi janti hoo is bary ma lkain app ko loss kio horha hayy
                              jaha tka mera khyal hay asa nahi hay app forex trading ka bary ma knoledge hasil kary ager app us ka bary ma knoledge hasil kary to achaa hoga
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #840 Collapse

                                forex main loss hony ki mean waja ye hai hum is ko learn kar kay kam nahi karty hamry knowledge ki kami ki waja say loss hota hai or is ki or waja ye hain ham greedy buhat karty hai jis ki waja say hamin loss hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X