forex me loss hone ki waja? - PAKISTAN Forex Forum

 | 
رجسٹریشن
No announcement yet.

تمام موضوعات

forex me loss hone ki waja?

01-09-2019, 02:50 PM

aminasif570

aminasif570

جونیئر ممبر

Re: forex me loss hone ki waja?

Forex trading main loss honay ki boht si wajohat ho sakti hain. jesay kay trader ka trading knowledge kam hona aur trading experience kam hona. ya trader ka trading rules ko follow na kerna. boht say trader jazbati hotay hain aur sath sath laluchi bhi hotay hain to aisay trader bari lot ka use kertay hain jis say account wash ho jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/en/?x=investsocial">InstaForex</a>

    31-08-2019, 03:41 PM

    Re: forex me loss hone ki waja?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: hafsa mansoor پيغام ديکھيے

    Banned

    dear friend me new hon forex trading me esliye mujhe zada information nhe he es k bare me or mujhe loss par loss horha he es ki waja kya he jo mujhe etna loss horha he?:(

    Assalamualaikum ji bhai jaan mere Khyal Mein Forex trading Mein Hamen loss hone Ki Sabse Badi vajah Hamare experience aur knowledge ki Kami hoti hai aur iske sath sath Ek Badi reason Ham lalach Karte Hain
  • 31-08-2019, 03:40 PM

    frd36

    frd36

    جونیئر ممبر

    Re: forex me loss hone ki waja?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: hafsa mansoor پيغام ديکھيے

    Banned

    dear friend me new hon forex trading me esliye mujhe zada information nhe he es k bare me or mujhe loss par loss horha he es ki waja kya he jo mujhe etna loss horha he?:(

    Forex trading Mein loss hone ke bahut se reasons Hote Hain sabse main reason to yah hai ki traders ke pass trading ka itna knowledge Nahin Hota aur vah trade open kar dete Hain Jiski vajah se Unki trade loss Mein Chala jaati hai aur lalach V traders ke loss hone ka bahut bada reason Hota Hai
  • 31-08-2019, 03:35 PM

    Bahadur002

    Bahadur002

    جونیئر ممبر

    Re: forex me loss hone ki waja?

    Dear friend main aapse Kahana chahta hun isliye hota hai Kyunki Ham ismein mehnat Nahin Karte aur Jyada Se Jyada mistakes karte hain aur unko recover Nahin karte
  • 30-08-2019, 01:33 PM

    azraiqbal

    azraiqbal

    جونیئر ممبر

    Re: forex me loss hone ki waja?

    is forex main hamain acha trader banany k liye learning karni ho gi tab hi hum run kar skaty hain, so hamain is forex main analyse kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain, so hamain is forex main analyse karein gay tab hamain kam karny main bi asan iho saky gi ,l
  • 30-08-2019, 09:34 AM

    sara786

    sara786

    جونیئر ممبر

    Re: forex me loss hone ki waja?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: hafsa mansoor پيغام ديکھيے

    Banned

    dear friend me new hon forex trading me esliye mujhe zada information nhe he es k bare me or mujhe loss par loss horha he es ki waja kya he jo mujhe etna loss horha he?:(

    Assalamu Alaikum Meri knowledge ke mutabik bhai Forex Mein nuksan hone Ki Sabse Badi bajju Bharti Hai Ek To Ladne Gaur knowledge ka proper na hona market analysis Ka Na hona dusra lalach ka bahut jyada Hona yah chijen nuksan Ka 22 banti hai Shukriya
  • 30-08-2019, 09:14 AM

    mustansar11

    mustansar11

    جونیئر ممبر

    Re: forex me loss hone ki waja?

    Dosto forex per loss hone ki behat sy waja hain in may sy aik laperwahe be hai k baatain zeyada karna aur apne ko kam karna koshish kam karna aur zaban ko zeyada hallana bohat sy log is terhan k kam karty hain aur wo forex trading may loss ka shakar hoty hain experience unk pass nahi hota mahnat wo nahi karty bus un k khayal hota hai k hum ko bohat sa paisa miljahe ga ya hum bohat kuch hasil karlain gy aur wo bad may forex per faide ke bajahe loss paty hain
  • 29-08-2019, 07:08 PM

    sultanahabib

    sultanahabib

    جونیئر ممبر

    Re: forex me loss hone ki waja?

    hamain market main loss say cbahny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay, so hamain si forx main jab bi trade karni hoti hai is k bary main hard work karni ho gi tab hi hum run karien gay, so hamain is forex main jab bi trae karni hoti hai is k bary main suss hon gay,
  • 24-08-2019, 03:30 PM

    iramahmad

    iramahmad

    جونیئر ممبر

    Re: forex me loss hone ki waja?

    hamain har jeet tou hoti hi rhti hai so hamain is k bary main pahly learning karni ho gi tab hi hum sucss ho sakty hain. market main enter hony say aphly is k bary main pahly learning karni ho gi tab hi hum real main bi trade kar k hi hum sucss ho sakty hain it is best job.
  • 24-07-2019, 12:52 PM

    hameeda19

    hameeda19

    جونیئر ممبر

    Re: forex me loss hone ki waja?

    is forex main loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k earn kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main rules ko mind main rakh k hi hum sucss ho sakty hain tab hi hum kamyab ho sakty hain aur hamain demo main practice kar k hi hum real main bi trade karien gay it is best job
  • loading_messages
    X