indicators hamesha market ko follow kartay hain but market does not
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators hamesha market ko follow kartay hain but market does not
    mera personal experience hay kay indicators ap ko kabhi bhi direct signal provide nahe karta hay indicator wahan he jaraha hota hay jaha market mpve kar rahi hoti hay bas indicator ki setting candles kay high and low pe huwi hoti hay wo bhi chart kay main time kay high and low pe laehaza ye dokha kabhi na khain kay indicator jahan jaraha market wahan jay gi indicator kay sath koi cross lines must use karen aur market ki candles pe pehle focus karain
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bai indicator sirf majooda position aor high ya low posits ko show krta hai as liay apny experience sy aor knowledge k mutabiq he kisi trade ko open ya close kren aor market k trend ko smjh k per he koi dession len
    • #3 Collapse

      Well ap ki bat bilkul theek hay is main koi shak nai k hunae trading karte huwe sirf indicators ko.hi follow nai karna cahiat balke apnw expiriance aur knowledge k mutabik bhi trade karnin cahiay kiy k indicatires zarori nai hay k hunae perfact trade btae sirf indicartors ko follow kar k hum loss bhi kar sakte hay so soch samjh kar aur apne mind se bhi kam lay kar trade kare isi main ap.ki kamabi hay
      • #4 Collapse

        ge haan bhai ye baat such hay boht sy log indicator py rely karty hain jabky wo market ki current moment ko show karti hai jis taraf market ja rahee hooti hai us taraf ki mvement kar rahe hoti hai ais liye apny analysis and news ko deekh ky trade kiya karien na ky indecator ko follow kar ky
        • #5 Collapse

          Han g achi bat ki ap ne k forex main ak trader ko indector pe hi trust nahi krn acahye balky us chye k apne mehnat or tajarby se or jo practice ki ha us se trading karain .kuch trader sirf indicator ko hi ziada prefr krty hain asa krna se kbhi kbhi los kasamna bhi ho jata ha .apne experince ko ziad aprefranc dani chaye .ap ki jo knowledge ha us main or azafa hota rahy ga .
          • #6 Collapse

            G han bilkul sahi kaha hay ap nay, hamesha indicators hi market ko follow kartay hain market kabi bi indicators ko follow nai karti...market apnay trend k mutabik hi move karti aur indicators usi trend ko follow kartay hain aur jab woh trend ka pata laga letay hain to profit earn kar letay hain.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
              mera personal experience hay kay indicators ap ko kabhi bhi direct signal provide nahe karta hay indicator wahan he jaraha hota hay jaha market mpve kar rahi hoti hay bas indicator ki setting candles kay high and low pe huwi hoti hay wo bhi chart kay main time kay high and low pe laehaza ye dokha kabhi na khain kay indicator jahan jaraha market wahan jay gi indicator kay sath koi cross lines must use karen aur market ki candles pe pehle focus karain
              G haan bahi bohut he zabardast baat kahee hai aap nay. Es baat ke ehmiyat ko samjhna bohut hee zaida important hai kay aap kay indicators jo aap ko bata rahy hoty hain wo market k reaction main bata rahy hoty hain. Aur market indicator ko follow nahee karti hai balkay indicators market ko follow kar kay aapko signals dety hain.
              • #8 Collapse

                Forex main.trader sirf indicator.pe hi depend na kray balky apny.mind se soch.kr smjh kr trade lagani chaye .ye isi soorat.main possible ha k jab ap forex ko samjhain gy parkhayn gy.na k bs ap kisi indicator k wait main time waist krain.apni practice se forex asy logo ko accept nahi krta.
                • #9 Collapse

                  jnb ap ku indicator ku achi tara smjh ke aur bahter analysis kr k hi trde krna chhye ta k ap apna risk kam se kam rkh sako aur achi earning krne me kamyab ho jao lakin is ke lye ap ku indicator ka sahi taeen hu aur market k lehaaz se trde krey ta k ap ku lo bhee na hu aur baat bhee bn jaye.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    g han dear ap ki baat bilkul theek ha jitnay b indicators hain wo osi direction me chaltay hain jis direction me market chalti ha hum indicators ki help se market ko chalanay ki try kartay hain par yeh bhool jatay hain kay market indicators ko chalati ha is liey humainy indicators se zada price action trading par focus krna chahiey ta kay hum profitable trading kar saky yeh pyscology hi ha

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X