patience..........
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Not ONLY patience is required but yeah we can say that patience is an essential part for trading. A patient person can easily handle situations because he will not get frustrated and frustration is the thing that stops a person from doing further. So if there would be no frustration and tension, and a person is patient enough he can work and trade well. So be patient and wait for your time.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yes this is true ... forex may kamyab honay k liye zrori hay k hum patience say kam karay and bht kuch seekh skay ..... loses say ghabranay k bjai sbar say kam lay takay anay walay dino may mistakes na karay and profit earn kar skay
       
      • #18 Collapse

        mery dost patience ka lafz hamari roz marra zindagi me bohat aehmiyat rakhta he is pay kaym reh ker ap ki life bohat achi guzre gi forex trading me bhi patience bohat mayne rakhta he is k bager trading kerna sahi nahi he jald bazi trading me kerna ap ko loss ki taraf le ja sakti he....................thanks
        • #19 Collapse

          ammmmm patience insanooo me bht kamm paya jata hai q k insan me sabar hota h nahi hai or allah humesha sabar waloo k sath hai to khusish karey k apny andar patience laye.
           
          • #20 Collapse

            sabr and tahamul ki bht importance hai forex mein because agr insaan jldii mein rahega to usko nuqsaa bhi hoskta hai because usko kch pta nai hoga and wo jld baazi mein kch ghalat qadam utha dega js wo baad mein pareshan hoga is liye sabr se kaam lene se apkii hee bhalayee hai
            • #21 Collapse

              shaid haan bhi kyun kay aap ko is kaam main bohat ziada dehaan say kamai karni hoti hai aap ko chaiy hota hai kay aap ziada say ziada dehaan say kaam karain ta kay ap ko is kaam main ziada faida bhi ho.
              • #22 Collapse

                janab humain her dor main her field main sabar say kam laina chahiye taky hum kamiyab ho sakin is hi terha jab hum forex trading kerty hain to us main bhi humain patience say kam laina chahiye or intezar kerna chahiye apny profit ka means k her kam main sabar bht zarori hai.
                • #23 Collapse

                  Sirf patience hi kafi nahi hai success k liye.... but success hasil karne main patience bht eham role play karta hai.... ap ko trading main juld bazi aur lalch nahi karni chahiye.... ye bat mind main rakhni chahiye k dino main ap successful nahi ho sakte yahan kamyab hone k liye mahine aur saal bhi lag jate hain.....so apko apne successful hone ka wait karna hota hai....
                  • #24 Collapse

                    bhai ager hamne trading me ager proft earn krna he tu hamen chahie ham kc time practice ko bhi diya kren qk ham practice k bagair ham kabhi trading me succes nhi ho sakhte is liye trading ager koi expeience he tu ham kafi profit bhi earn kr sakhte hen
                    • #25 Collapse

                      Forex tradin k name se he zahir h k esma sbar to apko chye h chye h warna ap bas moo dekhty rhy hain r learn kuch b ni krain gay eslye sabr se kam lena forex ma....
                      • #26 Collapse

                        bhai forex trading men patience bohat zaruri he lekin iske elawa apne emotions per bhi control keren or aik proper planning ke sath trading keren ager proper planning nahe hogi to ap ko acha khasa loss ho sakhta he ..
                        • #27 Collapse

                          G han bilkul forex me zeyda se zeyda practice karni chaye kabi b practice nahi chordni chaye, kinu k forex ko learn karny k ley bahot hi hardworking ki zarorat hoti hay.
                          • #28 Collapse

                            bohat zaroori hai kyun k agr aap patience say kaam nhi lo gay tou business may loss ho jata hai is liye insan ko har tarah ki situation ko handle krna aana chahye relax or patience k sath work karen gay tou success milay gi
                            • #29 Collapse

                              Yes of course dear bro i think patience is enough for Success in Forex trading but us k liye ham ko kafi thing's pr sabr krna hoga or phir hi ja kr aisa possible hoga k ham is Forex trading business man success or profit gian krsaky otherwise ham is man loss hi kary gay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                patience ki bohat value hai forex me forex me jitna aap patience se chalo ge utna he aap is me behtar nateeje per pohanch sako ge forex me aap ko tab hi kamyabi milti hai jab aap me patience or tahammul hota hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X