Over sold conditions
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over sold conditions
    :1f638: respected members agar ap RSI indicator yani k relative strength index agar over bought ho jay to apny targets ko approach kar lain aur apni trades ko close kar dain...is k sath sath agar ap stochastic indicator pe use kar lain to results main prominent farq nazar aye ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G behtar aap ne achi suggestions di hain waqae hamen rsi over bought aur over sold k bare men bahot hi achi information deta hai but aik baat ko mind men rakhna chahiye k rsi trend Market men bilkul hi fail hai q k rsi over sold aur over bought levels pe ja k attak jata hai isliye iska use na krna hi behtar hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Dear friend ap ny sahi bat ki hy k hamen rsi indicator over bought ho gay to hamen apni loss wali trade ko closs kar lena chahye qu k as waqat trade ka chalna teek nahi hota hota aur trade main ziada loss aa gata hy

      اب آن لائن

      Working...
      X