be like a trader
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    be like a trader
    Hume trading Karte time Ek trader Ki Tarah sochna chahiye profit and loss trading kaise hota hai lekin sometimes Jab traders co loss hota hai toh Woh mentally stressed ho Jate Hain traders ko aisa nahi karna chahiye tha Bebo successful ho sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother aap jab bhi trading start karain tou zahen mein rakhain kay aap ko trade mein loss bhi ho sakta hai lakin aao iss ko bilkul aisa hi na lain kay loss hi ho ga positive reh ker traders ki tarah trade karain gay tou faida zaroor ho ga
    • #3 Collapse

      Gee haan bhai aap ne theek kaha hai agar hum forex mein aye hain tou yqhan per humain aik trader ki tarah behave karna chahyea aur trading ko serious lae kar trade karain
      • #4 Collapse

        Dear friend hamen trading karty howy ak achay mind waly trader ki tarah sochna chahye qu k trading main kameyabi bhi asi mainhy k hamara mind fresh hoga to hum trading bhi safly kar pain gay
        • #5 Collapse

          trading meh kmyab honay k liye us k baray meh jaan pechaan hona bht zaroori hai ky khaan kya cheez profit dy skti or ku dy skti.
          • #6 Collapse

            Bro ap ki bat bilkol sahi hay hamen trading karty howy as traders hii sochna chahiye agar hum as traders tradea karen gy to loss ka effect nai pary ga... Baz traders loss ki waja sy stress mein aa jaty hain jo k tradera k liye harmful hay... agar trader apna confidence khooo deta hay loss ki waja sy to is ki waja sy wo aor loss kar baithta hay
            • #7 Collapse

              Asalam u alikum

              g bhai aap ny achi baat start ki hai humain ager trading business main
              kamayab hona hai tu apny mind ko aik achy trader k mind k saath attach
              kerna hoga aur aik trader ki soch rakhni hogi
              ager loss ho tu bhi aur ager profit ho tu bhi
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                dear friends, jo achay traders hotay hain woh loss aur profit anay pa khud pa control rakhtay hain aur normal rakhtay hian but kuch traders loss anay pa mentally disturb hotay aur koi mistake kar jatay hain jis ki waja say mazed loss aa jata hay...so es say bachnay k leay hamain as a trader behave karna chaheay.

                اب آن لائن

                Working...
                X