Forex for beginners - some advice

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1771 Collapse

    forex trading main agar hum sahi say learning karna chahty hay to humay chahiey keh esmain ziada time dain kyun keh time dai kar he hum achi earning kar sakty hay aur humay chahiey keh mehna tkaren tab he hum kamyab ho sakty hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1772 Collapse

      meri advice Yeh hai ke chonke yeh aik riski business hai is le is main zayda money invest na krein aur jb tak fully yaqeen na ho jay ke mera knowledge aur experience kafi hai tb tak trade start na kren kbi bhi lalach se kam na len
      • #1773 Collapse

        is forex main jin k pass experience hota hai un say hum boht hi acha guide lay sakty hain so hamain market main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay tab hi hum sucess hon gay it is best job
        • #1774 Collapse

          Beginners ko chaye k WO pahle forex trading k barale main achi tarah information le friends se books aur demo account pe is k bare main prpractis kare jab use large k WO tarade lagane k qabil ho gaya hai to WO kaam start kare
          • #1775 Collapse

            sir baat ya ha kay ma yahi kaho ga kay apko forex ma mehnat krni chahiye or apko demo account ma tarde krni chahiye usay apka experince hogh hota ha or ap jab bhi demo account ma tarding krty ha to ap kasi bhi currency pay tarde laga sakty ha jis say apko real account ma bhot faida hota ha
            • #1776 Collapse

              forex trading main jo new trador aty hain un ko meri yahi advise hai k wo trading karny se pahly demo account use karen demo account main trading ki practice hoti hai or es main hmain trading k bary main bohat kuj sikhny ko milta hi es liye hmaisha main yahi kahunga k trading karny se pahly es main apko knowledge gain karnma chahye or es main achi earning karen
              • #1777 Collapse

                forex main learn kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur is main wo hi indicator use karna ho ga jis main achi trade kar k hi hum market main sucess hon gay aur market main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main trend ko use kar k hi hum sucess hon gay aur is say hamain bi faida ho saky gay aur market main earn karein ga
                • #1778 Collapse

                  1st : biggenrs ke liye sab se pehli aur achi advise ye h k wo pehle forex ko seekhen jab seekh jaen tab wo aa ker is men kch invest karen seekhne k liye ki acadmees hain on line totorial hain bahot se tareeqon se aap seekh sakte hain.
                  2nd :dusri baat ye hai k aap kch bhi invest krne se pehle iss men demo acount banaen air iss par barbar paractic karen jab aap ko aik acha experence ho jy tab invest karen.
                  3rd : jo robots ki baat hai to some robots kch khasioton k malik hain yani unka thora bahot result hai, lekin mera ye opinion hai k hamen forex ko kabhi bhi robots per ni chorna chahiye iss se hamen koi faida ni milne wala hai.
                  4th : aur aakhri advise ye hai k agar aap iss men greedy ho k kch invest karen ge b to wo kch hi waqt mn zai ho jy gi iss liye aap iss mn waqt se pehle kch bhi inbest na karen
                  :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                  CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                  • #1779 Collapse

                    AOA Forex for beginner, you start from the scratch, the books, you need to learn and see if you are able to understand, open a demo account or a robot account as you call it and practice on it, if you are able to understand what you are doing then you are okay to open a real trading account and start the business.
                    • #1780 Collapse

                      agar hum new hay to sab say pehlay humay forex trading ko learn karna chahiey kyun keh jab hum esko sahi say learn kar kay kam karen gay to humari earing achi hoti hay aur humay esmain time to time up to date reh kar kam karna chahiey esmain humay apna he faida hota hay
                      • #1781 Collapse

                        agar hum new hay to sab say pehlay learning par focus karna chahiey eskay sath sath humay demo account create kar kay trading ki us par practice karni chahiey aur es pr differnt kisam ki strategies ko use kraty huway kam karna chahiey tab humari trading achi aur kamyab ho sakti hay so humay time ziada daina cahiey esko
                        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                        • #1782 Collapse

                          Jo log new aa rahy hain forex trading ki taraf to unko yehi mashwara hy k wo sb sy pehly forex trading ko demo account bna k bahut ziada practice kr k ziada sy ziada ilm hasil karain aur jab tak apko yaqeen na ho k ap ko tajerbat hasil ho gay hain forex trading k to ap us time tak asal account main trading ni kro
                          • #1783 Collapse

                            agar hum new hay to humay chahiey keh forex trading ko sahi say seekhy kyun keh seekhna humara pehla qadam hota hay tab he hum esmain agy asani paty hay agar hum esmain learning nahi karen gay to esmain profit earn karna humary liey bohat mushkil ho jata hay
                            • #1784 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: gulzar پيغام ديکھيے
                              agar hum new hay to humay chahiey keh forex trading ko sahi say seekhy kyun keh seekhna humara pehla qadam hota hay tab he hum esmain agy asani paty hay agar hum esmain learning nahi karen gay to esmain profit earn karna humary liey bohat mushkil ho jata hay
                              ge han bhai new traders ko chahe keh woh apne trading mein ache trah se learning kia krein aur forex trading mein phle apne ap ko strong krein apne forex trading mein experience acha krein aur apne market ko ache trah se trade krein aur apne trading market mein complete learning krna beginners ke lie lazme hota he us ke bad trading mein profit acha hasil hota he
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1785 Collapse

                                agar hum forex trading main new hay to humay chahiey keh pehlay demo account par trading ki achy say practice karen kyun keh practice karnay say he humari trading achi ho sakti hay aur hum esmain kamyab earning kar sakty hay aur humay esmain sahi say focus karna chahiey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X