earning kabi be learning se batter nahi ho sakti
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    earning kabi be learning se batter nahi ho sakti
    Traders key ley learning hi sab koch hay trading business me earning koch be nahi, agar ham learning par focus karen gey to earning karny me asani ho sakti hay jab key agar ham earning ko important samjey gey to learning na karny ki waja se bad me ham es business me complete losers ban sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Koi kam b ap start krty hyn us me learning zrori hy koi b peda hoty hi sekha hoa ni hota waqt k sath sath sekhta hy chahy wo business ho ya koi kam b kuch kam dekh k sekhta hy or kuch kam k liy teacher ki zrort hoti hy jo us ko teacher sikhata hy isi tara forex me b apko agr kuch kamana hy to ap ko sekhna ho ga jitna ap sekhain gy wesy hi earning zyada len gy
    • #3 Collapse

      Main apki is bat se mutafiq hon. Yeh to bat he sara sar galat he keh earning best he learning se, Bhai ap mujhy yeh btao jab tak learning nahi hogi to earning kaisy hogi? Mtlb earn karny ke liay pehly learn karna zarori he. Aur han kabhi bhi earning best nahi ho sakti learning se. So we should learn first and then earn with our skills which we gain from learning.
      Last edited by ; 01-09-2018, 09:28 AM.
      • #4 Collapse

        Learning hmesha earning se better hoti he q k learning se earning to ki ja sakti he magr earning se learning nai ho sakti. Forex me agar kbhi kabhar learning k baghair earning ho bhi jay to wo aarzi hoti he , is liy kbhi bhi earning pe bharosa mat kren jo learning k baghair ho. Learning ko periority den.
        • #5 Collapse

          aapne bilkul theek kaha hai bhai Hame Forex me earning ki wajah learning P investment karna chahiye yes pay money ki bhi ho sakti hai aap time ki bhi investment kar sakte hain agar aap learning achi nahi karenge 24 x 1 bahut risky business Jisme aap kabhi bhi achi earning nahi kar sakte hain Forex trading main aur baat bahut zaroori hai learning kare Aur phir uske baad aapko auto pay achi earning Hogi aapko accha profit milega Forex aapko easy business lagega
          • #6 Collapse

            Earning working learning Se Bada nahi hoti aap ko pata hona chahiye ki jitni aapki learning power Jyada Hogi Jaat Jatni aapki strategy acchi Hogi apni instaforex bonus account mein trading karne ki toh aapko Usi hisab se Rewari Milega aapko chahiye ke aap experience gain Kare or small volume of lot size money management ke Dariya trading Kare Is Tarah aap apne instaforex bonus account ke upar acche tarike se trading kar Payenge
            • #7 Collapse

              Dear trader's,
              Hum forex ki learning krty ho hi kyun hy.iska jwab hy pesa kamany k lye.meri Jan learning without earning kuch bhi nai.earning ka mtlb sirf pesa hi nahi hota.or b boht kuch hota hy.insani fitrat hy insan koi b Kam kre uska faida dekh k krta hy.pas forex bhi pesy k liye hy uski learning bhi pesa kamanay k liye hi ki jati hy.
              Shukriya.
              • #8 Collapse

                forex trading mein earning bhi thek hoti hai lekin us se pahly agar learning kar li jay to ziada better hai q kay jab insaan kay paas learning ho gi or kuch information ho gi tab ghi eo kuch earning kay kabil bhi ban saky ga is mein ye kehna thek nahi hai kay earning kabhi learning se better nahi ho sakti jahan learning zaruri hoti hai wahan earning bhi zaruri hoti hai is liay dono chezen hi darust han dono kay kay baghair nahi chala ja sakta
                • #9 Collapse

                  bohat acha sawal ha ager hum ko earning karni ha to per hum ko first of all learning karni hoge laken ager hum learning nhi karta ha laken earning karna ke koshesh karta ha to per hum ko loss ho sakta ha esleya hum ko chahaye ka hum first of all learning kara per us ka bad hum earning kara ............
                  • #10 Collapse

                    Dear friend forex trading ho ya koy dosra busnes ho ya koy bhi kam ho woh learning kay bageer posibal nahi hota hamen earning say ziada learning par fokes dena chahye asi say hum har kam main expert ban sakty hain as keleye learning zarory hy
                    • #11 Collapse

                      about se log samajhte Hain Ki earning learning se better hai lekin Yeh Baat galat hai learning earning se baat Hoti Hai Kyunki aap Jitna Sada learn karte hain aapko Itna Jyada knowledge gain hota hai aur knowledge he Sabse Bada Paisa hai aur profit bilkul bhi kuch bhi nahi kar sakta Agar Apke Pas experience analogy nahi hota toh aap bilkul bhi profit nahin kar sakte lekin Agar aapke paas hai to aap bilkul profit gain kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Yes sir forex trading business main sucess kay liay leanring karna bohati hi zaroori hay, because yeh aik online business hay and es kay sath sath much risky bhee hay, es liay jab tak es ka good knoweledge nahi ho ga to wo perfect trading nahi kar sakta, es liay earning kabhi bhee learning say better nahi ho sakti.
                        • #13 Collapse

                          learning k bagair zaida faida nai ho sakta hai dunya main un logo ne boht kuch paya hai jino ne learning par zor dia hai jo learning k bagair paisao ki pichay lag jate hai wo kabi b apnay business itny asani se kamyab nai ho sakte hai behtar hai seb learning par zor dia karo earning khud hi hoty rahay gi
                          • #14 Collapse

                            Deat frend aksar member es ko join karty he earning k chakar mai par jaty hai wo bhol jaty hai k es ko samjhna b hai taab ja k hm kuch kar saky gy or esi chakar mai hm bhot sara loss kar daty hai chaye jitni mehnat sy bouns hasil kary wo kam learning ki waja sy wo apna bouns kho bethty hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              market main agr kam karna hay to is main learning kar kay kam karna ho ga jis ki help sa market main achi earning haisl ho sakti hay kun kay market main learning karna boht aham hota hay is kay bgyr hum success hasil nai kar sakty hain learning kay liye hum demo ko use kar sakty hain demo best way to learning hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X