Risk in Forex Investment?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1936 Collapse

    dear ham janty hai k forex aik business hai ko jobs nahe hai to risk to her job main mojood hota hai is lai forex b aik risky kam hai per hamain is risky se zyda worry honey ki zroorat nahe hai q k yahan per differnet indicator mojood hoty hai jo hamary is bary main help karty hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1937 Collapse

      forex trading ek business mien risk to bohat ziyada involve hota hai aur apko chahiye ke ap is mien apne risk ko manage karen taake ap is mein sahi se kamiyab hosaken.
      • #1938 Collapse

        G han sir forex me ap ko to risk lena parta ha our is lye he risk lena parta ha k ap ko jab ap is me trade open karty ha to ap ko kuch bi pata nahe hota ha k ap market me kiya honay waly ha our me to kud is me market ko daik kar he is me trade karo ga our forex me ap ko risk lena parta ha.
        • #1939 Collapse

          Forex aik risky business hy aur is main acha profit bananey key leye risk to lena parta hy. Lekan hamain apni ability aur apni learning key mutabiq risk lena hy. Jitna hum forex ko samjhtey hain, utna hi hum earn kr saktey hain. Hamain dosron ko dekh kr trading nahi karni hy balkeh apni ability key mutabiq trading krni hy.
          • #1940 Collapse

            Dear Risk aik esa factor hai jo almost her qisam k business men paya jata hai... or forex trading bhi aik online business hai is men bhi risk hata hai. or risk ko manage kerna ap k uper depend kerta hai, ap risk management k bary men google se bhi information hasil ker sakty hein ap ko achi achi strategies mil jaein gi forex trading k mutab jo ap risk management k bary men information deti hein
            • #1941 Collapse

              Mai samajta ho ke forex ke business mai risk factor bohat zyada hai laikin jo zyada risk le sakta hai profit bhi wohi kama sakta hai humhe zyada tar technical analysis ko follow karna chaiye ke kaun se currency strong hai aur kaun se weak analyse karne ke bad hi trade execute karni chaiye take woh trade hamare liye profitable sabit ho.
              • #1942 Collapse

                is main risk ke to koi bat nai hai bhai g kam main ap ko naf nuksan hota hai is main aap ko apni plaining par goor karna chahiye aik simple se bat hai k aik kam jab ap proper tareke se soch samajh kar saikh kar kare ge to us main ap ko nuksan kam ho ga or aik kam jab ap bena sake or bena kse malomat k karenge to wo to sidha risk he hai to us main nuksan he ho ga
                • #1943 Collapse

                  drear friends salam forex trading main risk hai 90+ % traders fail hi hote hia magar islia k wo greedness le ke ate hain or loss kar ke jate hain agar exp le ke ayen ge to dollars le jane se on ko koi rok nahi sakta hai not it.
                  • #1944 Collapse

                    Kisi bhi business main ap ko risk to hota hai kiyun ke jaha apki investment hoti hai waha risk to hota hai so forex bhi risky business hai lekin is risky business ko ap profitable banasakte hai sirf apni study se or trading skills se
                    • #1945 Collapse

                      jnab humain trading main risk lay kar kay hi kam karna ho ta humin is main kbhi to loss ho sakta hay or humain is main kbhi to profit hota hay or humain is main achy say investment kar kay huamin trading karni ho gi k loss km ho sakay
                       
                      • #1946 Collapse

                        forex trading main agar hum risk lain gay to humay loss bhi ho sakta hay to eskay liey zaroori hay keh humay apny experinece ko daikhty huway he risk lena chahiey kyun keh tab he hum forex trading main kamyab earning hasil kar sakty hay
                        • #1947 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadlakhani پيغام ديکھيے
                          Risk in Forex Investment?
                          used your own view to answer this question based on your knowledge and skills . it should be appropriate that is related to the question
                          thanks for your help
                          forex trading main risk ratio kam karnay kay liey humay apny experince ko enhance karna chahiey kyun keh tab he hum safe aur achi trading kar kay apni investment ko safe kar sakty hay aur future main earn kar sakty hay
                           
                          • #1948 Collapse

                            forex aik bohat acha business hy, but also very risky, pr is pr bhi kabo paya ja sakta hy agr greed ko dor kr diya jaiye tu.... greed krny ki sorat main aap ko loss ka samna krna pr satka hy..... or risky business main greed nahi chal sakta....
                            • #1949 Collapse

                              mere khyal me forex me risk bohat zaiyda he is me ye k hum ko is me dekh kar soch samj kar trade ko open karna chahye or is me kam risk hi se kamm kanra chahye agar starting me zaiyda len ge to loss b ho sakta he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1950 Collapse

                                humain is main agr investment karna hy to humain trading main sab say phly humain practice karni ho gi ta kay humain trading main loss km ho skay humain is main risk lay kar kay kam karny main earning ho sakti hay
                                 
                                "The mind is everything, What you think you become"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X