Yeh over trading kia cheez hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh over trading kia cheez hai
    Overtrading se murad yahan aik se zaida trade ka open karna hai jo ke bahat hi khternak kam hai is ke ley bahat zaida account balance ki zarorat hoti hai aur aisa karna bahat bari bewaqooi hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear over trading say yahi muraad hai k jab app apny capital bonus account ko diekh k trade kerni chahy mean ager 200 ka capital hai our aik account main 2000 usd ka capital hai to dono main difference ho ga our dono main trade ki ratio bhe differe kerey ge so ager small account ho to money mangement ker k trade ki jeay our dosra over trading mat ki jeay
    • #3 Collapse

      Over trading bahat hi riski kam hai aisa karna nai chaye koun ke is se apka account in save hi jata hai.Kbi bhi koi aisa kam na karen jis main kamyabi ke chance km se km ho koshish karen ke wo kam karen jis main km kharch bala nasheen wala formula lgta ho
      • #4 Collapse

        g han sir g ap ny ye ek acha muda uthaya hy k over trading kiya hy aur answer bhi acha hy k ek sy ziyada trad lagana over trad kehlata hy aur esa karna bohut bhari parta hy aur is sy account wash bhi ho jata hy is liye over trading par control karna chahiye taky account washed na ho over trading sy buchny ka tarika ye hy k 1 lot lagany k bad dusri trad na lagai jaye 1 trad ko cut karny k bad dusri trad ki jaye
        :1f63b:​BE HAPPY
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
          Overtrading se murad yahan aik se zaida trade ka open karna hai jo ke bahat hi khternak kam hai is ke ley bahat zaida account balance ki zarorat hoti hai aur aisa karna bahat bari bewaqooi hai
          Over trading course ko kehte hain Tejab traders trade karte ho ek hi time mein Kafi Kafi trades gadit Hain isko aur trading kehte hain aur yeh traders ke liye bahut nuksaan deh hoti hai
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
            Overtrading se murad yahan aik se zaida trade ka open karna hai jo ke bahat hi khternak kam hai is ke ley bahat zaida account balance ki zarorat hoti hai aur aisa karna bahat bari bewaqooi hai







            Over trading sy murad jesa ap ny kaha hy k ek sy ziyada trads lagana ek waqt mein to mein ye khehta hon k humei ek waqt mein muqarra ek hi trad karni chahiye naky ek wakt mein dubbel trad karni chahiye aur wo ek hi trad esi honi chahiye k dubbel trad ka profit dy is liye achy sy aynalise kar k trad karni chahiye taky bad mein pachtana na pary
            • #7 Collapse

              Tu overtrading Itni Koi achi cheez nahi hai lekin agar aap overtrading karte hai to aap ko bahut jyada profit bhi hota hai aur agar aap chahte hain kya aap aur trading Na Kare Tujhe Bhi bahut sahi hai Kyunki agar aap overtrading Karte Hai Tujhse aapki balance loss ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Dear friend ak say ziada trade karny ko over trading kahty hain as keleye hamen bohot ziada acount main bones ki zarorat hoty hy asa karna ak bewakofi hy as say ap ka acount wash ho sakta hy
                • #9 Collapse

                  Mery dost forex trading main over trading ka bahut ziada negative result hota hy aur jo bi traders overtrading krty hain unko ziada loss hota hy aur profit ko ziada earn ni krty ,kio k jab ap ki aik account main aik sy ziada trade open ho gi to ap ko ho sakta hy aik trade main profit ho aur doosri trade main double loss ho raha ho to uska phr koi faida ni hova is liy aik account main aik time main aik hi trade open rakha kro
                  • #10 Collapse

                    Over trading k bahut ziada losses hain aur koi bi trades jab over trading kerta hy to wo samj ly k apny liy loss ko dawat dy raha hy aur usko trading main ziada faida ni hony waly ,to is liy guzarish yehi hy k ap overtrading sy guraiz kro aur koshish kro k aik trade p trading kia kro jab ap ki aik trade main profit aa jay to phr ap doosri trade open kr lia kro istra ki planning sy ap forex trading k business main kamyab raho gy
                    • #11 Collapse

                      bilkul acha sawal he trader kay lye aur achi suggestion he, ap ku ek se ziada trad bilkul open nhi krni chhye agr ap krte he tu sb se zyada risk le rahe he jis ka naqsaan ap ka aount blance ki sorat me mile ga aur ap ki sare paise acount se khali bheee hu sktay he is lye bhtar ye hi hu ga ziada trde open na kry.
                       
                      • #12 Collapse

                        i think agr ap ne achi earning krni he tu ap ku ziada trde open nhi krni chhye agr trading me profit kama chhte he tu ap ku ek ek kr keay trde krna chhye ta k ziada nqsaan na hu aur paise bhee zia na hu tu bhter ap ke lye phir ye hi he thora wait krna bhtr hai ziada trade open krne se.
                         
                        • #13 Collapse

                          agar hum apny balanace ko bina manage kiey trading karen gay to es chakar main hum market main earning nahi kar sakty ulta humay esmain loss ka samna karna parta hay so humay chahiye keh market main money management ka khass khyal karen kyun keh tab humari trading bohat achi aur safe hoti hay
                          • #14 Collapse

                            forex trading main jo trador palning k bgair trading karty hain un k liye loss k siwa kuj nahi hota hai or jo trador loss k bad jald bazi main trading karty hain tu un ko loss hota hai es liye kbhi bhi over trading nahi karni chhyae or jub bhi trading kary apni trading main nalayse ko use kar k trading karen ta k apko acha profot mil saky
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              agar hum apnay balance kay hesab say ziada trading karen gay to hum market main over trading kar rahy hoty hay humay chahiye keh trading apny hesab say aur money managemnet karty huway karen aisay he trades ki dukan na bna lain sahi say manage kar kay trade karnay say he faida hota hay humay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X